Sarkari Naukri Damad India. Latest Upadted Indian Govenment Jobs - http://sarkari-damad.blogspot.com/
बदला यूपी टीईटी का पूरा परिणाम
हाईकोर्ट ने टीईटी के घोषित परिणाम में अभ्यर्थियों की आपत्तियों के निस्तारण का विगत 17 दिसंबर को यूपी बोर्ड को निर्देश दिया था। न्यायालय ने कहा था कि अभ्यर्थी मात्र 100 रुपये प्रोसेस फीस देकर अपनी शिकायत 15 दिनों में दर्ज कराएं। न्यायालय ने स्पष्ट किया था कि पूर्व में सफल अभ्यर्थियों के चयन पर इसका प्रभाव नहीं पड़ेगा परंतु अंक बढ़ने पर उसका लाभ अवश्य मिलेगा।
यही नहीं न्यायालय ने निर्देश दिया था कि बी सीरीज के प्रश्न संख्या 125 के उत्तर में विकल्प बी व सी दोनों सही हैं, इसलिए दोनों विकल्पों पर अंक दिया जाएं। बी सीरीज के प्रश्न संख्या 142 पर ए व डी विकल्प चुनने वालों को भी अंक दिए जाएं। बोर्ड सूत्रों के मुताबिक अभी तक आई सभी आपत्तियों को निस्तारित कर दिया गया है। इसमें से प्राथमिक स्तर में 3 प्रश्न ऐसे हैं जो गलत थे। इसके अलावा पांच प्रश्नों के विकल्प को बोर्ड ने बाद में बदला था। इसमें से दो कॉमन थे। हाईकोर्ट के आदेश के अनुपालन में बोर्ड ने कुल छह प्रश्नों के एवज में अभ्यर्थियों को अंक दिए हैं। इसी तरह उच्च प्राथमिक में कुल 10 प्रश्नों के विकल्प को बोर्ड ने बदला था, जिसके एवज में सभी अभ्यर्थियों को 1 से 10 अंकों का फायदा हुआ है।
माध्यमिक शिक्षा परिषद के निदेशक संजय मोहन ने का कहना है कि यह अंतिम परिणाम है। इसके बाद कोई संशोधन नहीं किया जाएगा। अब अभ्यर्थियों द्वारा मिल रहीं आपत्तियां निस्तारण के लायक नहीं हैं। लिहाजा अब किसी संशोधन की गुंजाइश नहीं है। हालांकि उन्होंने कहा कि अभ्यर्थियों से एक जनवरी तक आपत्तियां स्वीकार की जाएंगीं।
News : Jagran (23.12.11)
*********************************
To See Updated Result/ Information, Visit - Click Here
mere ab 111 no. ho gaye hain
ReplyDeleteFemale, science group(Gen. categary)
par mere result mein wo categary wale column mein Gen,PH,Freedom fighter,Ex-Servicemen ye saari categary show kar rha hai ....plz batayein main kya karun
mera koi bhi no. nahi badha hai
ReplyDeletePlz bataeyen kis series ke no badhe hain
muskan je
ReplyDeletemera obc/science /male me105 hai plz batayen kya chance hai?
kya koi bata sakta hai ki primary level per kin question ke answer change hue hai
ReplyDeleteMuskan ji mere gen science me 102 marks hain mai 40 zilo se apply karunga mere kya chance hain
ReplyDeleterashmi, hi im obc girl art and marks only 85 any chance form apply karna chahiye ?
ReplyDeleteprimary level per mere ek bhi marks nahi badhe hai. Lekin court ke according mere 2 marks badhne chahiye.
ReplyDeletemeri question paper series (B) hai.
Agr kisi B series wale candidates k marks badhe ho to batieye.
aur mai apne marks badhane k liye kya karu.
koi to bataye ke kis seris me mark badhe hai
ReplyDeleteHi! Its Pradeep. Mere Booklet B Hai. Mere 3 No. Badhe Hai. Pehle 117 the Ab 120 Ho Gaye Hain.
ReplyDeleteMERE PAAS EK DATA HAI~~
ReplyDelete140-143~~8 candts
135-139~~100
130-134~~500
125-129~~1500
120-124~~4000
115-119~~6000
110-114~~9000
105-109~~12000
100~104~~18000
095~099~~24,000
090~094~~32,000
083~089~~1,50000
source NEWS PAPER
I think data is possibly correct,
NEXT.....
@RASHMI...aap form daal digiye may be u have a chance
ReplyDelete@HARENDRA...mera c seriese hai lekin mera number pahle jaisa hi hai primary lebel me ...kya koi batapayega ki kaun se question ke answer change hue hai
jin logon ne result sansodhan ke liye apply kiya tha unke marks maximum badhe hai,mere friend ne apply kiya tha 9 qu. par objection ke sath uske 6 marks increase huye jabki mere ek hi mark increase hue hai qk maine apply nahi kiya tha,ye nainsafi hai
ReplyDeleteu.p.board ko ye clear karna chahiye ki sansodhan kya aur kin kin qu.me kiye gaye hai
Some cadidates who got benefit of marks already due to mistakes may not see change in marks.
ReplyDeletee.g, how much water in earth - 3/4 and 2/3, now both answers are correct.
But some candidates who did not get benefit due to wrong question, many altarnatives correct etc., are geting benefit now.
But I felt nobody see deduction in marks as per highcourt(If interpretaion is correct.)
This is my personal view.
But for corect information you should contact Borar/authority.
@ HARENDRA --AAP KE HO SAKTA HAI GALAT HI HO AB AAP BAS RESULT LEKAR BAITH KE FORM BHARE KUCH KARNE SE KUCH NHI NOGA BOARD AUR CANDIDATES SAB NE MILKAR ISKI AISI HALAT KI HAI POOCHO NA BAS .......................
ReplyDeleteSab log ek baat batao, jinke farm old TET result ke saath DIET me pahuch gaye hai woh kaise amend honge...............................
ReplyDeletekoi bata sakta hai ki 100 se uper kitne condidate paass hue hain
ReplyDeletebhai kiya hoga 100 or 130 marks ka jab is par merit hi nahi banegi mere 117 hain bhala ho is maya ka jo nai nai maya bnati rahti hai
ReplyDeletebhaiya aisa hi sare process band karo aur spare me spare me.....
ReplyDeleteMAI DEEPALK SAROJ HARDOI SE HOON ,MY FRIENDS MUJHE BATAYEN KI KIS SERIES KE NO BADHE HAIN...MERI SERIES NO A HAI. MERE NO.NAHI BADHE HAIN.......JIS FRIEND KO PATA HO VO MUJHE BATAYE ...CALLL ME 9305811657,deepaksaroj23@yahoo.com
ReplyDeletebhai koi to diet me pata karao ke merit khan banegi. ye kiya ho raha hai
ReplyDeleteMayawati sabse achhi hain...
