सरकारी नौकरी शिक्षक भर्ती/नियुक्ति परिणाम / टीईटी Sarkari Naukri Recruitment/Appointment Result. Latest/Updated News - UPTET, CTET, BETET, RTET, APTET, TET (Teacher Eligibility Test) Merit/Counselling for Primary Teacher(PRT) of various state government including UP, Bihar
Wednesday, December 21, 2011
UPTET Primary Teacher (PRT) Basic Education Dept. Updated News
37 comments:
Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।
yeh kon si nayi news hai paperwaale kya mazaak kar rahe hai? kal jo news thi 9 jan. ki uska kya?
ReplyDeleteSampadak Mahodya plz. hamari samsya ka samadhan kar dijiye.
ReplyDeletemai uptet ke liye 5 jilon se aavedan kar chuka hun Lakin mai "Bank Draft" aur "aavedan-patra" ki photo copy karwana bhool gaya tha.
ab jabki sabhi jilon me aavedan kar sakte hain lakin mere paas bank draft aur aavedan patra ki photo copy nahi hai to mai kya karun kya naya bank draft banvaun.lakin samasya yeh hai ki aavedan me kaha gaya hai ki mool janpad ka bank draft aur aavedan patra sabhi me lagega.mera mool janpad to unhin 5 jilon me sitapur hai jiska bank draft aur aavedan patra mere paas nahi hai.
plz... meri help kijiye.
mai kya karun?
Ashutosh
9307229215
muskan ji aawedan ki photocopy ka kya matlab hain maine to kisi formke sath photocopy nahi lagayi hain
ReplyDeleteMai un sabhi kanjoos candidates ko, jinone form aur darft ki photo copy na karakar 2 rupaye ki bachat ki hai, batana chahta hu ki unke paas naye draft banane ke siwaye koi doosra chara nahi hai. Wo log ek naya draft banwaye ek complete form bhare aur dono ki photo copy karye aur usko bhejne ke paschat speed post reciept ki bi photo copy karaye aur phir 3 copies ko baki sabhi forms ke sath attch kare.
ReplyDeleteTo is tarah hame ye siksha milti hai ki kanjooshi kabhi kabhi bahoot bhari par jati hai
So be aware and be carefull.
sanjay g ye batayen ki main 5 zilon me pahle hi form bhej chuki hoon ab unme se hi kisi ek ko mool janpad mana ja sakta hai ya mool janpad ka matlab grah janpad se hai?
ReplyDeleteare bhai sawaal yeh hai ki kya jahan bhej chuke hai kya dobara bhejna chahiye is nayi prakriya ke hisaab se.
ReplyDelete@ashutosh ap mul janpad kisi b janpad ko man skte .mul janpad se tatparya us janpad se hai jiska draft accept kia jayega.so kisi naye jile ka draft banwaye aur uska photo state aur form aur s.p ke rasid ka photo state kara kr sabi jilo ke avedan ke sath sanlagn kare jinme pahle avedit jillo me b dobara in document ke sath avedan kare.tabi anya draft wapas milenge
ReplyDeleteJaha form ja chuka hai waha bejane ki jaroorat nahi hai wo form manya hai, aur doosri baat ye hai ki mool janpad ka matlab grah janpd se nahi hai ,kisi bi ek janpad jaha par aapka form pahuch chuka hai ke darft ki photo copy baki form ke saath attach kar sakte hai
ReplyDeletemuskan ji ya koi frnd mujhe bata sakta hai ki kitna student ke 100 se above marks hai, up tet mai.
ReplyDeletepls koi rpl jarur karna.....
pls koi rpl jarur karna.....
pls koi rpl jarur karna.....
pls koi rpl jarur karna.....
pls koi rpl jarur karna.....
thanx sanjay gi,iska matlab main un 5 zilon k drafts me se hi kisi ek draft ki photo copy use kar sakti hoon,agar avedan patra ki photo copy na ho to?
ReplyDeleteAapki jagah mai hota to ek naya form bilkul usi tarah fill karta jaise maine pahle kiya tha aur phir uski photo copy karakar aur forms ke saath attach karta lekin ye salah mai aapko nahi de sakta kyoki ye tarika galat hai aur risk lena thik naho so again I say be carefull.
ReplyDeletenow everything is clear sanjay gi.i will do that,bcoz i hav no option now than i have to do this.and i dont think ki 90% candidates ne form ki photocopy rakhi hoongi,ab ye kah rahe hain ki form ki copy lagao.
ReplyDeleteक्या कोई सज्जन पुरुष/स्त्री ये बताने का कष्ट कर सकता है कि शिक्षक भर्ती की प्रक्रिया क्या है ?
