/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Friday, March 23, 2012

UPTET : Selection should be through TET Merit

टीईटी मेरिट के आधार पर ही हो अब नियुक्ति
(UPTET : Selection should be through TET Merit)


However Many Vishist BTC Candidates, who gets low marks in TET Examination demanded Merit through Acadmic Based. (A support to Sampoornanand University, Nakal Mafia in UP)

Also it is NOT easy to change selection base, As it was already decided before conducting TET exam.
Acadmic Merit (changing selection base in Middle) will be a cheating for Lakhs of candidates in UP. And it is NOT easier to recruit candidates, If TET merit holder moves in court then decision will take a long time and RTE implementation severely suffered.

See News: -
इलाहाबाद। उत्तर प्रदेश टीईटी उत्तीर्ण एकता संघर्ष मोर्चा की एक बैठक में सरकार से टीईटी मेरिट के आधार पर प्राथमिक विद्यालयों में नियुक्ति की मांग की गई। संघर्ष मोर्चा के अध्यक्ष विवेकानंद ने कहा कि शासन ने विज्ञापन के दौरान टीईटी मेरिट के आधार पर ही चयन की बात कही थी, इसे पूरा करना चाहिए।
बैठक में सुरेश मणि त्रिपाठी, आरसी त्रिपाठी,अभिषेक सिंह सहित बड़ी संख्या में टीईटी अभ्यर्थी शामिल रहे। भारतीय छात्रसंघ की ओर से प्रदेश के मुख्यमंत्री का पुतला फूंककर लखनऊ में टीईटी अभ्यर्थियों पर किए गए लाठी चार्ज की निंदा की। पुतला फूंकने वालों में सौर्य प्रताप सिंह, पवन चौरसिया, प्रदीप सिंह सहित बड़ी संख्या में छात्र शामिल रहे।

What Vivekanad ji told on this BLOG -
kuch log mere bare me logo ko bhadka rahe h pr aap un logo pr visvas na kre vo log sangthan ko kamjor krna chahte h logo kahna h ki 20 ko vidhan sabha tk rally nikal kr galt kiya pr mughe nahi lagta ki maine kuch galat kiya ye sach h ki hmane kuch lathiya khai pr uska parinam bhi to mitha nuikla
-------------------
And BLOG visitors comments in his favour and of TET Merit.
Blog visitors think that he had done a great job, chooses right time with non-violance movement.
And Media takes recognition / high attention of his movement in Lucknow.


****************
मुख्यमंत्री को 28 को ज्ञापन - टीईटी की मेरिट को आधार बनाने का विरोध किया

इलाहाबाद। उत्तर प्रदेश विशिष्ट बीटीसी संघर्ष मोर्चा ने प्रदेश में प्राथमिक शिक्षकों की भर्ती में टीईटी की मेरिट को आधार बनाने का विरोध किया है।


अपनी मांग को लेकर मोर्चा 28 मार्च को लखनऊ में मुख्यमंत्री को ज्ञापन सौंपकर एकेडमिक रिकार्ड के आधार पर नियुक्ति की मांग करेगा। बैठक में अजय त्रिपाठी, हरितोष मिश्र, अजय यादव सहित बड़ी संख्या में लोग शामिल रहे।

News : Amar Ujala (23.3.12)

50 comments:

  1. ye kya ho raha hai ab TET merit ka virodh karna wale kaha se paida ho gaye...

    ReplyDelete
  2. muskan ji ye bataiye ki uptet ka certificate 5 years ke liye valid hai to in 5 yrs me jitni prt bharti hongi unke liye hm log elligibile honge ya ye vacancy he b.ed walo ke liye aakhiri mauka hai pls reply

    ReplyDelete
  3. sahi kaha tet merit se he selection ho

    ReplyDelete
  4. Avinash jee,
    I felt
    TET Certificate is valid for 5 years, it means you can use to apply upto 5 years.