ReplyDeleteItna no badhaya aur kya chahiye....
Mera naam Deepak Kumar...
Mera pehle ank tha 85 aur ab hai 129....
Thank you Mayawati.... Jug Jug Jiyo...
yar sach khate ho maya ki hi maya hai jabhi to mere 101 se 121 ho gaye hain.
ReplyDeleteFriends ek good news hai, jo log academic+tet merit par niyukti ki mang kar rahe hai unke liye buri khabar hai
ReplyDeleteEk bar kisi bhi niymavali me sansodhan ke baad 6 mahine tak usme punah sansodhan nahi kiya ja sakta hai,ye khabar sachivalay ke ek varishath adhikari ne di hai
means ab govt.khud chahe to bhi 6 mahine tak selection process me change nahi kar sakti hai,aur fir chunav ki aachar sanhinta ki wajah se ab sansodhan impossible hai
yani selection 100% tet merit par hi hoga
mere ab 112 no ho gaye hai. mera general group aur sub science hai.koi chance hai prt me hone ka.
ReplyDeletehallo bos ye khabar galat hai ke niymavali me sansodhan hoa tha niymavali me koi sasodhan nahi kiya gaya aap kio galat khabar dete ho pahle tolo aur phir bolo kio kisi ki bhavnao se khel rahe ho.
ReplyDeletecan any body tell me result me girls or boys ka passing ratio kya hai... aur kitni girls pass hai total..?
ReplyDeleteyes friends ab tet par to merit banni hi nahi chahiye kiyo ki jab 101 se 121 ho gaye to pata nahi kitni dhandli hui hai ab tet merit balo ka kiya hoga.
ReplyDeleteyar khuch bhi ho bas bhati ho jaye.
ReplyDeleteMERE PAAS EK DATA HAI~~
ReplyDelete140-143~~8 candts
135-139~~100
130-134~~500
125-129~~1500
120-124~~4000
115-119~~6000
110-114~~9000
105-109~~12000
100~104~~18000
095~099~~24,000
090~094~~32,000
083~089~~1,50000
source NEWS PAPER
I think data is possibly correct,
NEXT.....
bhai kab ka data hai aaj ka 4 din phala ab to sab data galat ho gaye hain
ReplyDeleteYe data fake hai,source kis news paper ke kis date ki hai
ReplyDeletemere relative u.p.board me employee hai unhone bataya hai ki kareeb1.45 lakh logon ne 100+ marks paye hai
MAI HK, DEEPALK SAROJ
ReplyDeleteHARDOI SE main bhi HOON. Mere A series main 1 no .increase hua hai.
Maine abhi kannojia ji se hi baat ki hain.merit TET base par hi banegi.ye log jo jhoothi reports de rahe hain unse meri request hai kripya is blog par koi bhi galat aur aadharheen report na de.
ReplyDeleteThanks
mer sirf 1mark badhe.sabhi ke 3 ya 3 se adhik badhe hai...mera 127 tha ab 128 ho gya(gen art)...pata nahi meri merit kitne niche chali gayi hogi?kisi k pas 128+ ka data hai.
ReplyDeleteaur ab kaise sab merit banegi?jo form pahele ja chuka hai uska kya hoga?
aur ha meri sabse badi chinta ki kya election ka koi asar padega iss bharti pe?plz anyone help me.
ashish
krishna kaun si jhuthi report?
ReplyDeleteaur plz help me...kab tak ye niyukti hogi?election ka kya effect padega ispe?
ashish
krishana ji maine 5 dd pahale bheja aur uski photocopy rakha.phir 19ko maine 16aur form dala jisme maine ak jile ka aavedan + rashid + dd ki photocopy lagayahu. kahi mera form nirsat to nahi hoga kyo ki dd ki ditel maine takad kar ke nahi lagaya hai.
ReplyDeletejo log kah rahe hai mere 101 se 121 ho gaye hai wo sara sar jhuth bol rahe hai..maxmium 6marks badhe hai wo bhi sirf 10students ke...jydatar 1marks sabhi k badhe hai...aur 3marks badhe hai.plz yaha jhuth bol k ham log k emotions k sath majak mat karo yaar.ham log kis mansik dabao se gujar rahe hai sirf hami log jante hai.koi nahi samjh sakta.din raat sirf TET TET last 3months se koi chain se ek raat nahi soya hai jisne b ye exam diya.ab hadd ho gayi yar kya hame ye pagal bana k chhorenge??
ReplyDeleteDear ashish,
ReplyDeleteye niyuktiyan TET merit ke adhar par hi hongi,lekin blog par kuchh log ye comments de rahe hain ki ab merit academic+tet ke adhar par banegi.ye jhoothi khabar hai.
Aur ye jo data oopar diye gaye hain,ve purane hain aur abhi tak aisa koi bhi authorized data nahi aaye hain,jisse pata chal sake ki 100 se oopar kitne log hain.
Ashish ye niyuktiya january mein hi ho jayengi agar kisi ne court mein appeal na ki to.
Wish u all the best
thanks
manoj apko fir form dalna hoga shayad ap pata laga lijiye...kyuki jaha tak hame pata hai ek sade paper pe sab type kar k likhna hoga.apka mool wala avedan toh thik rahega lekin baki jo apne rasid attach kiya hai wo nirast ho sakta hai...apki paas photocopy to hogi hi...
ReplyDeletewaise ek baat diet pe ya kisi authorised person se samjh lijiye.
thanks krishna...
ReplyDeleteek possitive baat bahut rahat pahuchati hai...
and all the best you too...
ashish
kya chunav achar sahinta lagu hone pe ye niyukti ho payegi?
ReplyDeleteIs sansodhan se kisi ke bhi marks kam nahi hue hai,ha 1-10 number tak badhe hai,
ReplyDeleteisse jo log pahle dava kar rahe the ki unka selection pakka hai,ab unki bhi tension badh gayi hai, q k 1 se 2 marks beech me hi kai hajar students aa rahe hai,yani agar koi kisi se ek no.bhi jayada pata hai to wo merit me kai hajar rank upar pahuch jata hai
plz jhuti news na de.mera c series tha 2 no bare hai
ReplyDeleteDear manoj ji,
ReplyDeleteagar aapne photocopies ko self attest kiya hai aur sabhi forms mein mool janpad ka refrence diya hai to aapke forms reject nahi honge
Chunav aachar samhita aur ncte ki last date 31 december ka in niyuktiyo par koi effect nahi padega.
