New Date for Hearing in Allahabad Highcourt is : 30th April 2012
See Case Details :
-----------------------
HIGH COURT OF JUDICATURE AT ALLAHABAD
?Court No. - 33
Case :- WRIT - A No. - 76039 of 2011
Petitioner :- Yadav Kapildev Lal Bahadur
Respondent :- State Of U.P. & Others
Petitioner Counsel :- Alok Kumar Yadav,Rajesh Yadav
Respondent Counsel :- C.S.C.,K.S. Kushwaha
Hon'ble Arun Tandon,J.
In view of the order of the Division Bench of this Court dated 06.04.2012 passed in Appeal (Defective) No. 280 of 2012, let all these matters be listed as the first case at 2 PM under the heading of case for hearing on 30th April, 2012.
Interim order, if any, to continue till the next date of listing.
Order Date :- 13.4.2012
Shekhar
This is an UNCERTIFIED copy for information/reference. For authentic copy please refer to certified copy only. In case of any mistake, please bring it to the notice of Deputy Registrar(Copying).
Source : http://elegalix.allahabadhighcourt.in/elegalix/WebShowJudgment.do?judgmentID=1795385
*****************
What a coincidence , Allahabad highcourt decision comes after UP State Govt. decision (3 week time of UPTET matter investigated by UP Govt. )
सहायक अध्यापक भर्ती मामले में सुनवाई 30 अप्रैल को
इलाहाबाद : इलाहाबाद हाईकोर्ट में सहायक अध्यापकों की भर्ती पर लगी रोक पर सुनवाई अब 30 अपै्रल को होगी। यह मामला न्यायमूर्ति अरुण टण्डन की अदालत में चल रहा है।
मालूम हो कि सहायक अध्यापकों के भर्ती के लिए जारी विज्ञापन की वैधता को चुनौती दी गयी है। कहा गया कि जारी विज्ञापन को बेसिक शिक्षा परिषद ने जारी किया है, जबकि विज्ञापन बेसिक शिक्षा अधिकारी को विज्ञापन जारी करना चाहिये, क्योंकि बीएसए ही नियुक्ति प्राधिकारी है। न्यायालय ने पूर्व में ही स्थगन आदेश पारित किया था, यह विज्ञापन टीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थियों के लिए थी।
Sab sarkar, court aur media ki milibhagat hai, lekin pareshan na ho sab ak dusre ke contact me rahe, ekta me badi sakti hoti hai
ReplyDeleteaakhir y gov,court or media kyu tet k piche pd gye h..isse kitne logo ki ummide judi hui h,mgr in sb ko koi mtlb ni h..nov. Se lekr ab tk dherye se hi to kaam le rhe h,koi btayega ki hmain kya krna chaiye????
ReplyDeletebhai court ka hi sahara lena padega
ReplyDeleteU r right Mr. Manoj : Ekta mein bahut badi shakti hai
ReplyDelete-------
Mujhe lagta hai kee Supreme Court mein PIL se kuch relief mil sakta hai
kyonkee SC - Shiksha ke Adhikar ko right batata hai
---
Log keh sakte hain kee -
Jab hamne bhrtee kee saaree sharten sarkar ke niymanusaar (NCTE guildelines , UP State Govt. Order etc. ) ke tehat kee to ab bhartee mein deree kyun
RTE Janhit mein lagu keeya gaya adhikar hai,
NCTE ke niyam achhe teachers ke chunav mein janhit banaye gaye, to ab hamree galtee kya hai
-----
Ham log mansik pareshanee se gujar rahe hain, aaye din khabren aa rahee hai kee UPTET 2011 cancel hi jayega, bhartee ke niyam badal jaynege etc.
Your Honour ,
Aap se anurodh hai kee aap turant haskshep kar samoochee prkriya apnee nigranee mein len, / prkriya
badhit hone mein aavsyak karyvahee karen
etc.
30 april ko kam se kam court se nirnay ki to umeed badhi hai.
ReplyDeletecourt ko jo bhi nirnay dena hai wo de
kam se kam prakriya to clear ho jayegi.
i agree with you...
