/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Thursday, December 22, 2011

Breaking / Latest /Updated News UPTET (Uttar Pradesh Teacher Eligibility Test ) Result - All Candidates Result in TET is revised

Breaking / Latest /Updated News UPTET (Uttar Pradesh Teacher  Eligibility Test ) Result - All Candidates Result in TET is revised

Almost all candidates marks affected with new revised UPTET result displayed on uptet2011.com

Many candidates see increasement in marks.

Please give your openion/result update.
Are you satisfied with this result OR not ?

To see result for PRT test in TET - Click here
To see result for Upper Primary Teacher in TET - click here
********************************
Highcourt said -
If a candidate has already been declared successful on the basis of answers to respective questions in which options have now have been altered by the Board, and, on the basis of awarding of such marks he has been declared successful it would be unjust to declare him unsuccessful now if due to deduction of marks of such questions, the total marks secured by him earlier become lower than the prescribed pass marks. In my view the revised opinion of the Board in respect of such questions should not affect the result of candidates who have already been declared successful and they should remain untouched.

Therefore it might be possible, no candidate see deduction of marks OR failed , if earlier he/she passed.

If any of you having some more updated information then you can share with us using comment.

207 comments:

  1. uptet ka naya result aane par kya naye result ki copy naye form aur dd ke sath bhejni padegi jishse merit main fayda mile...kya ab kuch aur student jo pehle fail the badh gaye hai .ab paas hue student ki kya sankhya hai..

    ReplyDelete
  2. dont excited sabhi ke 3 marks bade honge , court ne bola tha...

    ReplyDelete
  3. No, some are geting 4 marks improvement.

    ReplyDelete
  4. Most of them gets 3 marks increment.

    ReplyDelete
  5. Brij Mohan ji, naye result kee hee copy lagayie.
    iseeliye ye result jaldee nikala gaya hai.
    Badhai ho Marks bad gaye hain.

    ReplyDelete
  6. some candidates got 4 marks improvement some 3 or 2 or 1 and even some having same marks

    ReplyDelete
  7. u can check yourself enter any valid roll no. in the given links, in the first link it shows old marks and in the second link it shows latest marks


    http://67.199.120.77/Uttar_Pradesh/UPTET/paper1-m/rollquery.htm


    http://67.199.120.77/Uttar_Pradesh/UPTET/Updated4/rollquery.htm

    ReplyDelete
  8. ab sabhi high merit ki aor badh rahe hai.hamara topper kitne par hai ab aur paas hone walo ka kya aakda hai.

    ReplyDelete
  9. mera to 6 marks bade hi.........

    ReplyDelete
  10. Ab ham kya kare form to bhej chuke hai...ab fir se nai tet marksheet bhejna padega kya ?kitna jayada pareshan ka rahi hai u.p.govt.hame..pagal bana kar hi rahegi

    ReplyDelete
  11. sab ke number badh jayenge to comptition tuff ho jayega. diet main jo student ka data feed ho raha hai ya jinke form feed ho chuke hai unka kya hoga.

    ReplyDelete
  12. Mere 5 marks badhe hai,par nai markshee kya bhejni padegi kq form to submit kar chuki hu?

    ReplyDelete
  13. Mujhe dobara se form bhejna padega.
    Kya karoon kab tak form bhejoon.
    Koi to bataye.
    3 baar 20-20 jaghe form bhej chukee hoon.
    Kab tak lootenge

    ReplyDelete
  14. Dont know kya ho raha hai.. mere sirf 1 no badhe hain

    ReplyDelete
  15. Muskan ji i am arti gen.aaj phir tet no.badal gaya hai jo form dal diya usme no.kam tha ab kay hoga.kay dobara form dalna hai.

    ReplyDelete
  16. Hey bhagwan ya to mayawati ji ko utha le ya mujhe utha le...nahi to mai pagal ho jaunga

    ReplyDelete
  17. 1-jan tak wait kare pata nahi yeh khel kab tak chalega.

    ReplyDelete
  18. dear editor ,no. to 4 bad gaye magar mene 5distirict me pahle hi aply kar chuki hu.kya dobara se sara process karna padega?

    ReplyDelete
  19. kya upper primery ke marks b badhe hain?

    ReplyDelete
  20. Yeah, mine ha been increased by 5 marks earlier it was 118 now it's 123.
    Cheers!!
    Pawan

    ReplyDelete
  21. haa upper ke bhi number badhe hai aur jinke paas purane origional dd rakhe hai wo log ushe mul dd maan kar dobara apne pasand ke jilo main apply kar sakte.

    ReplyDelete
  22. ab kya karu? mere127 se131 ho gaye.... fir se form bhejna hoga kya?

    ReplyDelete
  23. mere 2 marks badhe hain or maine new marksheet k shath form bhi post kar diya hai aaj hi

    ReplyDelete
  24. mera mark 111 se 116 ho gaye woow its so good..........

    ReplyDelete
  25. Roll No. 02000765 , pehle marks 128 the , aur ab - 131

    ReplyDelete
  26. Jin jin logo ke numbers bade hain,ve sabhi kripya karke apne bade huye numbers ke sath apne varg(art/science) ka evam categary (general /reservation) ka ullekh avashya kare,jisse aap logo ki help ke liye naye data collection mein suvidha ho sake.
    Thanks.

