साइबर ठगों ने बिगाड़ी टीईटी की फर्जी वेबसाइट
साइबर अपराधियों ने टीईटी की वेबसाइट को कॉपी कर एक हूबहू फर्जी वेबसाइट बना ली थी। साइबर ठगों ने बेरोजगारों की कमजोरी को पहचाना और इसका भरपूर फायदा भी उठाया। सूत्रों के मुताबिक साइबर ठगों ने इस फर्जीवाड़े में बोर्ड के ही किसी शातिर दिमाग को भी शामिल किया। यूपीटीईटी2011.कॉम को कॉपी करने के बाद शातिरों ने कॉपी किए गए डाटा के आधार पर अभ्यर्थियों को मनचाहे अंक दिए और पैसा वसूला। बेरोजगार भी बोर्ड के चक्कर लगाने और झंझट में पड़ने से बचने और चयन पक्का करने के पीछे आसानी से ठगों के झांसे में आ गए। यही कारण रहा कि परिषद की वेबसाइट पर फेल बच्चा फर्जी वेबसाइट पर न सिर्फ पास हो गया, बल्कि मनचाहा नंबर भी पा गया। विडंबना यह है कि इस फर्जीवाड़े का खुलासा होने के बाद भी यूपी बोर्ड के अधिकरियों की कुंभकर्णी नींद नहीं टूटी। अभी तक बोर्ड द्वारा एफआइआर नहीं दर्ज कराई गई है। इस बीच अखबारों में खबरें आने और अपने मकसद में कामयाब होने के बाद शातिरों ने फर्जी वेबसाइट में तकनीकी खराबी कर दी। अब यह वेबसाइट नहीं खुल रही है। फिलहाल कुछ भी हो 21 दिसंबर को मामले का खुलासा होने के 48 घंटे बीत जाने के बाद भी अभी तक तहरीर न दिया जाना यूपी बोर्ड की कार्यप्रणाली पर कई सवालिया निशान लगाता है।
News : Jagran (23.12.11)
ab tet me ache no. pane wale kahan gye 1-2 comment isme bhi post kar do ki ye bhi galat khaber hai aur tet me koi gadbadi nai hui hai jinke jada h wo apna to sure samajh rahe isiliye unko dusro ki pareshaniya nai dikh rahi hai ki 110-120 walo k liye dikkat ho sakti hai in sab harqato se hamara to manna hai tet k weightage marks dene chahiye aur academic add karna chahye
ReplyDeletemere tet 116 male obc science hai phle to sure lag raha tha par ab to hame doubt hai ki itni gadbadiyo k beech merit 120 se kam nai hogi.
In.jagran.yahoo.com par lucknow aur allahabad sanskaran pado.poora news hai TET ke baare mein.
ReplyDeletedont worry.sachhe ka bolbala jhuthe ka muh kala to hoga hi.mere 120 no h.aur main saharanpur se,yahan ki merit b 124 jane ka aasar hain.
ReplyDeleteCyber attack kar pure paridam se chedchad kia ja chuka hai,aur u.p.board is par f.i.r.tak nai karta, kahi na kahi ye u.p.board ki neeyat par bhi sak paida karta hai,kyoki ho sakta hai jis private agency ko ye theka diya gaya tha unka hath bhi isme ho sakta hai,aur u.p.board isliye hi dar raha hai ki f.i.r.karne par police janch me ye pol khul sakta hai
ReplyDeleteye baate u.p.tet ke viswasniyata ko puri tarah se khatm karti hai,agar in cheejo ko court ke samne evidences ke sath le jaya jaye to court bhi uptet ki viswsnita par ungli lagate hue ise selection ka base manne se inkar kar degi kyoki u.p.board ko bhi nahi pata hai ki cyber attacker ne kis had tak gadbadiya ki hai aur na hi u.p.board ne kisi anya agency se koi janch karne ki jarurat samajhi,is case me u.p.board ko bhi ban kiya ja sakta hai,kyoki unhone ek private agency ki janch(ho sakta hai jisne khud hi chedchad kiya ho)par mamle ko thande baste me daal diya.