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteKITNI VIDAMBNA HAI KI EK YACHIKA JISKA FAISLA MATRA 1-2 SUNWAI ME HO JANA CHAHIYE. USME 4 MONTH KA TIME LAG RAHA HAI.
ReplyDeletecourt ke nirnay ke baad sarkar ke pass koi bahana nahi rahega aur us par kisi bhi prakar se bharti ke liye
ReplyDeletedabaw banaya ja sakega.
Agar koee jitnee jaldee bhartee hota hai, uske leeye utna hee achha hota hai -
ReplyDeleteNext Promotion, Next Increment , Seniority etc. sab affected hote hain,
Agar joining Jan tak mil jatee to aap logo kee training bhee July tak pooree hona ja rahee hotee.
------------
Aap log sirf soch rahe hain kee aapka aavedan aadi mein 10-12 hazar tak ka nuksaan hua,
Lekin aap logo kee salary,increment, aur family matters (kisee kee shadi, to kisee ko koee karj chukana aadi) ka bhee nuksan hai
ReplyDeleteAgar koee jitnee jaldee bhartee hota hai, uske leeye utna hee achha hota hai -
Next Promotion, Next Increment , Seniority etc. sab affected hote hain,
Agar joining Jan tak mil jatee to aap logo kee training bhee July tak pooree hona ja rahee hotee.
------------
Aap log sirf soch rahe hain kee aapka aavedan aadi mein 10-12 hazar tak ka nuksaan hua,
Lekin aap logo kee salary,increment, aur family matters (kisee kee shadi, to kisee ko koee karj chukana aadi) ka bhee nuksan hai
--------
Oopar se mansik pareshanee, uskee bharpayee kon karega
ISILIYE AKHILESH NE 3 WEEK KA SAMAY MANGA HAI.UNHE PATA AHI TAB TAK TET WALO KO CHUP REHNA PADEGA ISLIYE COURT MAIN CASE HAI KEHKAR PALLA JHAD LENGE YA NIYAM BADAL DENGE AGAR BHARTI CHAHTE HO TO JISKE LIYE SAB BADHYA HONGE.SABKI NA MAIN BHI HAA HOGI .
ReplyDeleteUP TET MORCHA KA APNA STAND CLEAR KARE KI 18 APRIL KO VIDHAN SABHA KA GHERAW KIYA JAYE YA NAHIN.
ReplyDeleteशान्तिपूर्वक अन्शन किया जाये ।
DeleteSlow poison
ReplyDeleteTO AAJ KA DIN DATE MAIN HI NIKAL GAYA YEH JUDGE DATE DENE AATE HAI YA DECEISION .INHE SALARY TO DATE DENE KE LIYE HAI YEH KAAM TO KOI PEON BHI KAR LETA PHIR INHE ITNI SALARY DENE KI KYA JARURAT
ReplyDeleteNeta ,officers,sarkar &court ke judges saare ferji digri wale chor hain, yeh saale, mehanti, imandar aur berojgar tetians ka kya dard samjhe.
ReplyDeleteNeta ,officers,sarkar &court ke judges saare ferji digri wale chor hain, yeh saale, mehanti, imandar aur berojgar tetians ka kya dard samjhe.
ReplyDeleteSabhi pareshani ka ek ramban ilaj supreme court.
ReplyDeleteDOSTO,
ReplyDeleteTET RADD HONE KA MATLAB HAI 300000 NEW CANDIDATES KI ENTRY.
TET KO PATRTA PARIXA BANANE KA MATLAB HAI 500000 LAKH TET PASS
ACC MERIT KA MATLAB HOGA
270 GEN MINMUM
260 OBC
245 SC.
you should be accept this slow poison.
DeleteDosto is sarkar se koi umeed na rakho sarkar to tet ko cancel karne ke raste tlash rahi he.ab to lagta he ke hc bhee sarkar ke dabav me he.hme keval sc se he nayae milega.100% sc hmare pax me fesla dega.
ReplyDeleteNeta ,officers,sarkar &court ke judges saare ferji digri wale chor hain, yeh saale, mehanti, imandar aur berojgar tetians ka kya dard samjhe.
ReplyDeleteMujhe aisha lagta hai court and govt ki milibhsgat hai.
ReplyDeleteWe should be accepted this slow poison.