    However If State Govt. gets relaxation from NCTE then you can use it for state govt. jobs as B.Ed degree holders are eligible upto 1st Jan 2012.

    Both statement contradictory, but Notification overrides (as per definition of law)
    -------------
    For eg. Govt. issues various licenses along with terms & conditions.

    But still I felt amendment/relaxation may comes as most of recruitments in various states has not yet started.

    ReplyDelete
  5. aapas me hi larte rahna ......
    aap log budhjivi hai pahle tet bachao baad me....

    ReplyDelete
  6. thanks muskan ji
    means ye ncte ke relaxation par depend karta hai

    ReplyDelete
  7. MUSKAN JI, ctet quilified ke liye vacancy kab tak aaegi & uska selection procedure kya hoga?

    ReplyDelete
  8. Vivekanand ji agli ran niti spast kare.hamare pas samay nahi kyonki filhal me process start nahi hua to fir NCTE se samay badhane me problem hogi.suchna har tet pass candidate tak pahuchni chahiye.

    ReplyDelete
  9. CTET is exam body, not concerned for Jobs.
    As in UP, UP Board conducts exam for UPTET
    ---------
    You should read various advt.,
    can visit my another blog - htt://sarkari-damad.blogspot.com
    (Click on Label for PGT, TGT etc.)
    Sarkari Naukri = Sarkari Damad

    ReplyDelete
  10. MUSKAN JI, i should know the selection procedure in KVS, NAVODAY for class 6 to 8 plz reply

    ReplyDelete
  11. @Avinash ji,
    I felt,
    Aisa isliye hai kyonkee, RTE ke liye , 65% Paisa Central Govt. degee aur NCTE, RTE ke mankon ko nrdharit karegee.
    35% Paisa State Govt. kharch kargee.
    -----------
    In India, hierachy is :-
    Lok Sabha + Rajya Sabha (Law, Govt, ) -> Central Govt. / Dept. under Central Govt.-> State Govt.

    Fedral Structure / Sangihye Dhancha

    ReplyDelete
  12. kuch logon ko shayad ye nahi maloomki btc2004 wale TET & mayawati inki wajah se abhi tak posting nahi pa sake. jab posting ka time aya to TET dene pada ,jab tet pass ho gaye to ab march me posting na kerne ka bahana bata rahe hain bsa . Btc & Bed sabki same situation hai ferk itna hai k Unity ki kami hai .. sala sab sirf doosre ke tawe p apni ROTI sekte hain.Bed walon ki sankhya adhik hai sirf 10% hi a gaye to kafi lagta hai..Bus meri ek hi DUA hai ki sabka bhala ho q k koi kis condition me hai yeh sirf usko hi pata hai.........

    ReplyDelete
  13. @Umesh brh
    friend mere do friend btc 2004 ke 20 march ko lucknow dharne me the aur ek ko lathi bhi padi,apko kisi ki baton par dhyan nahi dena chahiye,yahan har log apne swarth me hi pade hai,kai aise hai jo jante hai ki agar tet se merit nahi bani to unko unka home district nahi milega isliye wo aap ko galiya bhi denge,but dont worry...govt. inke kahne se koi decision nahi legi....wo sabko dekhte huye decision legi...

    ReplyDelete
  14. Umesh ji koi baat nahi 112 obc me aapka chayan sure hai.mai76.9%acd. 108%tet hoon.tet aandolan se jyada se jyada logo ko jode.paper easy hone ke babjud bahut se btc candidate tet pass nahi kar sake.atah btc. me sabhi log aap jaise mahanti nahi.save tet get job.

    ReplyDelete
  15. @. Aap acd.merit chillate rahte ho,old news dete ho.kya tumhe ye nahi pata agar vigyapan nirast hota hai to logo ne itni mehnat se forms post kiye hai paisa kharch kiya hai.sath hi process change hond par log court jayenge. Dubara forms dale gaye to fir 3 mahine bad process suru hoga.acd.valo ke liye to next 80000vacanc. Me chance hai.ham agar is jhagde me uljhe rahe to na tet na acd. Kisi ko kuchh nahi milega.