    ReplyDelete
  27. Ab counselling me jam kar bawal hoga,jab kuch logon ko merit me purane number par dikhaya jayega aur kuch logon ko naye number par upar dikhaya jayega
    mujhe nahi lagta ab bharti ho payegi,kyoki lakho formo ki feeding ho chuki hai,ab naye sire se fir se tet marks ki feeding karni hogi

    ReplyDelete
  28. Mere pahle 105 the ab 3 bad gaye 108 ho gaye.i belong to general-art category.krishna ji kya dobara form dalna padenge?

    ReplyDelete
  29. ab form bhijwana bekar hai bas ek jagah form bhejo aur online counselling main document verify karo aur choice bharo agle din college dekhlo ishi tarah bharti honi chahiye

    ReplyDelete
  30. Dear anonymous 02000765,
    and everybody else! All of you are requested to declare ur category and group(art/science) with numbers increased in new result.
    Thanks

    ReplyDelete
  31. yaaro koi iske niche wale blog-vishist btc karenge ansan
    Par comment kare.
    TET PAAS NAHI HO PAYE BANENGE TEACHER.
    Inki to...,

    ReplyDelete
  32. AB KA KARENGE BHAIYA JARA AAP HI BATAYE BHAI SAHAB KAISE KYA HOGA JO LOG PEHLE HI DALL CHUKE HAI FORM AB KYA KARENGE PLZ FIND THE SOLUTION AND I AM SATISFY LITTLT BIT

    ReplyDelete
  33. Dear editor, i am obc .art,male . Mere 3 marks bad gaye hai ab mere markts 116 ho gaye. Mai kya ummeed karoon ?

    ReplyDelete
  34. Dear anonymous,
    form resubmitation related sabhi problems ka nidaan basic education dept. Ki or se jaari nirdesh ke baad hi ho sakega.so please wait and watch.....
    Thanks

    ReplyDelete
  35. 1 Bonus marks to sabko diya gay hoga shayad. kuch question ke 2 Answer court ne sahee kar diyen hain.

    ReplyDelete
  36. ab gov ke pas kewal ek hi option bacha hai ki ab merit state label pe banai jaye. koi ki Ab counselling me jam kar bawal hoga,jab kuch logon ko merit me purane number par dikhaya jayega aur kuch logon ko naye number par upar dikhaya jayega
    mujhe nahi lagta ab bharti ho payegi,kyoki lakho formo ki feeding ho chuki hai,ab naye sire se fir se tet marks ki feeding karni hogi.

    ReplyDelete
  37. Art wale log jinke no. Bade he kin ke bade he?kitne ho gaye he?plz batiyega

    ReplyDelete
  38. Ab to govt. ko 15 marks sabke aur bada dene chahie,court ne kaha kee deduction of marks nahin karna hai. Amar ujala mein bhee khabar aa gayee hai 15 marks tak badenge. Kam to honge nahin, Badenge aur Badenge, Badte Jayenge.
    Sab ke 150, Sabko Naukri.
    Jai ho TET, Jai HO UP

    ReplyDelete
  39. bhai ji ye bharti kabhi nahi hogi. Kyoki sarkar ki niyat me khot hai. Kyoki jin prasno ko inhone galat bataya hai unhe to koi anpad bi bata sakta hai. Aur nayi baat yah hai ki sarkar ka chunaw ka kharcha pura ho gaya hai. Isliye ishe to ek bura sapna samajh kar chod dijiye.

    ReplyDelete
  40. MERE BHI 2 MARKS BADHE HAIN. 129 SE 131 HO GAYA.

    ReplyDelete
  41. kya koi bata sakta hai ki sonbhadra aur mirzapur me merit kitni jayegi....pls..

    ReplyDelete
  42. attantion .........ah ek nakli website hai isske chakkar me na padhe uptet 2011 ki website par purane no. hain uptet ki website hijeck kar lee gai hai cyber maphiyaaon ne

    ReplyDelete
  43. hii....mere 2 marks bade hai 95 ho gaye sc category.... arts group....female..mai form bhej chuki hu ab solution btaye wat to do......hell.

    ReplyDelete
  44. bhai ji mere 2nd pepar me 1 no. Ki kami hai au mai aaptti bhejnaa chahta hu kripy koi sajjan muzhe ye bataye ki mujhe roll no. V answer key ki photostet ke sath aur kya bhejna hai. Pls frnd koi to bataye.....

    ReplyDelete
  45. hello tet friends, here is a news abt tet . perhaps u like or unlike.
    there r 34 candidates in between 130-140marks. same as 130-134–in between—379candi.
    125 -129 -in between 1078 candi.
    120-124-in between-3750 candi.
    115-119—–5000candi.
    110-114—- 10000 candi. kya aap satisfy hai iss news se ya apke pas kuch aur data hai share with me. manissh

    ReplyDelete
  46. MERE Ist me 123

    and IInd me 110 hain

    koi is AARAKSHAN k khilaf COURT kyun nahi jaata ?

    GENERAL WAALE BHEEK MAANGENGE KYA ?

    ReplyDelete
  47. Abhishek ji ap science se ho?