Deleteइलाहाबाद : इलाहाबाद हाईकोर्ट में सहायक अध्यापकों की भर्ती पर लगी रोक पर सुनवाई अब 30 अपै्रल को होगी। यह मामला न्यायमूर्ति अरुण टण्डन की अदालत में चल रहा है। मालूम हो कि सहायक अध्यापकों के भर्ती के लिए जारी विज्ञापन की वैधता को चुनौती दी गयी है। कहा गया कि जारी विज्ञापन को बेसिक शिक्षा परिषद ने जारी किया है, जबकि विज्ञापन बेसिक शिक्षा अधिकारी को विज्ञापन जारी करना चाहिये, क्योंकि बीएसए ही नियुक्ति प्राधिकारी है। न्यायालय ने पूर्व में ही स्थगन आदेश पारित किया था, यह विज्ञापन टीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थियों के लिए थी।
ReplyDeleteYE SARKAR JUGAD, NAKAL AUR FARJI FICATION WALON KIHI SUNEGI.
ReplyDeleteTET KO BADNAM KIYE JANE KI SOCHI SAMJHI SAJIS HAI.
ISME VE LOG JYADA INTREST LE RAHE HAIN JO YA TO FAIL HAIN APPEAR HAIN YA 83-90 NO. K BEECH ME HAIN.
We should be accepted this slow poison.
DeleteMukesh ji app bilkul sahi kah rahe ho.dosto yadi naukry leni he to sc chalo.
ReplyDeleteKab chaloge?
Deletebhaio y case kapil ne vigyapan mai drawbacks ke liye gov ke against dala h ,,,,,to kya gov cour mai vigyapan ko right prove krna chati h ? kya aj gov ki side se koi court aya tha ? jb gov nhi chati to sb cler h .....sub kuch humare samne dheere 2 khatm ho ta ja rha h ,,,,,,,,think about gov side about this case ,,,plz n comment
ReplyDeleteye wahi highcourt hai jisne apne aaka
ReplyDeleteko cm banane ke liye chutti ke din
judge ke ghar par sunwai ki thi(kalyan singh v/s jagdmbikapal).
lekin lakho logo ke bhavisya se jude matter ke liye iska liye 4 mahine bhi kam hain.
yadi vigyapan sahi hai ti yachika nirast karo nahi to phir vigyapan nirast karo,kam se kam hum sarkar par
ReplyDeletebharti ke liye pressur to bana sake.
1.
ReplyDeleteVIGAPTI YADI GALAT NIKLI HAI TO USME 270000 TET KA KYA DOSH HAI.
2.
VIGYAPTI BADI CHEEJ HAI YA EDUCATION
3.
KYA ISKA KOI OPTIONAL TARIKA NAHIN HO SAKTA THA.
kar le ye sarkar kitne bhi julm hampe,
ReplyDeletelekin
jeet hamesa sattya ki hogi.
Agar na hui jeet to
itihash gawah raha hai ki,
ek kranti jarur hogi.
Jai tet morcha
jai hind
DOSTO YE KESH HAMARE FEVER MAI DESISON NAHI LE SAKTA KIYO KI ISKES MAI DONO VAKIL HE SARKARI HAI OUR VO SARKAR KI HE MADAD KARENGE NA KI TET STU.
ReplyDelete1.
ReplyDeleteVIGAPTI YADI GALAT NIKLI HAI TO USME 270000 TETIONS KA KYA DOSH HAI.
2.
VIGYAPTI BADI CHEEJ HAI YA EDUCATION
3.
KYA ISKA KOI OPTIONAL TARIKA NAHIN HO SAKTA THA.
there is only two option
ReplyDelete1.vigyapan sahi hai..
or
2.vigyapan galat hai..
court sidhe-sidhe yes ya no me jabab de de ye politician ki tarah se kayo behave kar raha hai,samajh me nahi aata hai
DOUBLE UNRELIABLE STANDARD OF COURT
ReplyDeletecase 16.04.12 ko bhi listed h, par jab pata h 30.04.12 ka written confirmatin by judge listed h to conclusion ye nikla ki 16.04.12 and 30.04.12 ko bhi kuch nahi hona bcoz :
GOV WANTED TO EARN MONEY THROUGH UPTET-2012
272671x500(current pass 6-8)+
250000x500(tet fail,new enrolled6-8)+
20000x1000(BTC 1-5,6-8)
TILL INTERIUM ORDER IF ANY CONTINUE)
Rajasthan mein state wise merit ke leeye high court ne poocha hai kee jilastar par merit - Article 14 ka ullangan to nahin hai
ReplyDeletewhan jilastar par merit ka virodh keeya ja raha hai aur RPSC se pariksha kee maang uthaee ja rahee hai.