    ReplyDelete
  16. BRH bsa office me bataya ja raha hai k BTC2004 ki niyukti ka adhar to Tet pass kerna rahega but pehle ki tarah home distt me denge posting... kiya kisi ko is bare me jankari hai.....

    ReplyDelete
  17. @vs
    jis news ko aap old news kah rahe hai wo 21 march 2012 rashtriya sahara lucknow edition ki hai,jakar library me padh lena,maine kabhi ye nahi kaha ki tet merit nahi banni chahiye ya kewal academic merit banni chahiye.,maine hamesa unlogon ko virodh kiya jo sirf apne swarth ke liye logon ko galat information dete hai,ek baat aur mai aap jaise so called talented tet rankers ki reality achchi tarah janta hu...jo apni baton se logon ko gumrah karke apna ullu sidha karna chahte hai

    ReplyDelete
  18. @ VIVEKANAND ji hum Pachim UP wale sab aapke saath hai..aap ka har faisla sar aankho par...hume laathi kahne ka b koi gam nahi..aur agar is aandolan me jaan bhi deni padi to bhi peche nahi hatenge..bas aap is aandolan ko kam na padne de..iski kamaan aese hi sambhale rahe..hum aapko vishwas dilate hai hum aapke kadam se kadam mila kar saath khade hai..aap ko jab b jarurat lage pukar lena sab hazir ho jayege..raha sawl logo ka to " JAB HAATHI NIKALTA HAI TO KUTEE BHAUKTE HI HAI, AB HAATHI HAR KUTTE KO MARNE KE LIYE USKE PECHE TO NAHI DAUDEGA"...Ye sab nirash aur laachar log hai jo dusron ko behkane ka kaam karte hai..lekin ye nahi jante inke jaise naali ke khide naali me paida ho kar naali me hi mar jate hai..
    anth me itna kehn chaunga bas aap badte raho aur hum aapke saath hai..PASCHIM UP ki gurantee meri hai..

    ReplyDelete
  19. @ VIVEKANAND ji hum Pachim UP wale sab aapke saath hai..aap ka har faisla sar aankho par...hume laathi kahne ka b koi gam nahi..aur agar is aandolan me jaan bhi deni padi to bhi peche nahi hatenge..bas aap is aandolan ko kam na padne de..iski kamaan aese hi sambhale rahe..hum aapko vishwas dilate hai hum aapke kadam se kadam mila kar saath khade hai..aap ko jab b jarurat lage pukar lena sab hazir ho jayege..raha sawl logo ka to " JAB HAATHI NIKALTA HAI TO KUTEE BHAUKTE HI HAI, AB HAATHI HAR KUTTE KO MARNE KE LIYE USKE PECHE TO NAHI DAUDEGA"...Ye sab nirash aur laachar log hai jo dusron ko behkane ka kaam karte hai..lekin ye nahi jante inke jaise naali ke khide naali me paida ho kar naali me hi mar jate hai..
    anth me itna kehn chaunga bas aap badte raho aur hum aapke saath hai..PASCHIM UP ki gurantee meri hai..

    ReplyDelete
  20. sabhi tet pass walo ko TET KI KASAM agar is comment ko padne ke baad kisi ne tet merit kaha tak,kiski kitne discuss ki to uske saath......yaad rakhna ye kasam pehle tet ko bachana hai, uske baad bharti prakriya shuru karani hai tab uske baad discuss karenge ye sab plz..mera haath jod kar nivedan hai sabhi se..