    ReplyDelete
  48. hello tet friends, here is a news abt tet . perhaps u like or unlike.
    there r 34 candidates in between 130-140marks. same as 130-134–in between—379candi.
    125 -129 -in between 1078 candi.
    120-124-in between-3750 candi.
    115-119—–5000candi.
    110-114—- 10000 candi. kya aap satisfy hai iss news se ya apke pas kuch aur data hai share with me. manissh

    ReplyDelete
  49. Mere 2 num bade hai 98 ho gai art/male/obc hoga nahi zameer

    ReplyDelete
  50. GOOD NEWS

    MUSLIMS GET AARAKSHAN in OBC

    YE BHARTI TO HOGI PAKKA~~~~

    ReplyDelete
  51. ज्यादा प्रशन्न मत हो बालक क्योकि अब कुल उत्तीर्ण प्रतिशत 63 हो गई है, और एक लाख अस्सी हजार लोग ऐसे है जिनके अंक 100 के ऊपर है । तो अब बढ़े हुये अंक लेकर 5 साल के लिये मौज करो ।

    ReplyDelete
  52. pls pls pls GOD AB kya karu ?

    help me friends...........

    koyi mujhe batye pls maine to 500 rs

    ki dd pahle bheji thi . uske bad kal

    mul dd ke liye ek 500 rs ki dd phir

    se bhej di h, ab mere 4 marks bad

    gaye h . ab dusari jagah aply karne

    ke liye kya mujhe fir se 500 rs ki

    dd aur naye marks vaali photo
    lagani padegi

    ReplyDelete
  53. Manish ji apke ye data purane result ke hisab se hain.naye ke se nahi.ab inki koi importance nahi hai

    ReplyDelete
  54. ye bharti nahi hogi sabhi bewkoof banakar paisa hadpa ja raha hai naye marks naye form naya draft sarkar ne chunav ladne ka paisa ikkatha kiya hai waise bhi aachar sahinta lagne wali hai jis niyukti k niyam roj badal rahe ho us par bhrosa kaise kiya ja sakta hai

    ReplyDelete
  55. uptet ki website hack kar li gayi hai, agar aap apna result check karna chahte hai to diye gaye dono websites par check kare pahle par apko purana aur dusre par naya result show karega.


    http://67.199.120.77/Uttar_Pradesh/UPTET/paper1-m/rollquery.htm



    http://67.199.120.77/Uttar_Pradesh/UPTET/Updated4/rollquery.htm

    ANAND PANDEY
    8434755455

    ReplyDelete
  56. Muskan ji plz tell me

    will aachar sanhita make effect on prt process
    plz make comment

    manoj

    ReplyDelete
  57. Mera ek bhi number nahi badha hai koi frnd mujhe batay ki yeh number kin question par aur kis adhar par badhy gaye hain .plz reaply me frnd......

    ReplyDelete
  58. 125 से ऊपर कितने लोग है सिँहानिया जी

    ReplyDelete
  59. ye data aap ko kaha se mila ?
    kya ab bhi tet per vishvas kiya ja sakta hai?
    mera 115+2 :::: 117 male/gen/sci.

    ReplyDelete
  60. Manoj ji achar samhita ka in niyuktiyo par koi effect nahi padega kyuki ye process pahle se hi chal raha hai.achar samhita mein koi new process start nahi kiya ja sakta.inka to ad. Bhi nikal chuka hai aur form bhi submit ho chuke hain aur ho bhi rahe hain.to iska tension mat lo.

    ReplyDelete
  61. are........ mitra mujhe bhi kuch bata do kya karu yaar.. 5 dd 500 rs ki pahle bheji thi, kal firse 1 dd 500 rs ki mul draft ke liye bhej di ab kya karu ...... kiski photstate lagau dusre jilo me aply karne ke liye . sab me to mere kam hi marks vali photostate lagi h kya mai firse 1 dd aur bheju ?....

    ReplyDelete
  62. bhagwan jane kya hoga maine adtv k pahle 40 jagah form post kar diya hai

    ReplyDelete
  63. ye data lagbhag correct hai new updates result se jyada anter nahi hoga.

    ReplyDelete
  64. bhagwan jane kya hoga maine adtv k pahle 40 jagah form post kar diya hai

    ReplyDelete
  65. इसीलिए कहा जाता है कि जल्दी का काम शैतान का होता है चाहे वो जो करेँ ।

    ReplyDelete
  66. Mera ek bhi number nahi bdha plz koi bata skta hai ki yeh number kin question par aur kis adhar par badhay gaye hain . And muslim aarakshan ka kya prabdhan kiya gaya hai .plz reaply me frnd .. Yusuf saifi.amroha.

    ReplyDelete
  67. kya karu mitra kuch to salah mujhe bhi do ....

    ReplyDelete
  68. ab ye bharti state level par hi honi chahiye aakhir sarkar ko kya preshani hai state level par counselling me agar abhi bhi merit district level par hi banti hai it means govt khud nahi chahti k bharti ho

    ReplyDelete
  69. dear tet'ns muje koi ye batao gen. wale total kitne candidates hai jo 100 se uper marks liye bathe honge

    ReplyDelete
  70. There are 22000 candidates are above to 120 and 8000 candidates are above to 125

    ReplyDelete
  71. anand jee maine form jaldi nahi 19 ko kiya wo v 10 baje raat ko taki 23 tak pahunch jaye

    ReplyDelete
  72. new vigyapti abhi bhi offial site per update nahi hai.
    purani vigyapti court dwara radd kar di gai hai lakin upbasiceducationboard.in abhi bhi hai .
    kya ye court ke adesh avmanana nahi hai?

    ReplyDelete
  73. 22000 candidates are above to 120 and 8000 candidates are above to 125 singhania ji ye infomation kahan se laye aap.

