Shiksha Mitra Fourth Semester Result Declared : शिक्षा मित्रों के चौथे सेमेस्टर का रिजल्ट घोषित
Approx. 90% Shiksha Mitra Candidates Passed Examination, And Less Than 1% Shiksha Mitra Candidate Failed in Examination
90% se Jyada Shiksha Mitron ne Training pariksha Pass Kee, Aur Sirf 1% se Bhee Kam Shiksha Mitra is Pariksha Ko Pas Nahin Kar Sake, Baki 7-8% Shiksha Mitron Ka Result Apoorn Hai.
Abhee Ye Nahin Pata Chal Paya Hai Ki Kitne Shiksha Mitron ne CTET/UPTET Pariksha Pass Kee Hai.Kyunki RTE Act ke Antargat Teacher Banne ke Liye TET Exam Pass Karna Jaruree Hai
UP Mein Shiksha Miron Ne Result Mein Itnaa Achha Perform Kiya Hai to Ye Samajh Nahin Aa Raha Hai Ki Unhe CTET/UPTET Parikshaon se Dar Kyun Lag Raha Hai.
Shiksha Mitron Kee Niyukti Mein Sabse Badee Samasyaa RTE Act Hai, Jo Ki TET Pariksha Pass Karne Ko Compulsory Bata Raha Hai, Aur Allahabad High Court Kee Triple Bench Ne NCTET/RTE Act ke Antargat Non-TET Ke Regular Bhrtee Ko Rok Laga Rakhee Hai
लखनऊ । परीक्षा नियामक प्राधिकारी ने शिक्षा मित्रों के पहले सेमेस्टर का रिजल्ट घोषित कर दिया है। इसके साथ ही शिक्षा मित्रों को शिक्षक पद पर समायोजित किए जाने की मांग बढ़ गई है। 58344 पंजीकृत शिक्षामित्रों के रिजल्ट में 51185 उत्तीर्ण एवं 458 फेल घोषित किए गए हैं। 6698 परीक्षार्थियों का रिजल्ट अपूर्ण रहा जबकि तीन का रिजल्ट अनुचित साधन के उपयोग में रोक दिया गया है।
इसलिए उनके समायोजन का रास्ता साफ हो गया है। यूपी प्राथमिक शिक्षा मित्र संघ ने माह के अंत में रैली का निर्णय किया है