ReplyDeleteक्योकि नयी विज्ञप्ति मे दिया है कि चयन प्रक्रिया के बारे मे शिक्षा निदेशक के पत्र संख्या डी.ई./2073-2222/2011-12 दिनांक 19/12/2011 देखे ।
alok bhai kya mujhe dubara un 5 jilon me aavedan karna padega jahan bhej chuka hun.yeh sarkar sab clear kyon nahi karti.ab aavedan aur draft ki photocopy na karana museebat ban gai hai.
ReplyDeletecan someone tell where is updated advertisement on upbasiceducationboard.in
ReplyDeletemani3029@gmail.com
where is the revised advertisement on upbasiceducationboard.in
ReplyDeleteKya reserved category ka draft bhi 500 ka hi lag raha hai kya?
ReplyDeleteMain speed post ki photo copy lagana bhool gya kya phir se avedan krna hoga?
ReplyDeletePlz tell me
ha fir se karna hoga rule to yahi kehta hai
ReplyDeletepls tell me 500/- ka draft sabhi category ke liye banna hai kya?
ReplyDeletenahi SP general k liye 500 and reserved k liye 200 ka draft hai
ReplyDeleteTu mat poochh ki mere sabra ki intiha kaha tak hai
ReplyDeletetu sitam kar le teri hasti jahan tak hai
ve aur honge jo dar gaye honge teri hasti se
ham to sahenge har war tera masti se
mahfil mein bulaya hai to kuchh sunakar hi jayenge
apni daastan se sabko rulakar hi jayenge
ek khwab tha hamara ki ek naukri milegi
kisi amir baap ki ek chhokri milegi
roya hu kismat par bahut ki kuchh bhi nahi hua
huyi na koi kargar mujh par koi dua
ab dua mile ya dava kya farak padta hai
kachde ke dibbe mein pada 'alok' sadta hai
mana 5 jagah ka alawa 2 jagah vigyapti ka pahla with dd avadan kar diya tha . plz tell me kya mara ko dobara form dalna ki jarorat ha.kyo ki lucknow ka ek paper ma likha ha ki jo log 5 avadan ka bad form dala ha aur dd ki copy nahi lagayi ha,unko dobara form dalna ha.
ReplyDeleteplz reply...............
mana 5 jagah ka alawa 2 jagah vigyapti ka pahla with dd avadan kar diya tha . plz tell me kya mara ko dobara form dalna ki jarorat ha.kyo ki lucknow ka ek paper ma likha ha ki jo log 5 avadan ka bad form dala ha aur dd ki copy nahi lagayi ha,unko dobara form dalna ha.
ReplyDeleteplz reply...............
mane new vigyapte ANE SE PHELE HE 16 NEW JANPAD ME AVADAN KAR DEYA THA.UN ME MANE NEW FORM BHAR KAR UN 5 JILO ME SE EK KE DRAFT KE PHOTO COPY LAGA DE AND BAKE SAB DOCUMENT BHI MAGAR MUL JANPAD K DRAFT KE SATH AVEDAN PATRA KE COPY AND SPEED POST KE COPY NAHI LAGAE SO PLEASE GUIDE ME KIYA DUBARA AVEDAN KARU YA VAHE CHAL JAEGA... PLEASE GUIDE ME---dr sudhir tomar
ReplyDeletedr. tomar after reading this news u asked that question ... "PLEASE GUIDE ME KIYA DUBARA AVEDAN KARU YA VAHE CHAL JAEGA... PLEASE GUIDE ME---" wht is it. simply this news clear that u have to applied new forms according to new advt.
ReplyDeleteHello Frnd,
ReplyDeleteI was reading many of your's blogs and felt that some of you are not reading the news seriously, that why so many questions were arising. The main contents of revised advertisement which are applicable to candidate are as follows:-
(a) A candidate has to attached photocopies of original DD, Application form in which DD number whose photocopy u r attaching and photocopy of Speed poet/registered post postal receipt given by post office by which u have dispatch ur original DD and application form which u r attaching. For e.g If u have dispatch ur application to DIET ALIGARH than photo copies of DD, Application form which u have sent to DIET Aligarh and postal receipt by which u have sent ur Full Application to Aligarh. ALL THREE PHOTOCOPIES is to be self attested and IS MUST with application else ur form will be rejected if any of them is missing.
(b) As per new advertisement a cA self deceleration typed certificate stating that" I have send my Original DD No......... of dated....... for rupees 500/- issued by BANK Name.............. Branch Name............ in favour of.................. and payable at ................... , with application, to Principal DIET.......... vide speed post No........... dated ...........