    ReplyDelete
  74. up board nihayati ghtiya aur tuchha hai reult bhi theek se nahi de sakta ab wait kare ya highcourt k har do din me aa rhe naye farmaan ka wait kare ncte ne 31st dec ki deadline bhada di hai kya

    ReplyDelete
  75. anand ji jo karna tha vo to kar diya hai ab kya karu mitra , firse dd bheju ya purani hi jo ek din pahle bheji h usi ki photostate laga kar bheju ?

    ReplyDelete
  76. सब को जल्दी जल्दी नंबर बांटो बढाओ टीईटी माया ,
    फिर जल्दी जल्दी नोकरी बांटो
    मेने तो तीन बार फॉर्म भर दिए आख़िरी बार १५ जिलों में भरा , चोथी बार भरना बाकी है |
    पर यु पी शिक्षा विभाग ने ये नहीं बताया कि फार्म कितनी बार भरना है
    कितनी बार डीडी बनवाना है कब तक टीईटी के नंबर बदलेंगे
    जय हो टीईटी माया , जय हो यु पी की माया

    ReplyDelete
  77. Friends 10-12 aur questions par aapattiya register karwao jisse 5-8 no.aur badhe,sabhi ka bhala ho jayega,abhi 63% result pahucha hai fir 75% ho jayega

    ReplyDelete
  78. Jab Bhi Jagta Hun Soya Sa lagta
    Hun Main.
    Hosh Main tu hun Behush sa
    Lagta Hun Main.
    Kyon Kissi ne mujh ko sataya
    hain.
    Haste Haste Rota sa lagta hun
    main.
    Adhuri raat hain sapne bhi
    adhure hain.
    Adhuri raat hain sapne bhi
    adhure hain.
    Jag Kar bhi Neend Main Chalta
    hun main.

    kya karenge aisi brainless government hai ki daily kuch na kuch naya aur atpata sa jarur karti hai. JO BHI KARNA HAI AB KUCH DINO KA WAIT KARLE PHIR KIJIYE.

    ReplyDelete
  79. kisi bhi candidate ke 3 no. se jyada nahi badhe hainkripya jhoot na bole ki mere 6 ya 5 no. badhe hain.
    ek question ke charo option galat the isliye sabhi ke kam se kam 1 number to badh hi gaye hain.

    ReplyDelete
  80. koi jhoot bolkar karega bhi kya kaun si job milne wali hai.

    ReplyDelete
  81. sinhaniya ji please tell us 110 se uper kitne log hain. And the good news ki mere 113+2 ART/OBC/MALE ho gaye hai.
    sandeep kumar yadav
    B.Com + B.Ed + M.Com[A]

    ReplyDelete
  82. Friends ab mai naye form tabhi bharunga jab u.p.board written me ye likhkar dega ki ye uska final result hai aur ab wo ainda koi change nahi karega
    salon ne majak bana rakha hai,paise kahan se aate hai ye ham log hi jante hai.. In salon ko world record banana hai 'dunia ka sabse jayada bar sansodhi hone wala paridam'

    ReplyDelete
  83. my friend told me above 110 there are 32725 students. Is this data is correct.
    sandeep kumar yadav

    ReplyDelete
  84. Mai kisi ko i love u kahna chahta hu kisi ko aitraj ho to btaa de

    manoj

    ReplyDelete
  85. Indian PM:"We are sending indians to the moon next year!" US President:"WOW!How many?" Indian PM:"7 OBC,5 SC,4 ST 3 Handicapped,3 Sportsperson,3 Terrorist affected,2 kashmiri migrants,2 MP and 1 astronaut"

    ReplyDelete
  86. pehle bolo phir aitraj karen ho sakta hai mai use pehle se chahta hoon

    ReplyDelete
  87. का करु माया
    परिणाम आए बार बार

    ReplyDelete
  88. I love u ........

    Naam tabhi jab kisi ko koi aitraj nahi

    ReplyDelete
  89. saheb teacher bano phir U P me badlav lao taki hamari aane wali pidi U P ko gali na de. BANAO EK UVA MORCHA AUR AUR BADAL DALO KHUD KI SARKAR LAO

    ReplyDelete
  90. I love u ........ Darling

    Naam tabhi jab kisi ko koi aitraj nahi

    ReplyDelete
  91. ab salo ne meri DOB badal di, number b badhaye sirf 2. Ho gaye ab 116, lagta nai ab b kuch hoga. Mujhe to ye NOORA KUSHTI LAGTI H.

    ReplyDelete
  92. SAHI KAHA DOST..MAJAK TO BAN HI GAYA HAI HUM SAB KA...ITNE SANSODHAN TO BHARAT K SAMWINDHAN ME BHI NAHI HUE HONGE...DEKHO AB KYA HOTA....31 JAN TAK BHI BHARTI HO JAYE TO BADI BAT HAI...

    ReplyDelete
  93. kisi ko bhi naye tet result marksheet ki vajah se form bhejne ki jarurat nahi hai. kyonki pata chala hai ki diets pe final result ka hi data bheja jayega vo bhi jab list display ka number ayega tab
    list tabi display hongi jab final result diet ko bhejne ke liye taiyar ho jayega esiliye abhi tak mark sheet taiyaar nahi ki gaye hain.
    diet bhi final list tabi display karega jab mark sheet applicants tak pahunch jayengi aur basic education board ye sunischit kar lega ki ab final result yahi hai.

