सरकारी नौकरी शिक्षक भर्ती/नियुक्ति परिणाम / टीईटी Sarkari Naukri Recruitment/Appointment Result. Latest/Updated News - UPTET, CTET, BETET, RTET, APTET, TET (Teacher Eligibility Test) Merit/Counselling for Primary Teacher(PRT) of various state government including UP, Bihar
Sunday, December 25, 2011
UPTET : New TET result makes everyone happy
23 comments:
Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।
satish kumar singh 07044523 a genral art ...... date of birth 1977.......
ReplyDeletemaine inka roll no anjane mein dekha ..
inka dard ham sbse jyada hoga kai over age hone ke kagar par log honge .
ye ncte ya aur sab class 1 se 5 tak abcd padane ke liye teacher dhoond rahe hain kya in jaise padane ke layak nahi hai jinke tet mein kam number hain.
inme se kuch ese honge jo bhale aur sajjan honge har naukari ke liye comptition hai ye mastari ki naukari log karna nahi pasand karte they aaj sab mar rahe hai yeh hai india sardard .
sarkar (up/india) ko rojgar ke awsar dene ke raste kholne chahiye ye kam nuber wale ya jyada number wale indian hai aur bharat desh mein saman adikar rakhte hai .in jaise logon ke pet par laat mar kar
kushi se naukari karne mein sarm aati hai .
bht badiya hua yee..
ReplyDeleteab koi mujhe ye bataye ki kisi ko pata hai ki general art ki merit kaha par rukege..
pls agr sure ho to coment karna other wisw mat karna..
thanking you...
bht badiya hua yee..
ReplyDeleteab koi mujhe ye bataye ki kisi ko pata hai ki general art ki merit kaha par rukege..
pls agr sure ho to coment karna other wisw mat karna..
thanking you...
friend vikas sharma
ReplyDeleteabhi gess karna hi sambhav hai kal kya hoga koi nahi janta.
agar 90 se upar pass candidae 60000 hain tab ...
girls == 20000
other extra ( btc appering + b.ped + only graduation + other ) == 10000
boys == 30000
boys science* == 13000
boys art* == 17000
73200 ke liye ...
boys === 36100
boys art 18500 seats
boys art avalaible == 17000
error may 1000 ::::::::::::
is tarah merit 90 se 95 jane ki ummeed hai .
thaanx dear but ye data kitna sahi hai, apko kya lagta hai, maire 107 marks hai art gen ke. tell me
ReplyDeleteMushkan ji me f, sci, obc i got .115 .selection hoga ya nahi
ReplyDeleteSir i m jiya ..me obc,sci nd i got 115 marks in first paper. I select five dist. Allahabad,kaushambi, mirzapur,sitapur,kushinagar..kya election ka effect joining process par hoga. Reply.
ReplyDeleteAb bharti hona muskil hain, BSP again se ki mughe chunav main jitao main in bharti ko pura karoonge aur chunav jetne ke bad fir agle chunav tak wait karayege yeh khel chalta rahega. Isliye no vote for BSP, Kisi bhi party ko vote kar dena wo aisa ganda khel nahi khelege bharti karege may be prakriya alg ho sakti hai. Kisi bhi aur Party ne bhartiyon aur BEd. berojgaron ke sath aisa ghatiya khel nahi khela hoga.
ReplyDeletebharti ab election commission ke dayre mai aagaye hai.niyam to ye hai ki vigyaapan nikal chuke ho to process rukti nahi hai lekin final result ko declare nahi kiya ja sakta hai. agar vishes condition ho to ayog se anumati li ja sakti hai lekin abhi ncte ne anumati nahi di hai.agar anumati 31 jan tak ki mili to ayog se ncte ki deadline dekar anumati li ja sakti hai per agar ncte 30 june tek ka time deti hai to ayog anumati nahi dega vo kahega chunaav k baad bharti compete ki ja sakti hai.
ReplyDeletesarkaar chahe jo aye bharti 30 june tak har haal mai karni padegi kyonki form already pade hain aur ncte ki deadline 30 june se jyada nahi hogi. agar govrnmnt badalti hai to nischit taur per vo process change kar degi. chayan ka adhar aur kuchh rakha jayega. agar yahi govnmnt aye to sayad chayan ka adhar na badla jaye.....