Article 14 - Samanta Ka Adhikar
ReplyDeletekisee jile mein kam merit vale select ho jayenge ( jabki exam state wise hua tha)
u p me rajay stariya ki merit bjp ke samay bnayi gayi thi lekin court ne use amanya karte hue jila stariya merit banane ka order diya tha..
ReplyDeleteMeri mano to-26 april se pehle lucknow me ek shanti march aur ho jae jisse poore luckmow me jaam lag jae.shakti ka phirse ahsaas dilao.
ReplyDeletearticle 14 ke hisab se pichade jilo ke liye haq ki demand karani chahiye
ReplyDeletekayonki kushinagar,maharajganj,sravasti jaise pichade jilo me education ka systesahi nahi hai jissse yaha ke logo ko pure awasar prapt nahi hote hain,aur pichle bhartiyo me yahi dekha gaya hai ki in jilo me agade jilo ke logo ki hi bharmar hai...
hame sarkar se to demand karani chahiye ki prt me jila stariya hone ke naate use jile ke logo se hi bharana chahiye taki sabhi jilo ke
logo ko saman awasar prapt ho...
maine kushinagar me dekha hai ki paschimi uttar pradesh ke logo ki hi bharmar hai aur unhe yaha ki local lanuage bhojpuri samajh me hi nahi aati hai .we baccho ki bhasa samjh nahi paate hain aur na hi bachhe unki
ReplyDeletebhasa ko ,,atah gov se demand karani chahiye ki bharti jile ke logo se hi karani chahiye...
DOSTO IS KES KO TO BHOL HE JAO KIYO KI DONO VAKIL EK HE HAI JO SARKAR KI MADAT KER RAHE HAI YE KESH AB HAMARE LIYE MAINE NAHI RAKHTA KIYO KI SARKARI VAKIL TO VAHI KAHEGA JO SARKAR KAHELWAIGI SARKAR JAB CHAHE VIG.KO KENCEL KARA SAKTI USE SARKARI VAKIL SE YEH KAHNA HAI KI VO VIG.NIYAM VIRUDH KAH DE OUR VIG.CENCEL
ReplyDeleteare bhai aap log comment bhi dete rahiye 30 april tak time pass karana hai.
ReplyDeleteVastav mein Jan Lokpal jaisee cheejen hone chahiye
ReplyDeleteAnna ji ke Jan Lokpal mein to judiciary bhee shamil hai
----
Jab tak baeemanon ko saja nahin milegee tab tak kuch bhee achha nahin ho sakta
Lekin log samjhte hee nahin
------
Hasan Ali , Telgee Scam, 2G Scam, CWG Scam ka paisa kahan chala gaya,
par jab koee aavaj uthata hai to useeki jaanch shuru ho jatee hai
jisse vo discourage ho jaye
----
Are chote baeemano kee bhee jaanch honee chahiye par bade baeemano ko kaise pakda jaye
Bhrastachar oopar se shuru hota hai, agar oopar ke adhikaree sahee karyvahee neeche valon par karen to apne aap bhrastachar par rok lagegee
--
Bechara neeeche val kya kare use to apne boss ka order manna hai,
kya jo lower position par hai, apne senior ko saja de sakta hai
---
Kuch samay pehle mene kuch netaon ke bayan sune , unhone kaha bharstachar neeche se shuru hota hai aur charon aur fela hua hai
(Bada hee hasyaspad hai)
agar koi is case se juda ho to kripaya ye bataye ki kiski sthiti majboot lag rahi hai sarkar ki ya kapil ki....
ReplyDeletehum log to bus u hi blog-blog khelate rahate hai frustation se bachane ke liye.