    ReplyDelete
  94. bol do manoj bhai, kisko aitraj hoga. Sabhi to dukhi h yahan. Bechare tet pidhit.

    ReplyDelete
  95. Dear Anand Pandey Ji
    Aap sahi kah rahe hain ki job to milni nahi hai. phir bhi log jhoot bol rahe hain.
    waise pandey ji general ki merit ka kuchh idea hai ki kahan tak cut off jayega

    ReplyDelete
  96. vaise mujhe lagta hai k hum sabko thoad wait karna chaiye...kuch na kch to change hoga..ab dobara dd mt banwana..at least 27 dec tk wait kar le..phir uske bad kch decision le...jaha tk jin logo ne form bhej diye hai...vo reject nahi ho sakte hai.....

    ReplyDelete
  97. mere hisab se gen male science k merit 103 tk...n gen male arts k 97 tk jani chaiye

    ReplyDelete
  98. ek bhai ne likha hai ki vo 3 baar apne form bhej chuke hain aur ab phir se bhejne ki taiyari kar rahe hain. aap galti kar rahe hain. ek hi diet par apke baar baar avedan apka abhyarthan vaha se nirast kar sakte hain aur aapne to kai saari diet per yahi kiya hai so aisa na karen.

    ReplyDelete
  99. sala me to teacher ban gaya, teacher ban k kaisa tan gaya, are dish meri dekho, kitchen mera dekho, jaise bawarchi koi London k.

    Kripya pehli line me, teacher ki jagah fatichar padhe. Dhanyabad.

    Ek dukhi tet pidhit

    ReplyDelete
  100. kch bhi ho...mana k 130 se 140 k beech jaada comptetion nahi hai lekin asali fight 110 se 130 k beech hai...isk beech k data pata chale to pata chale...log apne sahi no. nahi bta rahe hai..bhai mere to 112 no hai..pehle 110 the....mjhe lagta hai k sansodhan k naam par kch gadbad jaroor hua hai...

    ReplyDelete
  101. i felt,jo site new result show kar rahi hai.wo original nahi hai.hackers ki site lag rahi hai,i m in doubt

    ReplyDelete
  102. Amit ki baat bilkul sahi hai ki kam se kam 27 dec tak sabhi wait karen tabhi form post karen.
    jo form bheje ja chuke hain ve cancel nahi honge. jinhone form post kar diye hain vo ab apadhapi mai koe aur galti na karen varna kahi naukri se haanth na dhoo baithe....
    vaise bhi bahut jald aachar sahinta lagu hone wali hai aur vacancy ki process may june mai suru ho payega.
    esiliye c.m. up ne 6 mahine ka samay aur manga hai kyonki vo janti hain ki vo niukyi to election k baad hi karengi to kyo na tabi tak ka time mango ncte se aur fir mahodaya ko asli fayda to election mai tabi milega jab vo ye vacancy latka ke election mai jayengi.Tabi to ap enko vate denge taki jaldi naukri den ake......

    ReplyDelete
  103. @Amit Ji , Mere marks 103 + 3 = 106 hain kabhi lagta hai ki chance ban sakte hain aur kabhi lagta hai ki nahi.

    ReplyDelete
  104. brijesh ji aap bilkul sahi kah rahe hai...lekin ho sakta hi k election k chakkar me ye vaccancy fill kar de...aur mjhe lagta hai k election april se phle nahi honge tabhi up boarad k exam 1 march se rkhe gaye hai...n abhi chunao ayog adhi suchna me gov. ko date batayega k ap kis date ko election kara sakti hai..n mayawati kabhi nahi chayegi k election feb me ho..abhi usko bhut kch karna hai..kyonki 5 sal me to kch kiya nahi..aur ye 72000 vote to ye jane nahi degi...

    ReplyDelete
  105. pehle me socha tha k jo kuch nai banta wo teacher ban jata h. Par ab shayad sab kuch banna asan h par teacher nai. Wo b up me. Bhool jayo bhaiyoun. Ab chunav ka intezar karo. Or mayawati ji ki jeet ki prarthna karo. Kyunki yahi to maya ji ki maya hai. Har kisi ki samajh me nai ayegi.

    Kuch log bht ankdhebaz lagte hai, pure pradesh k ankdhe ikaththe karke logo k santwana de rahe h. Mera unko sujhaw h k ankdho par zor na dekar prarthna kare, tabhi bhagwan prasann hoga or ye titenic dubne se bach payega. Ha ha ha ha ha ha ha ha

    ReplyDelete
  106. anuj ji dont worry...apka kahi na kahi to ho jayega..bus aap at least 12 sets ko chodkar sab jagah dal de...khas taur se sonbhadra..maharjganj...chandauli..se..kyonki yaha girls kam ayengi n vo sari seats reservation ko dhyan me rakhte hue male candidates se bhari jayengi..to apka vaha chance to banta hi hai..aur ho sakta hi k apko koi achi jagah bhi mil sakti hai..aur ye bat mai apka man rkhne k liye nahi kah raha hu..this is true..