ReplyDeleteKanchan ji c booklet mein adhiktar ke 2 hi marks bade hain.
Aaz sabhi TET ke maare nazar aane lage
ReplyDeleteaankho ki need ud gayi,din mein taare nazar aane lage
aankh veeran dil pareshaan,dimag se teacher,haal se fatichar
ab to ve maya ki maya ke maare nazar aane lage
pls koi to bataye ki mrea 1 bhi no. nahi bahda mai kya karoo?? kis BASE par no sabke badhe ya nahi bade?????? -Prabhat
ReplyDeleteU.p.board ke Sanjay mohan ji ne bataya hai ki pri.me 6 qu.par sabhi ko number diye gaye hai aur upper pri.me 10 qu.par sabhi ko number diye gaye hai
ReplyDeletejin logon ko un qu.par pahle no.mil chuke the unke marks same rahenge par jinhe un qu. par no.nahi mile the unke marks badhe hai
Kya apka naam krishna hi hai?ya mere naam ko use kar rahe ho?yadi aisa hai to ye galat hai.meri apse request hai ki aage se aisa na karen.
ReplyDeleteThanks
dear krishna mera bhi booklet C hai aur sirf 1number badha hai.
ReplyDeleteashish
hi deepak ji, meri b A series thi n mere b koi marks nhi bade hai
ReplyDeletemaine application for5m me TET roll no. ki jagah bar code no likh kar bhej diya hai ab kaya karu kya form reject ho jaega? marksheet ki photcopy sabhi me lagi hai.pls koi bata do.
ReplyDeletekya koi online hai?
ReplyDeletekrishna ji plz mujhe bataye mera 117 gen/science/female hai kya mera jaunpur,varanasi ya allhabad me se kahi ho sakta hai?plz tell me
ReplyDeleteB series walo ke marks 6 tak bade hain,C series ke marks 2 tak,D series ke 3 tak aur A series ke 1 ya 2 tak bade hain.
ReplyDeleteInse adhik kisi ke nahi bade hain.aur jitne pahle the unse kam bhi kisi ke nahi huye hain.
Abhi authorized data aane tak kuchh nahi kaha ja sakta
ReplyDeletefir bhi main aapse kahna chahunga ki aap kuchh adhik vacancies wale districts bhi aavedan ke liye select karen.inmein se kisi district mein apke chances ban bhi sakte hain,lekin secure nahi hai.
All the best
maine 5 zilon ke alawa abhi tak anya zilon me form post nahi kiye hai.mera sirf 1 no. badha hai kya main anya zilon me form post ker du ya abhi wait karoo.obc/female/101 marks.
ReplyDeletethanx krishna ji n maine azamgarh n sitapur se b form bhara hai bt in teeno jagh me agr ho jata to acha hota mere liye.waise rep karne ke liye thanx a lot
ReplyDeletehiiiii frndz,
ReplyDeletemeri B booklate thi, mere 2 no. bade hai, pahle 113 the ab 115 ho gaye hai.
- Shobhit (gen/art)
hai mere 107 sc/male/science hai mere kya chance hai.
ReplyDeletekrisna ji jhunti taslli de rahe ho jab abhi merit kis par banegi ye kisi ko pata nahi hai to aap ke pas khan se nwees aa gai.
ReplyDeletemeri sister ke 14 no. badh gaye hai.
ReplyDeletepass % bad gaye hai 3 lack tak pahuch gaye hai
ReplyDeleteaapki sister ki kaun si series thi
ReplyDeletekya selection ho payega kyaunki election hai 3 februry, 2011
ReplyDeletenoone is online
ReplyDeleteSantosh ji sabhi ke 1 se 6 numbers tak bade hain isse adhik agar koi bata raha hai to wo sabko moorkh samajh raha hai,aur jhooth bol raha hai.aur jaisi ki meri kannojiya ji se baat huyi thi aaz subah.merit TET base par hi banegi.don't worry niyuktiya poori hongi
ReplyDeleteYe afwah ve log faila rahe hain jo tet mein ya to fail hain ya fir kewal pass hi hain.wo apne dil ko tasalli dene ke liye ye sab baate kar rahe hain.isliye vichlit na ho.
ReplyDeleteMai kisi ko
ReplyDeletei love u
bolna chagta hu
agar kisi ko koi aitraj ho to abhi btaa de
baad mai koi complain mat karna
aapka manoj kumar
krishna ji mere 119 no. female/ science /gen hai.maine sitpur,hardoi,pratapgarh,allahabad,sultanpur se apply kiya hai.batiye mere kya chance hai.aur kin dis se apply karu.
ReplyDeleteMere c sereis the, mere 1 marks badhe hai. Pahale 85 tha aur ab 86 ho gye hai. Obc/sci/female,mera kitna chance hai? Mujhe kitne jagah avedan karna chahiye. Plz anyone tell me.
ReplyDeleteKrishna, Why telling a lie???
ReplyDeleteThere is no base of TET marks now. It has a lot of ammendments. Definetly Merit would be TET+Academic marks. TET weightage would not be more than 10% as per my knowledge. Dont misguide the TET passouts in the name of Kanaujiya ji
hiiiii frndz,
ReplyDeletekoi ye batayega ki mere pahle 113 no. the, jiske aadhar pe mene 12 zilo se form dala hai, ab mere 2 no. badke 115 ho gaye hai, kya merit mere purane no. ke anusar banegi ya naye no. ke anusar banegi?
plzzzz koi to bataye......
- Shobhit
1 baat aur bataye ki agar ab muje aur bhi zilo se form dalna hai to form me TET ke no. me pahle ki no. likhna hai ya ab jo no. bad gaye hai un no. ko likhna hai?
ReplyDeleteplz tell me.......
- Shobhit
manisha im renu same problem here mere bhi 85 marks hai obc art mujhe lagta hai obc me bahut girls paas hui hai because passing marks less then 90
ReplyDelete@Shobhit, Merit would constitute new TET marks. You have good chances if you are throughout first from 10th to Bed
ReplyDeletejitendra bhai,
ReplyDeletemere dusre post ka bhi ans de dijiye.
Merit acadmic+tet base par he banege,its confirm Atul.
ReplyDelete@Shobhit, Definetly write your new TET marks as per court's order. And clearly mention all your Roll nos with Board (CBSE/ICSE/UP)
ReplyDeleteAnyone tell me,what is the % of obc girls?
