टीईटी रद हुआ तो परिणाम गंभीर
(UPTET : If TET Cancelled then Matter will be Serious )
सोनभद्र : बीएड, बीपीएड बेरोजगार संघर्ष समिति की बैठक शुक्रवार को जिलाध्यक्ष के आवास पर हुई। अध्यक्षता जिलाध्यक्ष संतोष वर्मा ने की। संगठन की मांगों को लेकर गहन विचार विमर्श हुआ।
जिलाध्यक्ष श्री वर्मा ने कहा कि सरकार को टीईटी रद नहीं करनी चाहिए। सरकार गड़बड़ी का बहाना करके टीईटी रद करती है तो इसके गंभीर परिणाम सरकार को भुगतने होंगे। शादाब आलम ने कहा कि 15 अपै्रल को रामलीला मैदान में सभी साथी एकत्र होंगे। अधिक से अधिक संख्या में शामिल होकर सरकार को अपनी ताकत का एहसास कराएं ताकि सरकार हमारी मांगों पर गंभीरता से विचार करे। इस मौके पर संदीप तिवारी, सत्यप्रकाश, हसीब अंसारी, राहुल आदि मौजूद थे।
sarkar per visvass karna hamari majbooree hai.dekhtey hai ke sarkar kya decission letee hai,
ReplyDeleteB.ED KIYE HUO KA PATTA KATNA TAY HAI AB .KOI KUCH NAHI KAR SAKTA KYOKI NCTE BHI YEHI CHAHTI HAI.AUR SARKAR BHI.
ReplyDeleteAap log mera face book profile bhee use kar sakte hai commenet kee leeye :
ReplyDeletehttp://www.facebook.com/profile.php?id=100003229523165
(UPTET Prt)
----------
Important comments aap jaroor is blog par dalte rahen
kyonkee har visitor serach ke time facebook use nahin karta, vo seedhe is BLOG ko dekhta hai
SARKAR AUR NCTE B.ED WALO KA PATTA KATNA CHAHTI HAI BAS. INTEZAAR KARO KATNE KA KYOKI FUTURE MAIN KOI CHANCE NAHI TET SE JOB KA.1-5 CLASS TAK JOR DENA HAI EDUCATION PAR .
ReplyDeleteMere kai mitr overage ho rahe hai aur ve log bahut hi depress ho rahe hai
ReplyDeleteKOI BATAYEGA KYA NCTE B.ED DEGREE WALO KE LIYE TIME NADA RAHI HAI YA YAHA SAB B.ED WALE FALTU MAIN HO HALLA MACAHTE REHTE HAI KYOKI UNKO NCTE BHARTI NAHI KAREGA CHAHE STUDENTS AKELE ROOM MAIN BAITHE RAHE TEACHER NAHI BHARTI KARENGE B.ED WALE AUR AANE WALE BTC TEACHERS KA INTEZAAR KARENGE.
ReplyDeleteYE BHARTI LATKTI HAI TO KOI AUR BHARTI NAHI HONE DENGE
ReplyDeleteमेरी समझ मे आता है कि सरकार ये टी ई टी रद्द नही करेगी और यह भर्ती जैसे है वैसे ही करेगी 2015 का समय शेष फेल/नये B.ED को अपने पक्ष मे रखने की चाल भी हो सकती है एक तीर से दो निसाने Bramh prakash uno. 9026494757
ReplyDeletemaro kapil ko
ReplyDeleteKoi btaega ki case ki do do date 16 aur 30 april kyo hai?
ReplyDeleteTET K LEADERS AB KISKA INTJAAR KR RHE HAIN?
ReplyDeleteUS DIN KA JB SARKAR TET KO NIRSTA KR DEGI,AAP LOG DEKH NHI RHE HO MUKHYA SACHIV NE KYA KHA.
MR. USMANI KH RHE H K TET CANCEL KRNE K BAAD SARKAR KO COURT M KYA JWAAB DENA HOGA.
PLEASE AB SARKAR SE UMEED CHHOD KR KOI THOSH ACTION LLIJIYE.
PLZ,
KHI AISA NA HO BHUT DEER HO JAYE.
panchayat karane se koi fayada nahi
ReplyDeletejitane bhi logo ne tet pass kiya hai sab ko bula kar wahi samuhik nirnay
liya jay ki supremcort chala jay ya nahi. jitani shankhya jyada rahegi
to sayad sarkar ko jaga sake ki hum
(tat) soye nahi hai . nahi to sara
mudda thande baste me jaraha hai.