SUPREME COURT HI SABSE BEHTAR RASTA HAI, SO PIL SUPREME COURT ME DAKHIL KARNI CHAHIYE....... SAMAY BACHEGA....... SAB SUDHAR JAYEGA......... NAHI TO BHOOL JAO TEACHER BANNA TET MERIT SE......
ReplyDeleteANOOP PPANDEY, ALLD.
जैसा मैंने पहले ही कहा था कोर्ट और सरकार एक दूसरे के सिर पर यह मुद्दा थोपना चाहते हैँ । सर्वोच्च न्यायालय तक पहुँचते-पहुँचते बहुत देर न हो जाये ।टैट मोर्चा के पदाधिकारी अब भी कुछ करेँगे या सिर्फ सोचेँगे ।
ReplyDelete@ KUMAR G
ReplyDeleteDONO KI STITHI COMMON H, YE CASE SARKAAR KA KASRWAYA GAYA HI H,
REASON: UPTET-12 mein LARGE AMOUNT MEIN MONEY KAMANA,
agar recruitment 72825 ka ho jayega to
72825x500(form fee uptet-12) ka nuksaan kise hoga .
ADITYA FAIZABAD,SARKAR ne etnee jabardst politics khele hai ke tet pass candidate ke pass intejar karne ke alava aur koi chara nahai hai.agar jaldi decission chahtey hai to sc ka he sahara hai.
ReplyDeleteye bhi ho sakta hai ke sarkar 800000 vaccancy ko rule change karke fill up kar ley aur 72825 wali vaccancy ka matter court me chalta rahe.................
ReplyDeleteChalo Govt. ko thoda sa relief mil gaya,
ReplyDeleteAnytha Court mein TET / advt. ke vavor mein decision
Sarkar ko mushkil mein daal sakta tha,
Kyonkee Candidate bhrtee ke leeye dabab dalte
jaisa ke 2004 btc me hua tha....
ReplyDelete@ Muskan ji,
ReplyDeleteMay I know contact detail of mr sudhir tiwari, for detail of filing of PIL in supreme court.
@BLOG EDITOR JI GOVERMENT ko to decission lena he hai chahe wo aaj le ya ek maheney bad.
ReplyDeleteDosto esa koi rasta hai jisse madhyavarti chunav ho jaye
ReplyDeletekyoki tet ki tharah chunav me bhi dhandhli hui hai
tet radd akele kapil ki yachika par ho raha hai or vidhan sabha ke chunav me dadhli hui hai ye kam se kam 50000 tetions kah dege
to enki bhi suno judge sahab
@Mr. Manoj.
ReplyDeleteEmail ID of Sudhir Tiwari jee is :
Sudhir Tiwari
Mr. Sudhir Tiwari gave his contact no. on this blog :
ReplyDeleteName- Sudhir Kumar Tiwari
Mob: 9893550371
Special appieal ke behaf par hearing hogi, stety vaiket nischit roop se hoga
ReplyDeletekoi faida nai yahan bakchodi karne se, naukri chahiye hai to SUPREME COURT CHALO.
ReplyDeleteZubair ahmad (New Delhi)
ameen bhai jaan
ReplyDeleteprashant sir kaise hai
ReplyDeleteme tan man dhan se apke sath hun. Apka bhai Zubair ahmad (New Delhi) mobile number 09990832796
ReplyDeleteलोकतंत्र का शासन सबसे गन्दा शासन है जहाँ 9 घोड़ो से ज्यादा 10 गधो की कीमत होती है क्यों की वो संख्या में अधिक है आचार्य चाणक्य
ReplyDeleteYaar ye tet padadhikari kuchh nahi kar rahe jab collection kiya hai to supreme court me jane me kyo fat rahi hai.abe salo dusro ki police se ga...kutva di ,anshan par 4din bhuka marva diya.kya inse bharti suru ho jayegi.lakho rupya tum tet ke nam par logo se le chuke ho aur s.court me pil dalne me nani mar jati hai.kaddu ka tet morcha hai tumhara.kaddu ke ye padadhikari.