ReplyDeletejitendra bhai,
ReplyDelete1 baat aur bataye-
agar ab muje aur bhi zilo se form dalna hai to form me TET ke no. me pahle ki no. likhna hai ya ab jo no. bad gaye hai un no. ko likhna hai?
plz tell me.......
- Shobhit
Merit kewal academic par hi banegi.tet mein pass hona hai.tet k marx naho jode jayenge.ye confirm news he.10th+12th+grduation+b.ed..no tet.tet is compulsury only passing marks as high court said.
ReplyDeleterenu, can any body tell me girl obc art ki merit kitni low ja sakti hai im to worried
ReplyDeleteNo Harendra, TET marks would waight 10%. I believe news will be released by start of next week.
ReplyDeleteHi renu, then there is no chance for me? Becz a lot of obc science girls were pass out in tet. What is ur opinion about this.
ReplyDeleteJitendra bhai,here akash
ReplyDeletemana krishna ji galat ho par aap bhi sahi nahi kah rahe hai ki merit academic par banegi,kyoki shikshak chayan niymawali 1981 me 12 amendment ho chuka hai jisme likha gaya hai ki chayan ka adhar tet ke marks ka avarohi kram hi hoga
aur ye sansodhan november me hi ho chuka hai, ek baar niymawali me sansodhar ke bad punah sansodhan to 6 month ke bad hi ho payega(aisa rule hai),
aur pratek diet par bhi 19 december ko jo patra mila hai usme bhi tet marks ke avrohi kram ko banakar sasan ko bhejne ko kaha gaya hai
atah selection 100% tet merit par hi hone ja raha hai.aur ab aap log kisi tarah ki afwah na failaye
@Renu, No one can say about merit right now. Pl submit the forms to maximum possible cities
ReplyDeleteAb maje lo tet walo.bahut no. Badwa liye the tet mein.kisi ka nahi hoga ab court ne achcha kam kiyaJAI COURT JAI MAY
ReplyDeletejitendra bhai zindabadA
ha ha ha. @Akash, Pl wait for coming days. Your points would be cleared next week. A lot's of cases still pending in HC. Rules can be amemded.
ReplyDeleteCAN ANYONE RELY ON TET PROCESS of TEST??? Wait and watch
ReplyDeleteU r right jitendra bhai.i m totally agree wid u.merit academic par hi banegi bade tet ki enth me bethe the ab niklegi inki enth JAI COURT JAI MAYA
ReplyDeleteJai jai jai jai
ReplyDeletejai maya jay court
jai jai
ha ha ha ha ha ha
tet walo ab apni tet ke marks ko dekh dekhkar jiyo
aur ji kare to usko dekhkar ro lena
kyuki ab wo kisi kaam ki nahi rahi
hahahahaha
Jitendra bhai mai 100% sure hu ki tet merit par hi selection hoga wo is liye maine diet ko prapt huye letter ko khud padha hai,jisme tet merit ke avrohi kram ke data ki hi baat likhi hai
ReplyDeletemai bhi aap par has sakta hu q k aap bina kisi base ke baat kar rahe hai
thanx
akash
Hi frds, merit tet par banege ya acadmic base par banege ya ye neukati he cancil ho jayege.... Jo hoga wakt ke sath sb samne aa jayega. Isliye isme itna ulajhne ke jagah aur ek dusare ke virodhi banane ke bajay wait n watch. Amitaabh.
ReplyDelete@Akash, Diet's would recieve new notifications by EOW or possibly by next week. You have taken the letter's sent to Deit's on Nov 30. Pl check again and confirm. And of course i am not laughing at you. You have shared the news what's you have. Chill yar
ReplyDeleteGovt. can't change decison easily at the eleventh hour.
ReplyDeleteTo change its law not easy now.
Only fools are beleiving on baseless things.
Neithr highcourt nor UP board decline TET based Merit.
ye again and again result change hone me corruption bhi ho sakta hai dosto....
ReplyDeletencte ne mana kar diya ha 31 dec. Tak ka he time ha
ReplyDelete@Best Answer, Wish you are true. Both are on the way to decline. And most of time, Govt has changed its decision on 11th hour because of Court's decision. And this decision has already reversed. Good Luck to all TET passout's. I am just saying, Pl wait till coming 4-5 days for clarity
ReplyDeleterenu, manisha pata nahi but paas girls me other course ki bhi girls pass hai kuch to only graduate bhi hai kiuki appearing ko chhut thi ab vacancy ke liye real me kitni girls apply karegi us par depend hai..phir bhi according me total 50000 girls to apply karegi hi ab usme obc ki 15000 to hogi hi na...
ReplyDeleteAap log apne form dobara se kab bhej rahe ho.
ReplyDeleteupbasiceducation.com site par vigyapti thodi see update kee hai, aur uptet2011.com par phir application form(Shayda kuch galtee rah gayee hai) mange gaye hain
kya bakwas kar rehe ho jab court me objection 3 qus. per tha to no. 14 kaise badenge.....plz reply..... IF ANY BODY GOT 14 0R MORE THAN THAT PLZ PROVIDE UR ROLL NO..
ReplyDeleteसेलेक्सन टेट मेरिट पर नहीं होगा..अगर हो गया तो आप लोगो का जूता मेरा सर ....आकाश,जीरो रोड इलाहाबाद
ReplyDeletefollow this link
ReplyDeleteit is abt change in rule, which says merit is on basis of tet only
http://bed.up.nic.in/page1.htm
follow this link
ReplyDeleteit is abt change in rule, which says merit is on basis of tet only
http://bed.up.nic.in/page1.htm
mere doston selection to door ki baat paise vapis mil jayen to bahut badi baat hai . election ki declaration ho chuki hai ab na to bharti hogi na paise hi vapis milenege. agar sarka badal gayi to kisi kimat par bharti nahi hogi
ReplyDeleteYe ho kya raha hai,kal u.p.board ke director sanjay mohan press ke samne kahte hai ki ye last amendment hai ab aur koi amendment nahi hoga,aur aaj fir se apni bat se mukar jate hai aur website par fir se appatiya mangi jati hai,
ReplyDeleteSach me ab uptet result ki viswasniyata par sak ho raha hai,maine 115 marks paye hai par ab mujhe bhi dar lag raha hai
ab to sab log APNE PAISO KE LIYE HIGHCOURT CHALO BHART BHOOL JAAO
ReplyDeleteMr Jitendra,
ReplyDeleteHighcourt already approved TET based recruitment, you will see this news shortly.
ab chahe 135 ho ya 145 koi matlab nahi aur koi naukri dhhondo tet ko bure sapne ki tarah bhool jaao. dua karo ki dd mil jaaye
ReplyDeleteBas bahut ho chuka, mera to dimaag he kharaab ho gya hai. N jane mera kya hoga.