Court No. - 33
ReplyDeleteCase :- WRIT - A No. - 76039 of 2011
Petitioner :- Yadav Kapildev Lal Bahadur
Respondent :- State Of U.P. & Others
Petitioner Counsel :- Alok Kumar Yadav,Rajesh Yadav
Respondent Counsel :- C.S.C.,K.S. Kushwaha
Hon'ble Arun Tandon,J.
In view of the order of the Division Bench of this Court dated
06.04.2012 passed in Appeal (Defective) No. 280 of 2012, let all
these matters be listed as the first case at 2 PM under the heading
of case for hearing on 30th April, 2012.
Interim order, if any, to continue till the next date of listing.
Order Date :- 13.4.2012
Shekhar
GOOD MORNING TO ALL TETIANS.
ReplyDeleteDosto kal 15/o4/2012 ko hapur diet me meeting he tet ko lekar ye meeting har sunday ko hoti he mera un sabhi logo se vinamr nivedan he jo log tet qualify he please-2 kal diet me 10:00am par jarur pahunche kyonki dosto sp government tet ko nirast karne ki soch rahi hein
dosto takriban har chhetra se tet ko lekar meetings hoti hein lekin modinagar,ghazibad,noida in chhetra se aawaj kyon nahi uth rahi hei jago dosto jago or apne haq ki ladai ke liye ek unity banaye warna ye government hamare against hi dicision legi so please
coprate.TET SANGHARSH MORCHA HAPUR.
ADHYACHH-KUSHVEER SINGH- 9457287549
VISHESH SHARMA- 9634502507
RAJ KUMAR SINGH-8791721012
SANJAY KUMAR-9319252245
NEERAJ KUMAR-9917515896
DINESH KUMAR-9897821784
MONU KUMAR-9927456699
deicison aane se pahle sarkar tet ko radd kar degi phir court bhi kuch nahi kar payegi. jaldi date ke liye application dali ja sakti aur nahi to db mein dubara appeal ke ja sakti hai. yeh tet ke neta bhi chate hain ki jyada time lage jisse pure up se aur paisa collect kar saken date badne mein inki milibhagat hain
ReplyDelete@ Hon'Ble AMBEDKAR G
ReplyDeleteKaash aaj aap hote to apne banaye gaye LAW n ORDER ka majak banne se rok dete.
BUT anyway we will bounce back to FIGHT FOR OUR RIGHT
ab dekhte hai 18 ko kya hota hai
ReplyDeleteAb sab apna apna matlab chod kar TET bacho
Please koi bataye ki 30april ko case ki sunwai pahle nomber par hein kya ye 100precent conferm hein please reply.
ReplyDeletecourt mein itna andher nahi hai jaisa tet ke matter par ho raha hai yeh keval hamari komjor pairwi ke karan hai aur iska jimmedari hamare neton par hai jo paisa to pure up se collect kar rahen hain aur udhar ek kapil hi sab par bhari hai yeh baat kuch samajh nahi aati sarkar ke sath sath hi hamare neta bhi hamara shoshan kar rahe hain
ReplyDelete30 ko faisla aane se phle hi tet ko sarkar radd kar chuki hogi
ReplyDeletepahle date lagane ke liye special appeal dali ja sakti hai
ab dekhtain hai 18 april ko kya hota hai
ReplyDeletecourt mein yahan tak facility hai ki special mamle mein rat 12 baje bhi sunvai ho sakti hai lekin hamare matter mein 4 month se kuch nahi yeh tabhi sambhav hai jab dono party hi case ki sunvai mein intrested na ho
ReplyDeletejaldi date ki liye spcl application dali ja sakti hai
OUR GREAT JUDICIARY
ReplyDeleteBina hearing huye hi date extend ho jati h(BTC case SPL 2366/2011 17 to 24), AND hearing hone k bawazud bhi nayi date milne k baad bhi purani date chalti rehti h(STAY case WRIT 76039/2011 30 to 16)
Special Appeal : 2366 of 2011 [Chitrakoot]
Petitioner: PRABHAKAR SINGH AND OTHERS
Respondent: STATE OF U.P. AND OTHERS
Counsel (Pet.): SIDDHARTH KHARE
Counsel (Res.): C.S.C.