Brijesh ji aap sahi kah rahe ho lakin jab tak koi coforem nahi hata hai plse be positive "ENJOI EVERY MOVEMENT"..
ReplyDeleteDear Rahul, Cngrts for gud cmnt... I hope other will take lession and also not create cnfusn to others.
ReplyDeleteHi EDITORJI and other Gentle Person, I hv Query...... Suppose Next Election m govnt change hoti h, to kya New Govrnt ko UPPER PRIMARY K TET CERTIFICATE KO CANCEL krne k writs h?? Ya Kya wo Selection Procedure m kuch is tarah k Changes kr sakta h ki usme JUNIOR TET Certificate ka Role hi na ho???
Other thing, Wo candidate jinki Primary m counsling hokar Selection ho chuka h, Kya wo Primary Chodkr JUNIOR M Apply krne k liye ELIGIBLE Hoge?? Agr Haa, to Is Tarah se Primary k approx.25000 seats VACANT ho jayegi! To kya phr se In seats pr waiting candidate ki counsling hogi? Ya un Vacant Seats k liye phr se NYA ADV.niklega??
Plz CLEAR THIS QUERY?
Thanks to ALL.....
WELL SAID BRIJESH JI.....LETS SEE WHAT WILL HAPPEN?
ReplyDeletehi,i have a qus k agar 1st councling m [may be]135-125 no waly cndidte ko bulaya jata h.agr kisi k 135-125 k bich m mrks h aur wo ak district ki 1st councling m nhi ja pata h to kya usy usi district m 2nd councling m chance milyga ya nhi?ya 2nd councling 124 s strat hogi?plzzzzzzz ans me.
ReplyDeletemain 1976 ka hun bhai. i am also waiting for my first job, doston
ReplyDelete[b]Muskan ji/TET Candidates,
ReplyDeleteKoi bataye ga ki ank badane ka adhar kya hai, kisiko 1,kisiko 2...aur kisiko 5, agra question galat hain to sabhi ke samman ank bardne chahiye nahi to TET ki merit per bahut bura asar pade ga
kya kisine iske khilaf court main yachika dayar ki hai. please share with US.
[b]
barjesh ji,i m with u but ek bat hai yadi govt. badlati hai. tab bhi process yehi rahegi kyonki court ne sirf vigyapti cancel ki thi.niymawali nahi. aur ab selection vigyapti ke according hi hoga. kyon ki mamla court ki knowledga me aa chuka hai. aur ye process 12th change niyamawali per hi hogi......
ReplyDeletemuskan ji first i want to wish you and all the prt candidate a very very happy and prosperous new year to all of you muskan ji thanks for what have you done for all of us you done a fantastic job for all the tet passed candidate so god bless you and i want to make a wish for new year that god make all of us happy and new morning gives us some god news about uptet
ReplyDeleteyeh puri prakriya nirast honi chahiye kyonki isme bharastachar koot koot kar bhara hua hai
ReplyDeletei am gen art male and my tet no. is 114. kya mera select hone ka koi chance hai. muskan ji pla tell me.
ReplyDeletekya tet ki bharti 31st jan tak poori ho panyegi.
ReplyDeletehi kya 31 st jan tk bharti poori ho panyegi anyone tell me.
ReplyDeletedosto mere to ek no. bhi ni bade..aplogo ka no increse hua kya ..ye log to kah rahe the ki 1 se 6 no. ka fayeda hua hai sabhi can... ko..
ReplyDeleteUPTET MERIT CUT OFF BY PIYASAJAN
ReplyDeleteGENERAL BOYS ART 112-116
GENERAL BOYS SCIENCE 108-112
GENERAL GIRLS ART 107-111
GENERAL GIRLS SCIENCE 102-106
OBC BOYS ART 109-113
OBC BOYS SCIENCE 105-109
OBC GIRLS ART 102-106
OBC GIRLS SCIENCE 96-100
SC BOYS ART 105-109
SC BOYS SCIENCE 98-102
SC GIRLS ART 95-99
SC GIRLS SCIENCE 86-90
piyasajan@india.com
amitkumaragrahari@india.com