ReplyDeleteab election ki prparation hogi tet ki nahi tet ka jitna kaam hon tha ho chuka 3 feb ko election start hai maya ki maya khatm . berozgaro ka paisa itni asani se hazam nahi hoga
ReplyDeleteek do dino mei acharsanhita lagne wali hai ab tet toppers apne numbers apni file mein sambhalke rakh lo
ReplyDeleteMr. sonu u r talking garbge.
ReplyDeleteOnce process started , it will not be stopped in midway as per election commission.
However no major announcement etc. can be made, once notification of election released.
Matter already decided by the highcourt - TET based selection.
You will hear this news very soon.
All those who oppose TET based selection, there petition dismissed.
Hi, PRT me chayan keval UPTET ke marks ke avrohi kramanusar hi hoga. Its 100% true, ok.
ReplyDelete28 तक वेट करो टेट मेरिट पर भरती की हवा न निकल गयी तो आ जाना अपना जूता ले कर मेरे घर...आकाश सक्स्सेना राधा प्रिंट हाउस जीरो रोड इलाहाबाद
ReplyDeleteMERIT TET KE ADHAR PAR BANEGI.AGRA DIET KE PRINCIPAL SE ABHI MILKAR AA RAHA HU.YE SAB LOG JO YAHAN COMMENTS KARKE LOGO KO TENSION DE RAHE HAIN,IN SABKO CYBER CRIME KI DHARA KE TAHAT KARYAVAAHI KI JA SAKTI HAI.AAP KISI KI BHAAVNAO KE SATH IS PRAKAR NAHI KHEL SAKTE.AAPKE PAAS KYA PRAMAAN HAIN JAISA KI AAP KAH RAHE HAIN?
ReplyDeleteTET KE ANKO KE ADHAR PAR HI BANEGI MERIT.YE LATEST NEWS HAI AUR 1DUM AUTHORIZED.DIET KE PRINCIPAL JHOOTH NAHI BOL SAKTE,VE EK RESPONSIBLE INDIVIDUAL HAIN.
SO DON'T WORRY FRIENDZZ,WE'LL BE TEACHERS SOON..
@Anonymous, HC has never asked TET based selection. Infact has declined this. Also petitions are under decision to oppose only TET based selection.
ReplyDeleteMoreover, either http://bed.up.nic.in/page1.htm or http://www.upbasiceducationboard.in has cleared mode of selection.
TET already has lost its reputation. Its also under HC's ack
Well.. I think have to submit our forms first. Rest will come on Wesite or newspapers. There is nothing to debate right now. Best of Luck of all passouts.
ReplyDeleteHello,-'no said' Ap DIET pe contact karke pata kar sakte hain ki PRT me selection UPTET ke adhar par hi hoga.
ReplyDeleteFriends.........
ReplyDeletelet’s have start companying for mayawati….if she came again then TET process is sure..aur kahi mulyam aa gaya to cancel honi tay hai….
Bolo mayawati jindabad
DEKHO BHAIYA CHAHE MAYA AAYE YA MULAYAM, HARAMKHOR DONO HAIN, AUR MANAO YE KI CHUNAV KE PAHLE YE VACANCY CLEAR HO NAHI TO SABHI TET AANDOLAN KAR DENGE.......... ENT SE ENT BAJA DENGE................ SAMBHEO KI NAHI PANDEY JI............
ReplyDeleteजीतेन्द्र और पंकज बाबु हम जितना कह रहे है सुनो...न हुआ तो खुद जूता खाने के लिए तैयार है...इ हम का न बताव्वा का साइबर क्र्य्म बाटे..हम का नौकरी नहीं का पावे का...पर तू लोग जोग भरम पाले बाटो वोसे बाहर आ जाओ ......अभी चिल्लाय से कोई फायदा नहीं न...४ दिन और खुस होय लो फिर बतएओ डायट के साहब का कहिन रहा..भगवान करे नौकरी मैले...पर गुस्साओ नहीं बबुआ....
ReplyDeleteHI MUSKAN, KYA HAAL HAI,
ReplyDeleteAB INFORMATION IS BARE KE CLEAR KARO KI KYA WAKAI JAN 11 ME SARI PRAKRIYA FULFILL HO JAYEGI? NCTE DATE BADHA DEGA YA NAHI? ELECTION KE KARAN KYA PRAKRIYA RUK JAYEGI? CHAYAN KA AADHAR KYA HOGA? MERRIT DISTT. WISE YA STATE WISE?
PLZ INN SAWALO KE ANS AWASHYA KHOJIYE...... KYONKI SABHI KE LIYE INKA ANS CHINTA MUKT HONE ME HELP KAREGA..............
REGARDS
ANOOP PANDEY, ALLD.
UPTET-GEN-MALE-ART-127
bhaiyo mujhe to ab bharti hone k bahut kam chance dikhai de rhe hain. main to bahut confuss ho gya hu. ek taraf mera btc 2011 d.i.e.t. me selection ho gya hai aur dusri taraf main tet ka wait kar rha hu. kuch samajh me nhi aata ki kya kru. main btc ko reject karne ki soch rha hu lekin tet ka b to confirm nhi hai ki bharti hogi b ya nhi. mujhe kya karna chahiye. mere tet me 120 marks hain. suggest me frndz...
ReplyDeleteAnuj
ReplyDeleteGO 4 BTC
sudhanshu bhai aapka kehna to sahi hai lekin itna b to confirm hai ki aaj nhi to kal ye bharti honi hai. baad me main kahi pachtau na ki 6 month ki training ko chodkar mujhe 2 year ki training karni pad rhi hai aur wo b zero payment par. m 27 ko decide karunga ki mujhe kya karna hai. thanks sudhanshu.
ReplyDeleteJITENDRA bhai tum bilkul sahi kah rahe ho merit tet par nahi honi chahie,mere tet mai only83 hai lakin cbse board se education kia hai aur Bed bhi maine juanpur se kia hai jaha practical mai jyada no hote hai,is prakartakriban mere 87% ban rahe hai, ap par visvas karke mai sirf apne jile se hi form dal raha hu..jitendra bhai hoga ki nahi...jitendra apke mu me laddu ho....lag raha hai hamare din vapas ayege.....