Category: Special Appeals Special Appeals-Against Final Order Of Single Judge In Writ Petition
Date of Filing: 05/12/2011
Last Listed on: 03/04/2012 in CJ Court
Next Listing Date (Likely): 24/04/2012
Writ - A : 76039 of 2011 [Varanasi]
Petitioner: YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR
Respondent: STATE OF U.P. & OTHERS
Counsel (Pet.): ALOK KUMAR YADAV
Counsel (Res.): C.S.C.
Category: Service-Writ Petitions Relating To Primary Education (teaching Staff) (single Bench)-Appointment
Date of Filing: 21/12/2011
To Be Listed on: 16/04/2012 in Court No. 33
dhere dhere sab kuch kathm ho raha hai allahabad aur lucknow ke applicant court mein is andher ke khilaf application dal sakte even kisi lawyer ke bager bhi aap direct court mein apni baat application ke dwara aap khud present ho kar kah sakte hain
ReplyDelete@ Neeraj kumar nim Hapur G
ReplyDeleteYe 100 % confirm h ki case pehle number pe h, BUT YE CONFIRM NAHI H KI JUDGE SAHAB US DIN DECISION DE YA EK AUR NAYI DATE YA KHUD HI MEDICAL LEAVE PAR ABSENT HO JAYEIN.
Come on guy
ReplyDeleteEIGHT YEARS CHALE SABSE LAMBE BTC COURSE KARNE K BAAD BHI MAI YE NAHI SAMAJH PAYA KI 2012 mein PRALAYE(DISASTER) KAISE/KYU HOGI?
ReplyDeletenow thanks to up/cent gov I KNOW how/when/why DISASTER TAKES PLACE
Dear All TETians,
ReplyDeleteWe should unite and do a peaceful protest in lucknow for one or 2 days.
aur jiske bhi bhai ya dost media me hain unhe bhi bulao aur full media coverage karwao...jitna jyada media me ham logon ko sahi dikhaya jayega utna hi jyada ham strong honge aur sarkar ke liye asan nahi hoga hamre khilaf dicision lena.
delhi me 1000 tetians agar dharna dete hain to hamari dukh bhari kahani duniya k samne aa skti hai.sath hi hum SC k kisi advocate se bhi apna matter discuss kr skte hain.10 districts se 100-100 log agar apne ghar se nikal to delhi me kuch kaam ban sakta hai.
ReplyDeletecourt mein hamari taraf se pairwi bahut lachar hai aur tet ke neta jyada se jyada paisa collect karne ke pher mein jaldi date ki pairwi nahi kar rahe hain
ReplyDeletedelhi vala optionn good ,, i m agree ,,, vhan hume media coverag b milega or sibble ko b notic ho jayga
ReplyDeleteDear All TETians,
ReplyDeleteWe all should unite and do a peaceful protest for 1 or 2 days in lucknow or some other place where we can get attention of media. Jab tak ham log isko media me highlight nahi karenge tab tak isko sarkar easily leti rahegi.
Jin bhi logon ke bhai ya dost log media me hai un sabko bhi bulao aur media me khoob highlight karwao ki hamare sath injustice ho raha hai.....usme sarkar ke alawa court ko bhi higlight karo ki har baar date par date de rahe hai jab ki iski wajeh 72825 logon ki jindagi ruki hui hai !!!!
So i request all TET morcha leaders to decide a date and place for protest and lets be unite and join the protest in large number.apne relatives aur family walon ko bhi le ke aao...
Prabhakaar'spn;TET Leders are doingtthere best;We must have faith upon them.be positive,unite and have patience.
ReplyDeletekoi mujhe batae kya aage kya karna hai
ReplyDeleteRAJESH MISHRA,SPN HUME SANGATHIT HOKAR GOVT. KA VIROD KARNA HAI. HUME LAMBI LADAI LADNI HOGI. "NO PAIN NO GAIN"
ReplyDeletekya ye confirm hai ki date aage nahi badhegi.
ReplyDeleteSOME FACTS FROM THE KAPIL CASE..
ReplyDeleteDEAR FRIENDS MAINE ABHI KAPIL KE CASE SE SAMBANDHIT KUCH ORDERS KO DEKHA HAI JINKA EK SANSHIPT VIEW DE RAHA HOON...
------------------------------
STAY WALE DIN KA ORDER
-------------------------------
Court No. - 33
Case :- WRIT - A No. - 76039 of 2011
Petitioner :- Yadav Kapildev Lal Bahadur
Respondent :- State Of U.P. & Others
Petitioner Counsel :- Alok Kumar Yadav,Rajesh Yadav
Respondent Counsel :- C.S.C.,K.S. Kushwaha
Hon'ble Sudhir Agarwal,J.
