HC ka Live status necche diye gaye link par check out kare;
COURT NO 33
CASE NO 20. DF 150/2013 NAVIN SRIVASTAVA AND OTHERS ABHISHEK SRIVASTAVA SHASHI NANDAN Vs. STATE OF U.P. AND OTHERS C.S.C. C.B.YADAV
http://courtview.allahabadhighcourt.in/courtview/CourtViewAllahabad.do
Read more: http://naukri-recruitment-result.blogspot.com/#ixzz36cV9AUCl
judge, sarkari vakil se cd ki janch ki report laye, vakil, sir janch to puri ho gayi hai, report taiyar ho rahi hai isliye kuch time aur de do, judge thi hai new date 6 march, stay 6march agli sunwai tak jari rahega.
ReplyDeleteitni jldi kaise dcsn ho gya k 6 march date ho gyi
ReplyDeleteAapka guna.k kitna hai?
DeleteAabhe lunch hua h sunwai 2:00 pm ke bad jare rahe ge
ReplyDeleteSUNVAI JAARI HAI AB TET KA 50% GUDANK JUDEGA.................DONE AB KOI YACHIKA NAHI LI JAYEGI
ReplyDeletebhio upper primary science vacancy kab tak hogi
ReplyDeletesabhi tet & acd walo ko job mil gai hai, court ki new date ki job
ReplyDeletekisi ko kuch pta chala frnds,,kya hua court me
ReplyDeleteShashwat Pathakposted toSwami Vivekanand Educational Society of UPTET Merit Holders(SVES )
ReplyDeleteसाथियो आज कोर्ट ने सरकार के तथाकथित धाँधली के आरोप को खारिज कर दिया । कोर्ट ने कहा सरकार द्वारा दिए गए कथित सबूत कि उसने ये कहा उसने वह कहा कोई मायने नही रखते । अगर पेपर आउट हुआ होता और उसकी शुचिता बरकरार न होती तो बहुत सारे लोगों के 150 मे से 140 145 और 150 अंक आए होते । जब कि ऐसा नही हुआ । सरकारी वकील द्वारा162 लोगों की सूची होने की बात करने पर कोर्ट ने कहा अगर उनके 140 145 अंक है तो उन्हे बाहर कर दूँगा । साथियो इनमे से अधिकांश फैल है और जो पास है उनके 100 के लगभग अंक है । CD और कार्बन कापी की धाँधली के सबूत सरकार पेश नही कर सकी ।ऐसे मे पुराने विज्ञापन और टेट मैरिट की बहाली का रास्ता पूरी तरह साफ हो गया है ।
9058749811
UMASHANKAR PURE UPTET MERRIT SUPPORTER
MORADABAD
Shashwat Pathakposted toSwami Vivekanand Educational Society of UPTET Merit Holders(SVES )
ReplyDeleteशलभ जी से बात हुई अगली तारीख 4 मार्च सोमवार की है । सरकार ने संजय मोहन वाले केस मे गवाह के वयानोँ को कोर्ट मे पेश किया है। कोई मजबूत सबूत पेश नही कर पाई सरकार । हलफनामा की कापी अध्ययन के लिए ले ली गई है हमारे वकील पूरे हलफनामा के अध्ययन के बाद 4 को बहस करेंगे और उस्मानी समिति की तरह इसकी भी धज्जियाँ उड़ा कर पूर्व विज्ञापन बहाल करवा लेंगे ऐसा मेरा विश्वास है ।
Amit Kumar Rai
ReplyDeleteAaj phir date milane se kuch mitra nakhus hai.
aisa lajmi tha, bcoz ye future ka saval hai.
Friends isase chinta karne ki jarurat nahi hai. Aap ki jeet karib hai. Bas apni mehanat ka phal pak chuka hai. Jald hi khane ko milega.
INTJAR AUR SAHI...............
Aaj jo purak halaphnama Govt ne jama kiya hai usame dhadhali ki bat na kah kar exam me gadbadi ki bat kahi hai.
Ab tak to result me gadbadi ki bat ho rahi thi ab exam me.
Kya aaj tak ye dhikha nahi?
Sal bhar bad yaad aayi?
I think Govt ab apne hi bune jal me phas gayi hai aur isase nikalne k liye hath pav mar rahi hai. Usi ka ye natija hai.
Jab exam me dhadhali huyi hai to kaya jach huyi?
Agar huyi to phir BTC valo ki niyukti kyo?
Rahi bat TET exam radd karne ki to ye Govt ke bute ki bat nahi hai. SP ki ghosana patra me ise radd karne ki bat kahi gayi hai aur Mulayam k anusar ye patra Geeta k saman hai. 1% bhi ise radd karne ki sambhavna hoti to Govt ye kar chuki hoti.
Ab to ye ekdam sambhav nahi hai.
Friends tention free hokar sham ki chay ka aanand le. Jald hi hame jeet ka svad bhi milega.
Rakesh Mani Tripathi
ReplyDeleteTet sathiyo
aapake romanchkari din ka ant meri aasha-anurap aur mujhe ummid hai ki apke ummid se thoda kam hua hai
Aaj ki achhi bante Jo apne favour me hai nimn hai
1- agali date Monday ki mili hai (Jo apekshakrit jaldi mil gayi hai)
2-hume jabab Dena hai jisame koi kathinai nahi hai
3-sarkar bigat do teen date se back foot par hai ye ek achhi baat hai
4-sarkar k pas ab koi solid tark nahi bacha hai
5-sarkar mamale ko sighar hal ki tulana me ise latkane par aamada hai atah aane wali date se bhi jayada ummid n pale itana tay hai ki mamala sab kuchh thik raha to March me nipat jayega
6-antim aur mahtavpurn baat gov. Ke lakh n chahne k bavjud stay aaj bhi barkarar hai aur visvas rakhiye aap logo k sahyog samarthan aur dua se tab tak rahega jab tak sarkar man ya be man se TET merit k aadhar par bharti ka nirnay nahi le leti
JAY TET 8869855967
SAHI POOCHHIYE TO AB MAMLA TET ACD KA NAHIN BALKI TETMERIT AUR TET RADD KA RAH GAYA HAI JISME TET MERIT KI JEET HUEE HAI BECAUSE DHANDHLI SABIT NAHIN HUEE.
ReplyDeleteJAY TET
JAY TET MARIT
ReplyDeleteUSMANI NE JIS TARAH DHANDHLI KA HAUWA KHADA KARKE TET KO EK KHILWAD EXAM BANA DIYA AAJ US HAUWE KI HAWA NIKAL GAYEE!!!
ReplyDeleteUSNE TO KISI KI NAHIN MANI NAM HAI USKA........................................... USMANI
YAAR KYA KHICHDI PAK RI HAI SAMAJH NI AATA
ReplyDeletebharti karawao kaise bhi
ReplyDelete