ReplyDeleteplease koi to bataiye ki mere 119 no. science/gen/femle group me hai. maine sitapur,allahabad,hardoi,pratapgarh,sultanpur
ReplyDeletese apply kiya hai mere in dis me select hone ke koi chance hai .neerja
mere 114 marks the ab 117 ho gaye hain..i m obc science girl..maine mirzapur, sonebhadra, jaunpur, sitapur, bhadohi, allahabad se form dala hai...mere kya chance hain...aur in badhe numbers ka benefit ab kaise milega form to maine 114 no. pe bhar diya hai???.......pls koi bataye
ReplyDeleteGud News for TET Merit holdersHigh Court ne TET Merit base selection ko jayaz bataya aur sabhi writ cancel kar di hain.
ReplyDeleteARE BACHUA AB BOLO TAB TO BAHUT UCHHAL RAHE THE AB KA HUAA SAANP SOONGH GAYA KAA????
ReplyDeleteCOURT ZINDABAD KARO
AB AAPKA HI DECISION COURT NE PALAT DIYA
SASURI WRIT HI KHARIZ KAR DI
JHANJHAT KHATTAM,MAJA KARO
AB BANEGI TET PAR MERIT
ROK SAKO TO ROK LO
TETTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTT
ROK SAKO TO ROK LO
JAI TET
AUR AB BOLO -
JAI TET JAI MAYA KI JAI COURT KI
Dear frnds this is totally my observation which may be wrong or may be right:
ReplyDeletemany candidates(including me) are in confusion that why candidates having different increasement of marks and even more than 3 besides of High Court order
The answer of this confusion is that:
5+3-2=6
Description:early board changes solution of 5 question then High court changes 3 and there are 2 common question in Both.
If a candidate acquire number in any of the 6 question as per old answer key and then board deduct his/her number by modifying answer key NOW such candidates receive number as per both the answer keys(new+old)
the suspected questions answer are as:
SERIES B:26,114,121,124,125,142
SERIES C:1,99,127,146,149,150
the questions such as:
*hyper active child......
*four digits no b/w 999 and 3000..
*Ocean cover most of the earth...
*environmental protection..WWF,UN.
*Cnservtn of ecosystem In/Ex situ..
*Sea Turtle..loggerhead,seaturtle..
jitendra bhai sahab kaha gaye aap ab kuch boliye.
ReplyDeleteab sabhi tet merit holders tayar ho jao NO SAID k ghar joota lekar chalne k liye.ha ha ha............
ReplyDeleteAcademic se merit ki baat karne wale ab hamse baat karo
ReplyDeletesabhi gayab ho gaye
Mere thei 85 ank jab se Telebrands ka No badhaao pendant pehna hai mere ank badhkar 125 ho gayein hain....
ReplyDeleteAap bhi saadhvi Mayawati ka pendant ka upyog kariye aur ank badhaayie...
:P :P :D :D
krishnaji mere quest.ka ans.nahi diya aapne.neerja
ReplyDeletebhaiya 125 ho ya 135 election ka wait karo aur dua karo ki mulayam ki sarkar na bane
ReplyDeleteAbhi tak Election kee data nahin aayee hai.निर्वाचन आयोग पांच राज्यों में होने वाले चुनाव की तारीखों की घोषणा आज या कल कर सकता है। पर आयोग ने चुनाव के लिए खाका पूरी तैयार कर लिया है। सूत्रों से जो खबर प्राप्त हो रही है उसके अनुसार, उत्तरप्रदेश विधानसभा चुनाव को आयोग पांच चरणों में कराना चाहता है। हालांकि तिथि पर आधिकारिक घोषणा अभी नहीं हुई है
ReplyDeletekrishna ji itne dino se aap kanha the?mere no.112 se 116 ho gaye hain , i belong to sc category .now what are my chances in gautambudh nagar, gaziabad,bulandshahar,aligrah. plz ans. my question
ReplyDeleteSorry neerja ji,kya aap mujhe apna ques. Batayengi?
ReplyDeleteSush ji plz tell me whtz ur group?art or science?
ReplyDeletekrishna ji mere 119 no femle/science/gen group me hai.maine sitapur,allahabad,pratapgarh,sultanpur;hardoi se apply kiya hai. mai in sabhi dis. me se ek me niukti chahti mere select hone ke koi chance hai.neerja
ReplyDeleteNeerja ji aapka selection inhi jilo se confirm hai.don't worry.chahe to kuchh anya bade jile security ke liye select kar sakti ho,achchha rahega.meri or se aapko congrates.....
ReplyDeleteScience general male jinke 105 se oopar hain,
ReplyDeletesci. Gen. Female 101 se oopar hain,
sci. reservation male jinke 97 hain,
sci. Reserv. Female jinke 92 hain,
SABHI KO MERI OR SE SHUBHKAMNAYEN
ye anumanit hain,jahan tak maine survey kiya hai uske according merit lagbhag isi level par ruk sakti hai.bilkul clear authorized data aane par hi ho sakega.
Thanks
Hello! Friends jinke bhi marks badhe hain, Congratulations!
ReplyDeleteBut my friends main ek bahut badi problem se suffer ho raha hoon aur iske liye main kai baar blog par bhi share kar chuka hoon, lakin mujh se koi mere Mobile No. par baat nahi kar raha hai.
Friends! Mere primary ke result me Roll No. junior ka aa gaya hai, jo sayad mere se hi OMR Sheet par galat fill ho gaya tha. Ab high court ke order par students ke result ki problems ke solution ke liye 1 jan,2012 tak application mangi ja rahi hain. Mujhe ye jankari leni hai ki kya board candidates se hui mistakes ko bhi thik kar raha hai. Please.. Koi Allahabad ka Dost ye batane ka kast kare, Aakhir ye mere career ka sawal hai..
Yadi kisi dost ki problem mere jaisi ho plz. mujh se baat karo..
Aapki Call Ke Intzaar Me Aapka Humsafar...
AMIT KUMAR, Mobile No. - 9410846208
thanx krishna ji- neerja
ReplyDeleteji, krishna ji my subject is art.
ReplyDeletebhaiya election 2 feb se hai .itni jaldi bharti impossible hai. tet bhool jaao
ReplyDeleteKRISHNA JEE FEM KA PASS PERCENT KEBAL 35 HAI ISLIYE GIRLS AUR BOYS KI MERIT MEI KAM SE KAM 10 NOS KA ANTAR HOGA . GEN MALE 110 FEM 96
ReplyDeleteSush ji aapne jo jile select kiye hain unmein seats bahut hi kam hain.mere vichar se in jilo se aapke chances bahut hi kam hain.aap kuchh anya najdeeki districts select kar sakti hain,jinmein lagbhag 300 ya isse adhik vacancies ho.
ReplyDeleteMeri or se aapko congrates..