    ReplyDelete
  107. MERA ANUMAN HAI KI 115 SE UPER KARIB 8100 (OBC+SC) (SCI/ART) PASS HAI KYONKI MAINE 02000001-02000100 TAK DEKHA HAI

    ReplyDelete
  108. Kisi ko doobara form bejne ki jaroorat nahi hai kyoki diet par marks aapki photocopy se nahi balki unke aapne programme se charega. Photocopy se sirf candidate ka roll no. deha jayega. Isliye nischint rahe jab aapki merit list jari hogi to usme aapke latest marks hi rahenge chahe aapne photocopy purani marks ki hi kyo na lagai ho . So u feel very cool aur agar cool na lage to coolar chala lo.

    ReplyDelete
  109. Amit Ji ,kya karu naye result ke sath fir application bhejna padega maine 19 district me pahle apply kiya hai
    mera GEN/Art/Girl me 109 marks hain kya possibility hai??
    Sweta

    ReplyDelete
  110. Sweta Ji mere gen/m/106 hain , maine ummid lagayi hui hai, aapke to 109 hai aapka meri samajh se ho jayega.

    ReplyDelete
  111. shweta ji...apka to sure ho jayega...but why r u applying only 19 districts..when u have opportunity to apply in more districts...so apply so on districts...best of luck

    ReplyDelete
  112. hi,i m richa.i have got 117/science/obc/female.maine etah(700),kanshiram nagar(700),mainpuri(100),sitapur(6000) ,shahjahanpur(3600) se apply kiya hai.kya lagta hai select ho jaugi ya aur jagah se apply karu.plz anyone give ur idea.

    ReplyDelete
  113. Bhool gya sab kuch...yaad nhi ab kuch...ab na hogi bharti...aisa lgta h suchmuch....!

    ReplyDelete
  114. Amit ji Anuj ji

    Apke margdarshan ke liye dhanyabad main anya jilo me bi avedan kar dungi

    Thaks......Shweta

    ReplyDelete
  115. Mai art/gen hu nd mere marks 114+3 h....santosh ji maine b sare comment pde abi...such mai haste haste pate dukh gya....

    ReplyDelete
  116. mere 88 obc/science man nahi kar raha hai dalne ka kya karu pandit ji kuchh batao

    ReplyDelete
  117. Richa ji agr apka selection na hua to kisi ka b na hoga.....aap tention na le apka selection pakka h....agr aap chanhe to apni suvidha k liye kam seats ya apne fav district mai daal sakti h....bus pray kro ki bharti na ruke bus werna to aap teacher ho pakka...

    ReplyDelete
  118. sweta and anuj
    why are fighting yaar.
    enjoy

    ReplyDelete
  119. Santosh bro agr mai apki jagah hota to sitapur,lakhimpur,gonda,kushinagar jaise 4- 5 district mai zroor aavedan krta....mujhe lagta h apko krna chanhiye....koshis krne mai koi nuksaan nhi h...apko pta h 83 nd 84 wale b form daal rhe h to aap kyo nhi?

    ReplyDelete
  120. thanks shalav ji.but anuj ji apko aisa kyo lagta hai that i m joking.can u explain it.i would b very helpful to me

    ReplyDelete
  121. done ek jagah jana chahte hai kya karu, i have 1.9 yrs old child

    ReplyDelete
  122. i am working in Tech Mahindra as MIS executive(internation-BPO)

    ReplyDelete
  123. please sms mi updated news 9871117578

    ReplyDelete
  124. kya hua anuj ji,plz explain it .i m not joking. Share ur thought.it might help me.richa

    ReplyDelete
  125. anna hajare ji ki tarah karna padega ki election se pahle selection

    ReplyDelete
  126. thanks shalav to give me ur opinion.richa

    ReplyDelete
  127. kya hua rich madan tention mai kyaun ho

    ReplyDelete
  128. Hi i m deepti, my tet mark103, female science obc,mughe kitne distt se or kaha kaha se apply krna chaahiye...kya mai select ho sakti hoon.

    ReplyDelete
  129. deepti ji, maximum 9-10 and nearist to your DT, because u have science female and OBC

    ReplyDelete
  130. Santosh ji common si baat h apki wife ki job khi dusri jagah lgegi...aur phir aap kaise kroge aap to already job kr rhe ho...alag to hona padega....aisa kro aap maximum seats wali jagah pe apna aur apni wife ka dono ka form daal do .....agr khin pe aa gya apka to common si baat h apki wife ka b wha easily aa jayega....iss tarah dono ek sath aur ek district mai job kr paoge

    ReplyDelete
  131. Deepti ji apke selection 90 percent chance h....aap apna district,aur jo apko pasand aaye ya aap rh sko wo dsct nd kuch sitapur,shanjhanpur jaise max seats wale district choose kijiye....best of luch

    ReplyDelete
  132. mai noida me job karta hu, home DT mainpuri hai, councelling mai pahle wife ka number aayega yad usne nahi

    ReplyDelete
  133. first i am thinking about my child who is 1.9 yrs old, so i can go totly lower DT

    ReplyDelete
  134. kisi ko paresaan hone ki jarurat nahi hai jahan abhi form na daale hon to vaha form daalte samay updated result ka print out lagayen.merit tet ke naye updated result se banaye jayegi. sabhi diet per updated result bhej diya jayega. bharti ke liye jo software banaya gaya hai usmai ye option hai ki data apne aap change ho jayega bas diet k sarver per old result ko hatana hoga aur naye result ko upload karna hoga. result badalne k andese k karan hi abhi tak mark sheet nahi banaye gaye hain. ab sabko marksheet de jayengi vahi asli proof hai aur merit k liye usi result ka use hoga jo ab bana hai. vaise bhi bharti april may mai suru hogi so department k paas bahut time hai.
    jay ho mayavati maiya ki... kya turup chali hai b.ed.ian k saath.
    kaash! amit tumhari baat sahi ho jaye.....