Galti to unki hai jo paisa dene ko taiyar hain...aur ye gadbadi tet ki nahi hai...credit card hack karne se bank ki galti nahi mani jaati...data corruption board ki official website par nahi hua hai...aur agar ab merit 120 bhi jaye to usme board ki galti nahi...court k aadesh se kisi k number kaate nahi gaye hain..badhte hain to badhaye jarur gaye hain
ReplyDelete@Rkt court ka adesh apne hi adesh ki avhelna bhi hai,16 dec.ko jo judgement aaya tha usme judge ne kaha tha ki jin qu.par aapattiya hai unpar sabhi ko number diye jaye,magar kisi ke number kam na kiye jaye, agar kisi ke pass ho jane se anya kisi ka nuksan nahi hota hai to usko pass karna uchit hai, lekin yani ki court ne kaha ki tet mahaj ek qualifying exam hai,par court ye dhyan nahi de raha ki u.p.govt.ne ise competitive exam bana diya hai yani kisi anya ke pass ho jane se anya kaio ka nuksan hoga,aur unka fayada hoga ho galat ans.de kar bhi fail se pass ho gaye
ReplyDeleteMere tet me 119 marks hai. Mere sirf 2 marks badhe hai. Mai obc science se hu. Fir bhe kahana chahuga ke jb tet ka pura ka pura result he ab apne ap me vishvasney nahe rha to bharti ke honesty par kya kaha ja sakata hai. Mere acadmic marks bahut ache nahe hai fir bhe mai yhe chahuga ke bharti jis bhe adhaar par ho wo pure tarah se vishvasneey ho jise mehanat karne walo ko accha parinaam mil sake.
ReplyDeletegd mornig everybody, uptet recruitment ki advertisment me shuru se hi tet marks k base per bharti karne ki baat kahi gayi h,exam me appear hone se pahle hi sabhi candidates is baat ko jante the. ab ve log jinke tet me kam no. aaye hain ve shor macha rahe hain ki recruitment academic record basis par ho, agar academic record me ve adhik no. la paaye to tet ke itne aasan paper main{in compare to ctet} unhe kya ho gaya tha?ye sab academic mafia type logo ka shor h jo tigdam se academic me adhik no. to le aate hain magar QULITATIVLY good for nothing hote hain. I FEEL DAT TET KO PASS KARNE WALE SABHI LOGO NO MATTER UNHONE SALO PAHLE PADHAI CHODI YA ABHI ,KA EQUILENT LEVEL PER TEST HUA H .JAHAN TAK TET KI AUTHENTICITY KA SAWAL H TO YE INDIA H YADI TET2011 VISHVASHNIY NAHI H TO BABA ADAM KE JAMANE K ACADEMIC RECORDS KI BHI KYA BISAT H. I DONT WANT TO HERT ANYBODY SO PLZ TAKE IT IN A HEALTHY WAY.
ReplyDeleteJo log tet me kam no. Paye hai unko hi buri lagti hai TET KI MERIT.
ReplyDeleteI agree with u
ReplyDeleteArey ae kauve(anonymous) sasure tumko kuchh jaada hi experience hai noormanjil ka.kitne din rahe ho noormanjil mein?noormanjil me rahe ho fir bhi rahe kauve ke kauve hi kanv kanv karne ki adat nahi gayi.puneet se jaada jarurat tumko hai noormajil ki.dobara se jao or admi bankar aao aar vastav me admi ho to.agar paidaishi kauve ho to mat jao kyuki kauve to um ab bhi ho.to jor se karo kanv kannv kanv kanv
ReplyDeletemerit on the base of tet now.chinta na karo tet walo.26 december ko poori information net par dal di jayegi.tab tak aap tet wale log shant raho aur in kauvo ko kanv kanv karne do
Agar chayan ka adhar lena hai to B.ed%+ Tet% ko lena chahiye .
ReplyDeletekyoki B.ed entrance up level ka hota hai aur do paper dene hote hai isme negative marking bhi hoti hai. Isko pass karne ke Bad B.ed me selection hota hai.
B.ed ka entrance Tet se kahi jyada mayne rakhta hai.
Mai sabko yahi rai doonga ki court me jane se naukari kisi ko nahi milegi. tet me adhik no. panewale aur acadmic me adhic no. panewale hamesha ladte rah jayenge.
isliye jisme sabka bhala ho wahi kam karo. isme dono paksh ko labh hoga.
thanks.
Cayan ka aadhar kuch bhi nhi hone wala sab raj nit ho rhi h mayawti ki chal ko samjho wo koi bharti nhi krne wali h bs dobara cm bn ske eska jal bicha rhi h.
ReplyDeleteAj hindustan paper me nikla h ki bharitiya ruk gai h. Chayn prakiya chalti rhegi pr antim parinam nhi aayega. Now frnds bharti gai thande baste me...
ReplyDelete