हाई कोर्ट ने दूरस्थ शिक्षा के माध्यम से बीएड करने वाले अभ्यर्थियों को सहायक अध्यापक की नियुक्ति के लिए आवेदन पत्र भरने की अनुमति प्रदान की है। न्यायालय ने एनसीटीई के वकील व राज्य सरकार को जवाब दाखिल करने का निर्देश दिया है। कोर्ट ने मिठाई लाल व अन्य की स्पेशल अपील पर यह आदेश दिया। याचीगण का तर्क है कि उन लोगों ने बीएड की डिग्री राजर्षि पुरुषोत्तम दास टंडन मुक्त विश्र्वविद्यालय से दूरस्थ शिक्षा के माध्यम से प्राप्त की है। इसके बाद उन्होंने टीईटी शिक्षक पात्रता परीक्षा भी उत्तीर्ण की। याचीगणों ने अदालत को यह जानकारी भी दी कि राजर्षि टंडन मुक्त विश्र्वविद्यालय को एनसीटीई की मान्यता भी हासिल है। सुनवाई के पश्चात न्यायालय ने याचीगण को फार्म भरने की अनुमति देते हुए कहा कि उक्त आदेश इस मामले को लेकर दायर अपील के अंतिम फैसले पर निर्भर करेगा। इस मामले की अगली सुनवाई नौ जनवरी, 2012 नियत की है
Candidates are advised to kindly verify details from concerned department/authority.
Kya fayda is adesh se, Jab koyee bharti hi nahi honi, Ye sab Govt ka chunavee natak tha.Koyi vigyapan nahi ayega, yeh sab Govt ka hi natak tha, ye Govt. bas time pass kar rahi, just chunav tak, Uske bad bharti thande baste main. Han iska khamiyaja BSP ko jaroor bhugatna padega. Bhayee longo Bharti ki ummeed bilkul chod do.
ReplyDeletekya is ka matlab ye hua ki aavedan karne ki anumati keval YAACHIGAR ko hi hai???
ReplyDeleteis khabar se lagta h ki bharti cancel h ye sab chunavi stunt tha..!but dosto mujhe dtukh hoga na ki vacancy hmare haath se ja rhi h.....
ReplyDeleteDistance b.ed walo ko kewit daalne supreme court jaana padega kynk order stay na ho.9639632950
ReplyDeletesabhi tet pass candidate dhyan dain
ReplyDeletekya antar hai sabhi jagah form dalne ke option main aur state level par uptet pass ke form bhare bina counseling karane main.
1. state level par counseling karne par koi form dalne ke aavasyakta nahi hai.
jabki ab sabhi ko 1 se lekar 30-35 tak form dalne pad rahein hain.
2. state level par yadi form hi nahi bharvaya jaye to time nahi lagega aur tet result correct hone ke bad sidhe counseling ki prakriya suru ho sakti hai.
jabki ab 1 candidate ka form dalne ka average 15 tak ja sakta hai aur 15 form matlab 15*270806= 406290 form sabhi diet ka total. form ko alag kar feed karne main lagne wala samya 15 din se jyada.
3 state level par sirf ek draft banakar lao aur counseling ke time par jis district main join karna hai jama kar do.
jabki ab draft ke photo copy lagakar sabhi jagah alag alag avedan karna.
4. state level par counseling karne se samya nahi lagega galti ki sambhavana bahoot hi kam.
jabki abhi samya to lagega hi sath hi kisi bhi kimat pat mistake kiye bina bharti prakriya nahi ho payegi.
5. state level par counseling se paisa, main power, time,ki bachat.
jabki is prakriya main candidate se laker, bank, daak vibhag, DIETs, SELECTORS, SARKAR, sabhi ko proboms.
6. State level Counseling se NCTE ki jo DEAD LINE 1 JAN 2012 di hai usse pahle bharti prakriya poorn ho jayegi.
jabki is prakriya se kisi bhi halat main ye bharti time par nahi ho payegi.
7. sarkar ko koi nayi vigayapti main dimag lagane ki jaroorat nahi.
8. state level par 1 counseling process main hi bharti prakriya poori ho jayegi.
jabki vartmaan prakriya se kam se kam 8 se 10 bar marit banani pad sakti hai.
9. state level par ek hi baar aur ek hi jagah par counseling main jana padega
jabki is prakriya main ek candidate ko ek din ya do din main 5 se 10 jagah counseling ke liye bulaya ja sakta hai.
total harasment hai is prakriya main
so bina form sidhe state level par tet pass candidate ko counseling ke liye bulao
bina tension bharti karo.
7597947237
Distance B.Ed walon ko provisional permission ka kya matlab hai??? unko haq milna hi chahiy....some of the reasons are here:-
ReplyDelete1. Distance BEd karne wale 1 nahi balki 2 saal laga kr course karte hain...ek to Training period zyada hai aur experience bhi!!
2. unke BEd me wo sab hota hai jo ki regular BEd me hota hai for eg. Work-shop , Practice Teaching, Assignments, classes(Weekend par), exams etc.
3.Ek taraf to UP Gov Shiksha Mitron ko Distance Education se BTC kara kar unhen permanent karne ki baat karti hai aur dusri tara Distance B.Ed ki uneligible ghoshit kar rahi hai.....What the hell is this!!!!
4. Aur jo Distance B.Ed ko UPTET k liy hi eligible nahin mante vo ye baten Kya NIOS se intermediate karne wala student CPMT ya Engineering k Exam me nahin baith sakta.....ya phir private/distance mode se graduation pursue karke koi IAS ya PCS ke exam me shamil nahin ho sakta???.....
To phir Distance BEd walon se sotela vyavhar kyon???
...APNA HAQ PANE K LIY HAME MILKAR SUPREME COURT JANA HI CHAHIY....9627127198.
aap jo bho ho aapko bata du ki supreme court me distace learning b.ed ko elligible maanne ka case already 2007 se chal raha ha. data par date lekin decision ab tak nahi diya supreme court ne. bus sabke bhavisya se khilwaad hai jo supreme court bhi kar rahi hai.visisth btc 2007 me distane learning waalo ko rok diya jabki high court ka decision maanya tha lekin jo supreme court ka decision nahi aaya wo maana ja raha hai hud ho gayi hai aur kuch nahi.are
ReplyDeleteditace wale nakal se hi to pass hote hai
ReplyDelete