Thanks
Special btc recruitment par election ka koi bhi effect naahi padega.u know ye process aachar sanhita se bahut pahle hi shuru ho chuka hai.advertisement nikal chuka hai,forms post ho chuke hain aur merit data bhi taiyar kiya ja raha hai,process lagbhag 60% complete hai.to ye niyam hai ki jo process election se poorv se hi continue hai vo continue hi rahega,us par election ka koi effect nahi padega.
ReplyDeleteIsliye aisi baate ki ab ye process ruk jayega ,apne dimag se nikal deejiye
thanks
krisnaji, mere 118 gen sci male hai,meri srimatiji ke 116 art ma hai maine raibareli(800),sultanpur(1400) gonda(4000),sitapur,kusinagar mai dala hai..plse krisnaji bataye ham dono logo ka kis jile mai ek sat ho sakta hai......
ReplyDeletethank u so much, i wish u gd luck.
ReplyDeletehan i have applied in moradabad also.
ReplyDeleteNds ji first of all meri or se aapko congrates ki aap dono hi teacher ban rahe ho.aap dono mere vichar se 800 wale ko chhodkar shesh sabhi jagah se sath sath hi merit mein aaoge,fir aap apne liye best ko select kar sakte ho.
ReplyDeleteThanks
I want to say to all blog users
ReplyDeleteplz kisi ke bare mai galat nahi socho bhagwan kre sabko naukri mile
sab maya sarkar pr pressure bnaao bhartiyo ko jald se jald pura karne ke liye
plz hr candidate mayawati ji ko post/fax kre ye msz
To
cm mayawati ji
uttar pradesh sarkar
subjects:- basic shiksha vibhag ka mulayam singh se milkar bhartiyo ko chunav se pahle pura na karke mayawati ji ko chunav mai hraane ki gahri sajish ka pardafash
(1) mayawati ji aapka basic shiksha vibhag mulayam singh se mila hua hai iske hmare pas saboot hai
(2) aaj ke hightak yug mai online ke badle 100 sal purane trike istemal kr rha hai
(3) mayawati ji aap online counselling ke jariye 15 jan tak kewal ek hi din mai sari bharti prakriya puri kr sakti hai
(4) 15 jan tak bharti puri karne ke bad aapko iska itna fayda milega ki aap ek bar fir purn bahumat ke sath up ki cm bnegi
(5) lekin aapka basic shiksha vibhag nahi chahta ki bhartiya election se pahle ho kyonki aapka basic shiksha vibhag chahta hai ki aapki election mai kraari har ho aur aap up ki cm na ban ske
address
chie minister office
lucknow 226001
up
(note - sabse opper lifafe pr likhna GOPNEEY DOCUMENT, open only by cabinet secratary )
FAX NO. 0522-2235733 / ya 5 rs ka ticket lgakar post kr do
I want to say to all blog users
ReplyDeleteplz kisi ke bare mai galat nahi socho bhagwan kre sabko naukri mile
sab maya sarkar pr pressure bnaao bhartiyo ko jald se jald pura karne ke liye
plz hr candidate mayawati ji ko post/fax kre ye msz
To
cm mayawati ji
uttar pradesh sarkar
subjects:- basic shiksha vibhag ka mulayam singh se milkar bhartiyo ko chunav se pahle pura na karke mayawati ji ko chunav mai hraane ki gahri sajish ka pardafash
(1) mayawati ji aapka basic shiksha vibhag mulayam singh se mila hua hai iske hmare pas saboot hai
(2) aaj ke hightak yug mai online ke badle 100 sal purane trike istemal kr rha hai
(3) mayawati ji aap online counselling ke jariye 15 jan tak kewal ek hi din mai sari bharti prakriya puri kr sakti hai
(4) 15 jan tak bharti puri karne ke bad aapko iska itna fayda milega ki aap ek bar fir purn bahumat ke sath up ki cm bnegi
(5) lekin aapka basic shiksha vibhag nahi chahta ki bhartiya election se pahle ho kyonki aapka basic shiksha vibhag chahta hai ki aapki election mai kraari har ho aur aap up ki cm na ban ske
address
chie minister office
lucknow 226001
up
(note - sabse opper lifafe pr likhna GOPNEEY DOCUMENT, open only by cabinet secratary )
FAX NO. 0522-2235733
ya 5 rs ka ticket lgakar post kr do
krisnaji thank you so much..ap ke muh me ghee aur sakker...
ReplyDeletethanks krishna ji,gen sci female ki merit batane ke leye.kuch idea dijiye mere 112no hai maine 5 jile se abhi tak form dale hai .mujhe aur kitne form dalne chahiye
ReplyDeletePlz isko mazak mai na le plz do every candidate
ReplyDeletebcoz it is the question of our life
plz hr candidate mayawati ji ko post/fax kre ye msz
To
cm mayawati ji
uttar pradesh sarkar
subjects:- basic shiksha vibhag ka mulayam singh se milkar bhartiyo ko chunav se pahle pura na karke mayawati ji ko chunav mai hraane ki gahri sajish ka pardafash
(1) mayawati ji aapka basic shiksha vibhag mulayam singh se mila hua hai iske hmare pas saboot hai
(2) aaj ke hightak yug mai online ke badle 100 sal purane trike istemal kr rha hai
(3) mayawati ji aap online counselling ke jariye 15 jan tak kewal ek hi din mai sari bharti prakriya puri kr sakti hai
(4) 15 jan tak bharti puri karne ke bad aapko iska itna fayda milega ki aap ek bar fir purn bahumat ke sath up ki cm bnegi
(5) lekin aapka basic shiksha vibhag nahi chahta ki bhartiya election se pahle ho kyonki aapka basic shiksha vibhag chahta hai ki aapki election mai kraari har ho aur aap up ki cm na ban ske
address
chie minister office
lucknow 226001
up
(note - sabse opper lifafe pr likhna GOPNEEY DOCUMENT, open only by cabinet secratary )
FAX NO. 0522-2235733
ya 5 rs ka ticket lgakar post kr do
Its good if selection is based on tet merit, but as the result has again been revised by the board today......many candidates managed to get high amount of increase in their marks....which makes merit go really very high and it also adversely affected those studens who got an increase of merely 2 or 3marks. I dont no why there is so much difference in marks increased by board.
