संयुक्त मेरिट बनाने की मांग
उन्होंने कहा कि संशोधित विज्ञापन में सभी वर्गो के 50 प्रतिशत अंक पाने वाले टीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थियों को सहायक अध्यापक पद पर चयन के लिए आधार माना जाए। इसके साथ बढ़ती ठंड को देखते हुए परिषदीय विद्यालयों का समय साढ़े दस बजे से करने की मांग की गई। संचालन डॉ. एसपी सिंह ने किया। इस दौरान नीरज बाबू मिश्र, भारत भूषण मिश्र, मयंकधर मिश्र, सुरेंद्र पांडेय, डॉ. गीता रंजन, प्रीति सेठ, डॉ. अशोक तिवारी, नागेंद्र नाथ श्रीवास्तव आदि मौजूद थे।
Adarsh Shokshak Welfare Association (Uttar Pradesh ) demanded : Joint Statewise single TET (Teacher Eligibility Test) merit should be taken for selection of Primary teacher.
And revised advertsiement of PRT should include 50% marks for pass criteria for all categories for Assistant Teacher selection in UP.
JOIN UPTET ONLY BLOG - http://joinuptet.blogspot.com/
KYON FALTU KI KAHANI KAR REHE HO....... EK NE ( SARITA SHUKLA ) KAHANI RACHI AUR 3 TO 4 DIN CHALE GAYE.......... AB ISS SE SABAK LEKAR CHUPCHAP GOVT. KO APNA KAM KARNE DO........ AGAR KAM NO. HAIN TO PHIR MEHNAT KARO....... UNGLI NAHI
ReplyDeleteDost baat to sahi kah rahe ho ye log uptet jaisa easy exam to paas na kar paaye par dusro ke liya bhi rasta band karne mai bhi koi kasar nahi chodenge in logo ko sivay ungli karne ke kuch nahi aata bhagwan ne en logo ko chunkar banaya hai ye apne jivan me sivay galat kaam ke koi nek kaam nahi kar sakte
ReplyDeletepahele kya neend me the to ab state vise merit banane ko keha rahe ho tet ka exam pass nahi kar paye ab ungli kar rahe bewkoof .
ReplyDeleteYe sadak chap padadhikari hote hai bhai inki to adat hi hoti hai jaha dekha mauka baner chapva ke khade ho gaye aur karne lage faltu bate vaise in logon ka B.Ed. Tet se door door ka nata nahi hai .
ReplyDeleteAap ekdam thik kahte hai dost yahi log koi kam thik se nahi hone dete janhit ka theka lekar ghoomte hain.
ReplyDeleteagar sarkar ne itni jaldbazi a ki hoti to koi bhi tesion nahi hoti
ReplyDeletehi i m gen male arts candidate got 116. maine lakhimpur, moradabad, bareilly, saharanpur, shahajanpur se apply kiya hai kya mera 200 seats wali diet mein no a skta hai
ReplyDeletehigh school intermediate mein number kam hain jo fudak rahe ho .
ReplyDeletetet + total mein padne likhne walon ko takleef nahi honi chahiye .back ground kharab hai to fudak sakte ho.
rajsthan = main eaxam(b.ed+BTC +tet 20% )
uttarakhand = total acedmic + tet
ye sab other states ke haal hain select wahi hoga jo tet pass hai aur back graound sahi hai ek do number tet mein kam jyada hone se chayan errorness hai jabki tet saikshik ahartaon mein kewal ek saikshik aharta hai .
Bhayi logo Jinke TET main kam nuber ayen hai wo pareshan na hon. Ye govt sab bharti ka natak kar rahi hai, ise bharti se koye matlab nahi hai na karna chahti hai. Chunav tak kisi tarah issue rakhna chahti hai jaise UP ko char hisse main batne ka ye bhi ek chunave mudda hai, aise bharti bhi ak chunavi mudda hai aur kuch nahi, Ye high court case sab Govt ka hi kiya hua hai
ReplyDeletemere bhai hm to kahte hai ab i.a.s. Ka exam nai lena chahiye 10th,10+2 and graduation ki merit jod ke niyukti deni chahiye.aur har extra qualification pe extra marks milne chahiye.hai na...
ReplyDeleteYadi sarkar chahti to chand samay me bharti krwa sakti hai lekin yeh sab eska chunavi natak hai.
ReplyDeleteab kya hoga up tet ka future
ReplyDeleteye naya prastav se to kabhi bhee teachers ka appointment nahi ho pane ka bcoz jab log draft leker kaam nahi kar rahe to vo log free main kya kaam karenge aap khud samaz sakte hai .vigapti kab aayegi pata nahi ..............