ReplyDeleteap log kahen to me yahan Delhi me kisi wakeel se bat karum. PIL k sambandh me
ReplyDeleteएक बार पशुओ ने शेर ke opposite bandar ko jangal ka raja bana diya ,pasuo ki suraksa ka dayitva bandar par aa gaya.ek din sher ne ek bakri ko khane ke liye pakad liya.sare pashu daud kar Bandar ke pass gaye.Bandar aaya aur kabhi ki ki karke is daal to kabhi us daal kudne laga.pashu bole maharaj aap to bakri ko bacha hi nahi rahe.to bandar bola bhaiyo meri bhag daud me koi kami nahi.bakri mare ya bache.AISI BHAG DAUD TET BACHANE VALE KAR RAHE HAI.
ReplyDeleteNice comment Raju.
ReplyDeleteSupreme court mai case dal do mujhe nahi lagta high court koi faisla sunayegi.........
ReplyDeletekal me ek advocate se bat karne ja raha hun or use sara matter bata kar supreme court me PIL ki possibility k bare me puchuga or usi ke according blog par jankari dal dunga. Zubair Ahmad (New Delhi) 09990832796
ReplyDeleteFriends , nothing is going to happen in this case. Court will give date after date of hearing. Politicians aur rich logon k case ki hearing to court bahut fast karta h, hum 2,70,000 logo ka future court k liye koi importance nahi rakhta h. I think we have to move supreme court , kahi bahut Der na ho jaye SC jaate jaate. Jab tak court decision nahi dega government kuch nahi karegi kitna bhi dharna de lo ya hunger strike p baith jao. Plz supreme court me pill lagate h, highcourt se to tareek k baad tareek hi milegi......
ReplyDeletekuch important date hai
ReplyDelete18 april ko meeting hai
near 28 april CM ka 3 week ka timeline bhi khatam hoga
30 ko court ka decision se pahele uper ki dono jayada important hai
sbse phle to kapil dev ki pitai lagani chahiye sare tetians ko
ReplyDeleteAbhi hamare pass PIL ke lie paryapt adhar nahi kyo ki Allahabad hicourt ne vighypan ko finally disposed nahi kia hai , sath hi sath government ne sikchak bharti ko lekar hamare khilaf koi official step nahi lia hai Maine Sare viklpo par vichar karne ke pashchat hi special appieal file ki .aur usi appieal n. 280 ke behalf me court ne mamle ki hearing ke lie 30 April ke date fixed kia aur case 2 baje 1 number par sunane ka nirnay lia ,
ReplyDelete@Ranjeet singh yadav ,
ReplyDeleteAaap log itne saare hone ke baad bhee
jaankari ke abhav mein hai.
Pehle log keh rahe the kee seedhe Supreme Court nahin jaya ja sakta
tab mujhe hee pure details ke saath batana pada kee SC direct jaya ja sakta hai
---------
Aaap log logically kyon nahin sochte kee PIL kya hai
Highcourt mein itne saare case vichardheen hain to kya vo apne mamle ko court mein nahin utha sakte.
-----
Vigyapan vala mamle to 21 Dec. se shuru ho gaya, lekin uske baad bhee kaee log High court gaya -
Kee unkee application DIET der se pahonchee aur unka koee dosh nahin,
Pass bad mein hue lekin application kee last date ka end ho gaya etc.
------
Mujhe lagta aapko ek PIL case details denee padegee
-----
Aaap log bhee NET ka use karte hain, itna saara info available hai
Par mujhe hee batana padta hai
in natao ke liye bhe chunao aayog ko EET karana chheye matlab ELECTION ELEGIBILITY TEST. aur jab ho jay to ushke bad ek form bharaya jay fir hum log uspe stay le aye aur faishala court me na ho balke tet pass candidates ko lene ke liye kaha jay tab inhe hamare taklif ka andaja hoga jab hum ush case ke tarik pe tarikh denge
ReplyDeleteJAISE HUM LOGO KE TET HUI HAI USHE TARAH IN NETAO KE BHE EET YANI ELECTION ELIGIBILITES TEST HONA CHAHEYE.TAB HAMARE PRADESH KO BHE ACHE NETA MILENGE JAISE PRT KE GURWATA ME SUDHAR KE LIYE TET SURU HUYA USHE TARAH KAM SE KAM RAJNEET ME SUDHAR KE LIYE EET HONA HE CHAHEYE
ReplyDelete