ReplyDeletePlz isko mazak mai na le plz do every candidate
ReplyDeletebcoz it is the question of our life
plz hr candidate mayawati ji ko post/fax kre ye msz
To
cm mayawati ji
uttar pradesh sarkar
subjects:- basic shiksha vibhag ka mulayam singh se milkar bhartiyo ko chunav se pahle pura na karke mayawati ji ko chunav mai hraane ki gahri sajish ka pardafash
RESPECTED MAYAWATI JI
(1) mayawati ji aapka basic shiksha vibhag mulayam singh se mila hua hai iske hmare pas saboot hai
(2) aaj ke hightak yug mai online ke badle 100 sal purane trike istemal kr rha hai
(3) mayawati ji aap online counselling ke jariye 15 jan tak kewal ek hi din mai sari bharti prakriya puri kr sakti hai
(4) 15 jan tak bharti puri karne ke bad aapko iska itna fayda milega ki aap ek bar fir purn bahumat ke sath up ki cm bnegi
(5) lekin aapka basic shiksha vibhag nahi chahta ki bhartiya election se pahle ho kyonki aapka basic shiksha vibhag chahta hai ki aapki election mai kraari har ho aur aap up ki cm na ban ske
address
chie minister office
lucknow 226001
up
(note - sabse opper lifafe pr likhna GOPNEEY DOCUMENT, open only by cabinet secratary )
FAX NO. 0522-2235733
ya 5 rs ka ticket lgakar post kr do
Plz isko mazak mai na le plz do every candidate
ReplyDeletebcoz it is the question of our life
plz hr candidate mayawati ji ko post/fax kre ye msz
To
chief minister
mayawati ji
uttar pradesh sarkar
subjects:- basic shiksha vibhag ka mulayam singh se milkar bhartiyo ko chunav se pahle pura na karke mayawati ji ko chunav mai hraane ki gahri sajish ka pardafash
RESPECTED MAYAWATI JI
(1) mayawati ji aapka basic shiksha vibhag mulayam singh se mila hua hai iske hmare pas saboot hai
(2) aaj ke hightak yug mai online ke badle 100 sal purane trike istemal kr rha hai aapka basik shiksha vibhag
(3) mayawati ji aap online counselling ke jariye 15 jan tak, kewal ek hi din mai sari bharti prakriya puri kr sakti hai
(4) 15 jan tak bharti puri karne ke bad aapko chunav mai iska itna fayda milega ki aap ek bar fir purn bahumat ke sath uttar pradesh ki cm banegi
(5) lekin aapka basic shiksha vibhag nahi chahta ki bhartiya election se pahle ho kyonki aapka basic shiksha vibhag chahta hai ki aapki election mai kraari har ho aur aap up ki cm na ban ske
address
chie minister office
lucknow 226001
uttar pradesh
(note - sabse opper lifafe pr likhna GOPNEEY DOCUMENT, open only by cabinet secratary )
FAX NO. 0522-2235733
ya 5 rs ka ticket lgakar post kr do
Plz isko mazak mai na le plz do every candidate
ReplyDeletebcoz it is the question of our life
plz hr candidate mayawati ji ko post/fax kre ye msz
To
cm mayawati ji
uttar pradesh sarkar
subjects:- basic shiksha vibhag ka mulayam singh se milkar bhartiyo ko chunav se pahle pura na karke mayawati ji ko chunav mai hraane ki gahri sajish ka pardafash
RESPECTED MAYAWATI JI
(1) mayawati ji aapka basic shiksha vibhag mulayam singh se mila hua hai iske hmare pas saboot hai
(2) aaj ke hightak yug mai online ke badle 100 sal purane trike istemal kr rha hai
(3) mayawati ji aap online counselling ke jariye 15 jan tak kewal ek hi din mai sari bharti prakriya puri kr sakti hai
(4) 15 jan tak bharti puri karne ke bad aapko iska itna fayda milega ki aap ek bar fir purn bahumat ke sath up ki cm bnegi
(5) lekin aapka basic shiksha vibhag nahi chahta ki bhartiya election se pahle ho kyonki aapka basic shiksha vibhag chahta hai ki aapki election mai kraari har ho aur aap up ki cm naa ban ske
address
chie minister office
lucknow 226001
up
(note - sabse opper lifafe pr likhna GOPNEEY DOCUMENT, open only by cabinet secratary )
FAX NO. 0522-2235733
ya 5 rs ka ticket lgakar post kr do
hi,krishna ji,i m anisha,117marks/obc/science/female.mujhe atleast kitni dist.se apply karna chahiye.suggest the name also.kya new form ke ane ka wait karu ya phir old forms se hi apply kar du.plz tell me ,i m waiting 4 ur reply.
ReplyDeletehi, i m anisha ,anyone plz suggest me ,i have applied in 5 dist. according to old vigyapti.now i want to apply in more dist.kya main purane dd ki zerox attach kar ke apply karu ya naya dd lagau.plz abhi jo b online hai vo meri help kare. krishna ji to reply karte nahi.
ReplyDeleteanisha ji old d.d. Se bilkul apply kr skti hai bs usi jile wala form aur speed post ki reciept honi chaiye apke pas
ReplyDeleteScience general male jinke 105 se oopar hain,
ReplyDeletesci. Gen. Female 101 se oopar hain,
sci. reservation male jinke 97 hain,
sci. Reserv. Female jinke 92 hain,
SABHI KO MERI OR SE SHUBHKAMNAYEN
ye anumanit hain,jahan tak maine survey kiya hai uske according merit lagbhag isi level par ruk sakti hai.bilkul clear authorized data aane par hi ho sakega.
Thanks
jin logo ke marks nahi badhe hai un logo ko sansodhan wale qustions par marks pahle hi mil chuke hain ya phir unhone un optins ke alawa other option ko tik kiya hai jinko court ne sahi mana hai,jinke do marks minimum nahi badhe hai unko pahale ke hi sansodhan par un do question par marks mil chuke hai
ReplyDelete@Krishna,Pankaj. Hope today's headlines of all newspapers clears that You are just misguiding. Lot's of petitions already pending at HC as I have mentioned yesterday. Rest is coming in next week's (Probably tuesday). I am still confident TET weightage is only 10% and rest is Academic marks.
ReplyDeletehiii...frnds..mere marks 122 hain categ general female in arts. maine varanasi,ghazipur,sitapur,aazamgadh,chandauli.. mere kya chances hain in districts me?? or mujhe kahan apply karna chahiye...???? plz tell....
ReplyDeletejitendra ji mere 10th+12th mai 81%+bamai67%aur Bed mai57theori+ 98% pratical mai hai please bataye ki mera kia chanse hai teacher banneka...aur acedemic walo ke lia kia adesh hai jitendra ji plse ye bataye ki deit mai police to nahi hogi....thanks jitu...salma//
ReplyDeleteif someone want any information about uptet can con at 8745942694
ReplyDeletevirendra.pal
ReplyDeletemain OBC-PH categary me hun. kya ab mujhe Rs500= ka d.d. avedan ke sath lagana hoga.
pls tell me.