    ReplyDelete
  135. Mere marks 102 gen science hain mai 40 zilo se form bharunga kya mera selection ho jayega ? manoj rampur

    ReplyDelete
  136. Mere marks 102 gen science hain mai 40 zilo se form bharunga kya mera selection ho jayega ? manoj rampur

    ReplyDelete
  137. Abe tum sab tet par lecther de rhe ho ya dil lga rhe ho cmino...mere tet me 89 se 133 ho gye hai ab btao mai kisse dil lgau..

    ReplyDelete
  138. dosto new result ke anusar mere 118,GEN SCIENCE,MALE hai aur meri srimatiji ka 116( ART) marks hai. KRAPIA koi bataye ki kya chance hai....thanks//

    ReplyDelete
  139. news hai ki tet pe merit nahi banegi.academic record+tet ka 20percent jodkar merit banayi jayegi.

    ReplyDelete
  140. kya bakwaas hai. kyao bevkoof bana rahe ho kya tet me fail ho gaye.

    ReplyDelete
  141. kya mujhe koi bata sakta hai ki 110 se above kitne students hai.
    sandeep kumar yadav
    113+2 obc/male/art

    ReplyDelete
  142. kya muslim aarkshan ka obc merit par asar padega.

    ReplyDelete
  143. election 3rd feb se sambhavit.
    source AMAR UZALA LUCKNOW

    ReplyDelete
  144. Mera pyar chhod gaya yar mujhe..job lage bh to kya fark padta hai..ek tuta dil Arts-126 number..
    Ab hume kisi se ummid nahi..

    ReplyDelete
  145. chunav 3 feb se hai aur NCTE se bhi abhi permission nahi mili batao ab bechare tet pass candidate kaha jaye.

    ReplyDelete
  146. mere ab 111 no. ho gaye hain
    science (Gen. categary )mere selection ke kya chances hain.....plz batayein....

    ReplyDelete
  147. obc girl art 85 marks any chance for selection because obc ka result gen se bi jyada gaya hai

    ReplyDelete
  148. dosto kisi ke 2 kisi ke 4 , 5 ya 6 no. tak bade hai ye no. badane me asamanta kyo hai bhai kyoki court ka adesh to sabke liye saman tha.

    ReplyDelete
  149. hi ,mere 112 se 116 ho gaye hain primery me bt upper primery me no change,i am from sc category, art stream se hu

    ReplyDelete
  150. jin logon ne result sansodhan ke liye apply kiya tha unke marks maximum badhe hai,mere friend ne apply kiya tha 9 qu. par objection ke sath uske 6 marks increase huye jabki mere ek hi mark increase hue hai qk maine apply nahi kiya tha,ye nainsafi hai
    u.p.board ko ye clear karna chahiye ki sansodhan kya aur kin kin qu.me kiye gaye hai

    ReplyDelete
  151. mere 101 se 121 ho gaye ye tet maha bakbas hai

    ReplyDelete
  152. maine Diet ke princepal se G O ke bare me pata kiya hai bo bata rahe the ke naye Go me Merit academic par hi bane gi.....jay ho high caurt kiiiii

    ReplyDelete
  153. Mere pahle 106 the ab 6 marks badkar 112 ho gaye hain.art-general-male.

    ReplyDelete
  154. Hi friends
    i hav scored 123+3=126 in first paper.(arts,gen,female)

    ReplyDelete
  155. saurabh yagseni bahraich 9984399980Friday, December 23, 2011 1:36:00 PM

    Mera male obc art 96+3 99 he koi chance he

    ReplyDelete
  156. Dear 116 marks may i know ur name?

    ReplyDelete
  157. do anybdy hv idea..whch answrs r crrctd? updtd rslt me itna fark kese kr skte h bina keys updt kiye..

    ReplyDelete
  158. Dont know if i should send the forms in Two or Three days or should wait for some more tym as uptet continues to update itself.

    126 (arts,gen,female,allahabad)

    ReplyDelete
  159. y t hurry reena ji... haste means waste :P
    last dt is 9 jan so no need t pst d frms b4 5..wait n wth ;)

    ReplyDelete
  160. hii i am anu, female/sci/obc mere tet me 121 marks h,maine 6 jagaho se form alrdy fil kr diye h,so can anybody tell mere kya chances h?aur pls hr updated news pass kr diya kre...

    ReplyDelete
  161. Anu you have good chance! Apply some more.

    ReplyDelete
  162. merit tet par hi banegi doston high cort ka order aa gaya hai.hurrrrey

    ReplyDelete
  163. anamika ji (02000765) aapka selection pakka ha congratulation and best of luck. rahul sharma

    ReplyDelete
  164. Hi Friends,mughe lagta hai ki ye bharti nahi ho payegi aur up gov.hum sabhi logon ko bevkoof bana rahi hai uptet valon ko thaga ja raha hai ,,,,,,Friends,yadi usko 31 jan. tak bharti karni hai to use state level par merit banani hogi.Goood news 5 members team NCTE ki gathit hui if use 20%se jyada khamiyan mili to ye exam cancelled ho sakta hai.

    ReplyDelete
  165. Anamika aapka slection sure aab kya ab aap 1 feb. se join karna hai.