It is contended that the advertisement in question has been issued as if
it is being issued on behalf of all the District Basic Education Officers of
75 districts while under the Rules it is only the appointing authority of the
individual district who can issue advertisement under Rule 14 of U.P.
Basic Education (Teachers) Service Rules, 1981 but on their behalf the
impugned notification has been issued by District Education Board.
These kinds of matter are coming in large number of cases where
District Education Board whether Secretary or Board are working in a
manner which is not supported by the relevant statute causing
unnecessary litigation before this Court.
Let respondents No.1 and 2 both shall appear before this Court on
11.1.2012 to explain and justify how this kind of advertisement can be
issued on behalf of all District Basic Education Officers and whether it is
so permissible under the Rules.
Respondent No.1 is represented by learned Standing Counsel and 2 is
represented by Sri K.S.Kushwaha. They shall inform respective
respondents about this order and shall ensure their presence on the
next date.
Put up on 11.01.2012.
Till then no selection/appointment shall be made pursuant to the
impugned advertisement which is ex facie contrary in the teeth of Rule
14(1) of U.P. Basic Education (Teachers) Service Rules, 1981 as
amended till date.
Order Date :- 4.1.2012
KA
-----------------------------------------------------------
ISS ORDER ME COURT NE KAHA HAI KI AISA KAI MAMLO ME DEKHA JA RAHA HAI KI DISTRICT EDUCATION BOARD
AUR EDUCATION BOARD ADHINIYAMO KE TAHAT KARYA NAHI KAR RAHA HAI JISSE ISS COURT KE SAMANE ANAWASYAK
MUKADAME AA RAHE HAI.
COURT NE PRATIPAKSHIYO KO 11.1.2012 KO YE EXPLAIN AUR JUSTIFY KARANE KO KAHA KI YE ADVERTISEMENT KIS PRAKAR SE
ALL BSA KE BEHAFL PAR JARI KIYA GAYA HAI...
TAB TAK KE LIYE STAY LAGA DIYA........
Friends,
ReplyDeleteC.M.Akilesh Yadav ki P.M. Se Meeting Complete ho gayee hai. media ke madhyam se unhone ise matr sistachar mulakat bataya hai aur koyi bhi demand nahi rakhi hai. for further more details you can read amar ujala paper on internet.
thanks alot
mayavati ko parkon ka kyal hai TET ka nahi.
ReplyDelete@ blog editor
ReplyDeletemaine abhi kapil se related case ke kuch prelimanary order highcourt ki site par dekaha hai.
yadi aap stay wale din aur 11-1-2012
kae orders pot kare to hum is case
ke kuch facts ko samjh sakenge..
link-
http://elegalix.allahabadhighcourt.in/elegalix/StartWebSearch.do
nitn ji aur vivekanand ji aap log kahan hain.. roj roj aati in khabron se hum sabhi puri tarah toot chuke hain aur ab yahi lagta hai ki supreme court hi hamari aakhiri ummeed bachi hai isliye aap plz jald se jald blog par ye update karen ki aap agla kadam kya lene ja rahe hain hum sabhi aap logon ki har sambhav madad k liye taiyar hain lekin plz aap log jaaldi hi kuch decide karen aap hi ab hamari aakhiri ummeed hain is tet exam ko bachane k liye....
ReplyDelete
ReplyDeleteAap log Police jaanch kee copy,
Kin marksheets par fluid lagaya hai, kin roll numbers par aisa hua hai,
kisee ke marks '6' se jyada to nahin bade , aur unke roll nos. kya hai
ye sab jaankaaree maang sakte hai
------
Public ke leeye , Public lagbhag saaree jankaree RTI Act ke tehat
Maang sakte hain.
Aur ye jaankaree koee bhee Indian Citizen maang sakta hai
--------
Agar kisee kee Jaan Khatre mein hai, ya koee serious matter hai to ye jaankaree aap 48 hours mein RTI ke through le sakte hain
DON'T MIND BUT MUJHE LAGTA HAI K HAMARE LEADRS BHI GOVT & COURT KI TARAH SO RAHE HAIN & HAMARI MARNE P TULE HAIN... KISI KO YEH NAHI SAMAJH A RAHA HAI K GOVT KITNI KAMINI CHAAL CHAL RAHI HAI.. YADI AB DER KIYE SC JANE ME TO POORI LIFE RONA PADEGA"
ReplyDelete