ReplyDeleteFriends agar aap ko lagta hai ki sanyukt merit banni chahiye to iske liye highcourt me writ daliye,aur uptet exam me hui gadbadiyo ke bare me jayada se jayada evidence collect kijiye...jis tarah se lagbhag 15 se jayada bar result me sansodhan hua hai,har sansodhan ki evidence collect kijiye...kyoki jo court me case dale gaye hai usme evidence collect nahi kiye gaye hai,isliye wo radd ho gaye hai
ReplyDeleteMYSELF SHWETA SHUKLA,I BELONG TO GENERAL CATEGORY FROM SCIENCE GROUP,& I SECURED 105 MARKS IN UPTET 2011,WHT R MY CHANCES FOR SELECTION. I FILL THE FORMS FROM SITAPUR,LAKHIMPUR,SHAHJAHANPUR,HARDOI& BAHERAICH. PLEASE HELP ME
ReplyDeletemyself gunjan shukla,i also belong to general category from science group,& i secured 102 marks in uptet,wht are my chances in prt recruitment
ReplyDeletePLEASE DOWNLOAD REVISED AD. DATED 17.12.2011 ON UP PRIMARY TEACHER RECRUITMENT 2011 ON RELATED SITES
ReplyDeletePLEASE DOWNLOAD REVISED AD. DATED 17.12.2011 ON UP PRIMARY TEACHER 2011 RECRUITMENT ON RELATED SITES
ReplyDeletesabhi tet pass candidate dhyan dain
ReplyDeletekya antar hai sabhi jagah form dalne ke option main aur state level par uptet pass ke form bhare bina counseling karane main.
1. state level par counseling karne par koi form dalne ke aavasyakta nahi hai.
jabki ab sabhi ko 1 se lekar 30-35 tak form dalne pad rahein hain.
2. state level par yadi form hi nahi bharvaya jaye to time nahi lagega aur tet result correct hone ke bad sidhe counseling ki prakriya suru ho sakti hai.
jabki ab 1 candidate ka form dalne ka average 15 tak ja sakta hai aur 15 form matlab 15*270806= 406290 form sabhi diet ka total. form ko alag kar feed karne main lagne wala samya 15 din se jyada.
3 state level par sirf ek draft banakar lao aur counseling ke time par jis district main join karna hai jama kar do.
jabki ab draft ke photo copy lagakar sabhi jagah alag alag avedan karna.
4. state level par counseling karne se samya nahi lagega galti ki sambhavana bahoot hi kam.
jabki abhi samya to lagega hi sath hi kisi bhi kimat pat mistake kiye bina bharti prakriya nahi ho payegi.
5. state level par counseling se paisa, main power, time,ki bachat.
jabki is prakriya main candidate se laker, bank, daak vibhag, DIETs, SELECTORS, SARKAR, sabhi ko proboms.
6. State level Counseling se NCTE ki jo DEAD LINE 1 JAN 2012 di hai usse pahle bharti prakriya poorn ho jayegi.
jabki is prakriya se kisi bhi halat main ye bharti time par nahi ho payegi.
7. sarkar ko koi nayi vigayapti main dimag lagane ki jaroorat nahi.
8. state level par 1 counseling process main hi bharti prakriya poori ho jayegi.
jabki vartmaan prakriya se kam se kam 8 se 10 bar marit banani pad sakti hai.
9. state level par ek hi baar aur ek hi jagah par counseling main jana padega
jabki is prakriya main ek candidate ko ek din ya do din main 5 se 10 jagah counseling ke liye bulaya ja sakta hai.
total harasment hai is prakriya main
so bina form sidhe state level par tet pass candidate ko counseling ke liye bulao
bina tension bharti karo.
7597947237
kya koee batao ye sab latkhor posting karenge ya nhi ...........ya phir chunav bhar ka paisa jama kar liya aur jai ram ji ki.......
ReplyDeletebakwas. sanyukt merrit bekar ke bat hai. jo aise vichar rakh rahe hain unke janane wole ke nakal se meritt high hogi isliye. why not come into field and do competition. uptet merrit is the best way of selection. satish
ReplyDeleteMYSELF RADHIKA VAISH,I BELONG TO GENERAL CATEGORY FROM SCIENCE GROUP,& I SECURED 103 MARKS IN UPTET 2011,WHT R MY CHANCES FOR SELECTION. I FILL THE FORMS FROM SITAPUR,LAKHIMPUR,SHAHJAHANPUR,BUDAUN, MORADABAD, KASHIRAM NAGAR, BHEEMNAGAR. PLEASE HELP ME
ReplyDeleteuptet ke merit tet ke adhar pe hi banani chahiye .......... crying over a spilt milk is the work of children not of budaaus ...... jab wpadna likna nahi ata to kar bete bardan maja better option ... jo tet main pas nhi ho ske vo bachho ko kya padayenge
ReplyDeletejab aap high school se b.ed. tak 80 % tak number la sakte ho to tet me bhi la sakte tah
ReplyDeletesab bakwash hai merit tet se hi banegi.don't worry.
ReplyDeletesatendra u r rite. now a days i am away from net.tell me what is going in uptet.
ReplyDeletesatish bhai ab to 1 feb. ka intjaar karo.
ReplyDelete