(Name of candidate)
That declaration has to be types separately either in Hindi or English and also to be attached after candidate signature with application along with other necessary documents.
The above procedure is to be followed in all application.
(c) The last date of form to be reached at concerned DIET is 09 Jan 2012.
(d) The new Application format was not given is revised advertisement and also it was not told that applicant should use old form. So wait only for few days and take necessary action when board put the letter No. DE/2073-2011/2011-2012 dated 19 Dec 2011. It may be possible that in this letter new application format may be given. In this letter the DETAILS CONCEPT OF SELECTION is given. All you can go through in letter and hope that BOARD will be the letter on board website www.upbasiceducation.in.
(e) Where the candidate have already submitted the for without 3 photocopies there are chances that concerned may reject their form. So take necessary decision to whether to apply the form again or not.
(f) UP Gov. has taken up with central Government on 19 Dec 2011 to extend the time to Six month but Government is doing all effort to finesh the recruitment by 31 Jan 2011. Hope it will complete.
(g) As recruitment process already started, there are very minimum chances to cancel to recruitment HOPE CENTRAL GOVERNMENT EXTEND THE TIME.
(h) As far as best to my knowledge and sources nobody can advise you that where your number can come as one candidate is applying in more than one place but he will get selection at one place so MERIT WILL BE Fluctuate . But Candidate with 83-95 should apply where there are more vacancies at least above 700.
(i) The new advertisement was published in HINDUSTAN Hindi Paper (LUCKNOW EDITION) but it may be in other newspapers also. However it can be seen by clicking at the following link. To see you should have acrobat reader VER. 9 and above.
http://epaper.livehindustan.com/PUBLICATIONS/HT/HL/2011/12/20/PagePrint/20_12_2011_013.pdf
Wish you all the best
Thx
mana 5 jagah ka alawa 2 jagah vigyapti ka pahla with dd avadan kar diya tha . plz tell me kya mara ko dobara form dalna ki jarorat ha.kyo ki lucknow ka ek paper ma likha ha ki jo log 5 avadan ka bad form dala ha aur dd ki copy nahi lagayi ha,unko dobara form dalna ha.
ReplyDeleteplz reply...............
Mai kai jagah se pahale he avedan kar chuke hu par mool avedan aur speed post ke photocopy nahe lagai kya mujhe fir se avedan karna chahiye.
ReplyDeletekuch log kah rahe hai ke yd neukti he cancil ho jayege. Kya ye sach hai? Muskan je kya ap mujhe bta sakate hai?
ReplyDeleteKOI BATAYE KI MAINE 4 DISTRICT MAI 4 DRAFT BHEJE THE. MAI AUR DIST MAI NAHI CHAHTA. TO AGAR MAI AB KUCH NA BHEHJU TO KAAM CHAL JAYEGA. aNSHUL jAIN. MERE 111 MARKS HAI.
ReplyDeletetum sb k sb a for apple aur b for boy padane layak b nahi ho.
ReplyDeleteteacher banane ja re ho aur anapad gawaro jesi bate karte ho.......
kya padaoge tum log bachho ko , bhavishya barbad karne utroge un logo ka......
tum sb koi teacher banane k layak hi nahi ho isiliye gov tumhe banana b nahi chahati.
bas jhelo isi tarah,daudo 'bhago mar jaoge ek din yahi karte karte.
pehli baat ncte ne ye kaha tha ki notification date 11/6/2011. se pehle agar koi state govet vigyapti nikal chuki hai or niyukti prakriya chal rahi hai to wo 31/12/2011 ke wad bhi b.ed walon ko primary teacher appoint kar sakti hai. See (Teacher appointed after the date of this notification in certain cases :- Where an appropriate Government or local authority or a school has issued an advertisement to initiate the process of appointment of teachers prior to the date of this Notification)
ReplyDeleteDOOSRI BAAT-
ReplyDeleteChoonki up mai prakiya notification ke baad suroo hui isliye up govt 31/ 12/2011 se pehle niyuktiyan karna chahti thi. par ye ho na saka. ab khas baat ye hai ki bina ncte ke aadesh ke fir ham logon se form ya 500 rupaye liye ja rahe hain ye samjh main nahin aata. agar ncte ne permission na di to kya govt. sabke pese bapas karege ya berojgaron ke pese par log mauj karenge. govt ko pehle permission leni chahiye thi tab hamse pesa.
merit kya tet ke adhar per banegi ya graduation +b.ed and tet ke marks jod ker banegi kya isese related suchana hai
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteSub-sst (6-8) ki bhatti aaegi ki nahi ye to san ram bhorese hai.
ReplyDeleteLagta hai ki bed.aab banega ............................ .....................b..........e....kar ki.........:(?)