    ReplyDelete
  166. hello amit ji i am R S Tripathi an ex-serviceman..i secured 121 marks..what is the percentage of my selection? i have applied only for 5 districts..

    ReplyDelete
  167. BHAI LOGO ... BHAGWAN ME VISVAS RAKHO..ACHHA HI HOGA...

    WAISE PLS KOI MUJHE BATAYE... MERE GEN/MALE/SCIENCE ME 122 MARKS HAIN ... MAIN KITNE JILO ME APPLY KAROON !!! MAINE NIMN JILO ME APPLY KIYA HAI ... KYA CHANCE LAGTA HAI !!

    ReplyDelete
  168. my wife roll no is 03017109 she got 109.
    Female/OBC/Art.
    Mai NOIDA mai job karta hu aur wife ne noida and noida ke pass ke 5-6 dstk me form dala hai.
    jisseki meri wife aur mera beta (1.9 yrs) mere najdeek rah sake aur kam se kam week ek baar to milne ja saku

    ReplyDelete
  169. madam ji,
    mai aap logo se viniti karta hu ki aap log mujhe mere pariwar se door na kare.

    aap devio ki mahan krapya hogi.

    santosh
    9871117578

    ReplyDelete
  170. Madam Ji,
    Aap logo se bhi viniti hai ki aap log bhi 200 km ki range mai joining mile to join karna.
    decide aapko karna hai ki aap mayke ke najdeep rahna chahti hain ya sashural ke sath.
    jo unmarried hai unki to balla-balla. bo najdeek sashural doon sakti hai.
    Fash to bichare married gaye.
    job bhi important hai or family bhi. kishko preference de.
    Job ko preference deta hu to log kahenge ki paison ke peechhe bhag raha hai.
    Family ko preference deta hu to log kahege ki jooru ka gulam ban gaya hai.
    agar logo ki na bhi sunu to bhir bachche ki chintta satati hai ki,
    mujhe village(in mainpuri) se nikalne mai kai saal lag gaye.
    aur mai boi problem apne bachche ke samne paida kar raha hu.
    koi to karo samashya ka samadhan.

    what is good for me and for my family specially for my 1.9 yrs old child. I love my child more than any thing else. but without money will happened.

    please past your comment
    aur call me 9871117578.

    ReplyDelete
  171. jaldi mai likh raha hu.
    likhne mai mistake ho gayi ho to please use notice na karna

    ReplyDelete
  172. i am in night shift so i have to work and i want to paste the comment

    ReplyDelete
  173. HI ..
    THIS IS SAMEER I GOT A NEWS FROM ALLAHABAD BOARD .. THAT THEIR IS
    36341 STUDENTS OVER 110 MARKS .. SO GUYS WHO GOT MORE THEN 110 MARKS IN ANY CATEGORY THEY LL BE SELECTED SURE...
    THANKXXXX GUYS
    WE WILL ROCK

    ReplyDelete
  174. saale fir kameene cort chale apni maa...... Ye harami bharti nhi hone denge.

    ReplyDelete
  175. yar hamane to koi comments kiya nahi sab ka suna bhai ye batao ye jo sabke marks bade hai ye kya gift hai ya board wale itane pare nahi the aur jab sor hua to reply search karna shuru kiye wais batao general female art ki merit kaha tak jayegi batane wale ko shukriya

    ReplyDelete
  176. maine tet k aapatiya bheji hai kya no.badhne k bad form bheju. minaxi

    ReplyDelete
  177. maine tet k aapatiya bheji hai kya no.badhne k bad form bheju. minaxi

    ReplyDelete
  178. mere to 126 no the per mere no kam kyun kiye

    ReplyDelete
  179. mer to 126 no the per mere no kam kyun kiye gaye mere no 81 hain kyun pleass contct it 9758882263

    ReplyDelete
  180. Aapke 126 se 81 huve jhooth bolkar sabka dimag kharab kar rahe ho. Plz. Aap aisi bina sir pair ki baten na karen. Realty sabko pata hai mitra.

    ReplyDelete
  181. i score 99 marks in OBC .is any possibility for salection any body tell me plz.

    ReplyDelete
  182. Sorry Friendz ! ..... Bad News for UPTET !
    aaj mujhe Alka Yagnik Ji ka gaya hua wo geet yaad aa raha hai----(SARE SAPNE KAHIN KHO GAYE , HAI HUM KYA SE KYA HO GAYE"------------------------
    Bad News ye hai k :::::::::"Basic Shiksha Nideshalaya ne Shikshak Bharti Prakriya ke liye 30 JUNE 2012 tak ka samay maanga hai "
    (DAINIK JAGARAN, KANPUR - page No. 13......left side ......short news column)

    Ab dekhte hain ke aage kya hota hai !!!! ........... O my God !
    shad8762@gmail.com(FACEBOOK) ........... cntct - 9307476428

    ReplyDelete
  183. my marks 109, gen arts......... kya meri bharti hogi,,,, vry confused kya hoga... aur kya ye election k baad yoga???/

    ReplyDelete
  184. ca anybody tell me .. whts happening in U.P..kisi ne sach he kaha hai ki U.P me kuch bhi ho sakta hai. pls mujhe koi bataye ke mera kya hoga,??

    ReplyDelete
  185. 121 female arts k kya chance hai prabudhnagar me aa jayega kya? plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz reply thanks

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।