    ReplyDelete
  21. @ VIVEKANAND ji hum Pachim UP wale sab aapke saath hai..aap ka har faisla sar aankho par...hume laathi kahne ka b koi gam nahi..aur agar is aandolan me jaan bhi deni padi to bhi peche nahi hatenge..bas aap is aandolan ko kam na padne de..iski kamaan aese hi sambhale rahe..hum aapko vishwas dilate hai hum aapke kadam se kadam mila kar saath khade hai..aap ko jab b jarurat lage pukar lena sab hazir ho jayege..raha sawl logo ka to " JAB HAATHI NIKALTA HAI TO KUTEE BHAUKTE HI HAI, AB HAATHI HAR KUTTE KO MARNE KE LIYE USKE PECHE TO NAHI DAUDEGA"...Ye sab nirash aur laachar log hai jo dusron ko behkane ka kaam karte hai..lekin ye nahi jante inke jaise naali ke khide naali me paida ho kar naali me hi mar jate hai..
    anth me itna kehn chaunga bas aap badte raho aur hum aapke saath hai..PASCHIM UP ki gurantee meri hai..

    ReplyDelete
  22. Yes meerut ,bijnor ,j.p.nagar,moradabad,panchsheel nagar etc.har distt. Se log Vivekanand ke kahne par hi to log lucknow gaye the.aap akele nahi ek bahut bada sanghthan aapke sath hai.

    ReplyDelete
  23. v.s. ji aap ke kitne no. hai tet me.,.,.,.,.,suraj 9336003746

    ReplyDelete
  24. ADITYA FAIZABAD,BHAIYO PAHELEY TET KE BARE ME SARKAR KA STAND CLEAR HONE DO.PHIR TET MERIT YA ACADMIC MERIT KE BARE ME SOCHANA.MERIT KISI BHI ADHAR PAR BANE LEKIN PROCESS AAGE BADHNA CHAHEYE.MERA NAHI TO KISI AUR BHAI KA TO BHALA HOGA . ALWAYS THINK POSSITIVE. JAI HOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOO

    ReplyDelete
  25. hi dosto bharti tet merit ke adhar pr hi karwa kr manege chahe phir se lathi khani pade 28 march ko acadmik wale lucknow ja rahe aap log uisme na jaye

    ReplyDelete
  26. ha ye baat to sahi hai ki bharti tet merit base par hi honi chahiye kyoki ye baat to pehle hi vigyapan me clear kar di gayi thi to ab in academic walo ko itni problem kyo ho rahi hai.agar inke tet me achhe no. nahi aa paye hai to dont worry next time le aana.lekin abhi plz. koi aur problem create mat karo ,jitni hain pehle unko solve ho jane do.

    ReplyDelete
  27. ye sabhi log paise dekar tet pass hone wale log hai jo lucknow mein jakar apne paise ko bachne ki koshish kar hain in logo ke phere me na ayen kyunki pata chala hai ki 96000 logon ka no-120 se uppar hai isliye merit walon k liye accha nahi hai dosto isiliye think it and kindly talk to only graduation & b.ed ko add karao

    ReplyDelete
    Replies
    1. bhai ye 96000 ki list kisne di?itna jyada jankari kaise pata kar lete ho?apko to cbi,ib,raw me hona chahiye yaha kya kar rahe ho?

      Bakwas ki bat na kiya karo.jo vigyapan nikala tha uspe hi bharti chahte hai aur kuch nahi..agar hamne paise diye hai to janch baithwa lo jiski bhi baithana ho tet wale darte nahi..agar tet merit se pareshani thi to kyo nahi virodh kiya exam dene se pahle?ab no kam aa gaye to tet patrata hona chahiye?...tet merit se hi ye niyukti hogi chahe jitna ladna pade court ya gov se..

      Delete
  28. JIN LOGO KE MLA SP KE HAIN WO LOG UNSE MILKE APNA PAKSH RAKH SAKTE HAIN AUR APNI BAAT CM TAK PAHUCHANE KI REQUEST KAR SAKTE HAIN

    ReplyDelete
  29. Wah shipra well done. Tet mai selection ke bad hume kya dogi?

    ReplyDelete
  30. 83-90 = 148981
    90-95 = 17500
    95-100 = 10000
    100-105 = 8800
    105-110 = 7500
    110-115 = 6500
    115-120 = 5200
    120-125 = 3850
    125-127 = 1075
    127-130 = 345
    130-135 = 180
    135-139 = 38
    Anybody knows should be correct?
    Because inka total 210000 hi hai jabki hum 270000 hai.

    ReplyDelete
  31. its fake
    ye to kisi khurapati ke dimag ki kheti hai

    ReplyDelete
  32. Any idea, how many candidate above 100 marks. I just want to know.

    ReplyDelete
  33. Vivekanand ji vidhan bhawan ki aur shanti march sahi faisla tha ab humari bat c.m. tak pahunch chuki he

    ReplyDelete
  34. Nikhil kya students ko bhi apni jaise jhuth bolna sikhaoge

    ReplyDelete
  35. koi bhi student budaun ki shikha dixit ko janta hai .,.,,ya fir shikha dixit is blog se judi ho to ....,pls cot. me 9336003746

    ReplyDelete
  36. unknown ji,agar koi apne bare me bataye to wo kisi ko kuch deta nahi hai.itne dino se mai aaplogo se judna chah rahi thi lekin google account na hone ki wajah se nahi jud pa rahi thi , isliye aaj mauka mila to maine bhi apne bare me apko batana chaha aur aaplogo ko thanks kehna chaha.mai janti hoon ki aaplog tet ke liye bahut mehnat kar rahe hain aur tet se jo bharti hogi wo bhi aaplogo ki wajah se hi sambhav hogi.so thanks once again to all the struggling tetians.

    ReplyDelete
  37. bhaio aur unki bheno Mata rani ki kripa hui to hum sabhi ko apni apni kismat ka jaror milaga aur ha kyo na merit ess prakar banayi jaye= tet+b.ed+graduation

    ReplyDelete
  38. Param adarniya Sikshak bandhuo-
    Apko mai dhyan dila duin ki jo aap only tet,only academic,aur tet+academic ki bt kar rahe hain thoda bahut law k bare me jankari kar lijiye..
    Ye bdlav tbhi ho sakte hain jub vigyapan nirast ho jaye..yani ki court case kapil jeet jaye..
    KOYI BHI GOVT. Mool Vigyapan me sanshodhan nahi kar sakti aisa manniya Supreme Court ka adesh hain..agar vigyapan nirast hoga tbhi Samajwaday party'Sikshak bharti adhi. 1981'me sanshodhan karke vigyapan nikal sakti hain..aur Mayawati Ji dwara Tet ko chayan ka adhar bnaye jane ke niyam ko change kar sakti hain..
    Aur ye bt yaha sbhi jante jante hain ki court me sabhi BSA ne ye shapath patra diya hain ki
    HUME ISPE KOYI APATTI NAHIN HAIN AUR ISASE KOYI PRABHAVIT HONE KI STHITI ME NAHI HAIN..JBKI YADI VIGYAPAN NIRAST HONE SE LAAKHO LOG PRABHAVIT HONGE'
    Jub vipyapan nirast hi nahi hoga to chayan ka adhar kaise badal sakta hain..ek bt aur iske bd jo 80000 vaccancy ayengi unme chayan ka adhar badla jayega..
    Chahe aap Jis vakeel se poochh le..
    Deepak Ji aur Avantika Ji k sangharsh ko samparpit hain ye LEGAL ADVICE..
    Aur rahi TET ke nirast karne ki baat to ye bhi jaan lijiye ki Supreme court k adeshanusar koyi exam tbhi nirast kiya ja sakta hain jb uske exam me 20% ki aur results me 10% ki dhadhali ho..
    Up govt. K pas ise nirast karne ka adhikar hai wo bhi nirast kar sakti hain par ye law k against hoga..aur court ispe rok laga degi..par humara time kharab hoga..
    Aur aap sub teachers hain shayad ye jante honge ki ye NYAYIK NIRNAYA are the 5th sourse of INDIAN LAW..
    To TET ko nirast karna legaly sambhav nahi hain..
    Atul Kumar Jaiswal..

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।