लखनऊ(ब्यूरो)। शिक्षक भर्ती प्रक्रिया में ओवरएज वालों को शामिल करने संबंधी हाईकोर्ट के आदेश के खिलाफ विशेष अपील करने पर विचार किया जा रहा है। पर इस पर अंतिम निर्णय बेसिक शिक्षा मंत्री रामगोविंद चौधरी करेंगे। बेसिक शिक्षा विभाग का मानना है कि बेसिक शिक्षा अध्यापक सेवा नियमावली में शिक्षक रखने की अधिकतम आयु सीमा 40 वर्ष है। वर्ष 2011 में 72 हजार 825 शिक्षकों की भर्ती के लिए मांगे गए आवेदन का रद कर दिया गया है। इस स्थिति ऐसे आवेदकों का दावा नहीं बरता है
News Source : Amar Ujala (18.1.13)
ho gayi ha eta mathura ki
ReplyDeleteye comment galat ho sakta h dost ne bataya to likha h
Deletethanks kalpit bhai, Etah ki kaun si tarikh ko aayi thi jara batayenge plz...
Deletemere bhai pta nhi aap kisi aur sourse se pta karo
Deletesbhi shikshamitra 28 jan ko luk chale.
ReplyDeletesm agar teacher bnana hai to cm ko pakdo.
ReplyDeletesabhi sikshamitra apane hak k liye luknow chale
ReplyDeleteabhio etah ka add nhi aya
ReplyDeletethanks zarreenn ji, jab bhi aaye to bta dena plz...
Deletepata nahi
ReplyDeleteKRIPYA DHYAN DEN-
ReplyDelete:D:D:D:D**BREAKING NEWS**:D:D:D:D
TOTAL UPTET PASSED(b.p.ed aur b.t.c. Walo ko chhodkar,jo ki is bharti mein shamil nahi hain) 2,09,789 HAIN...INMEIN SE 60-140 TET MARKS PAANE WALO KI SANKHYA TOTAL 60,808 HAI.....SHESH 1,48,981 LOG TET MEIN 55-60% WALE MATLAB SC/ST/OBC HAIN.
YE 1,48,981 LOG GENERAL MEIN FIGHT NAHI KARENGE AISA COURT KA ORDER HAI..ISKA MATLAB YE HUAA KI GENERAL KI 36,412 SEATS PAR TOTAL(ham aarakshan walo ko bhi shamil kar rahe hain jo ki 90 se jyada ank se tet pass kiye hain,kyuki ve general mein fight kar sakte hain) 60,808 LOGO KE BEECH HI FIGHT HOGI..
ISSE SPASHT HAI KI GENERAL KI MERIT DOWN RAHEGI JO LAGBHAG 56-58% ke beech tak rah sakti hai...
YE DATA 1DUM SAHI HAIN....AAGE AAP SABHI YOGYA HAIN AUR KOI ANUMAN AAPKE MIND MEIN AATA HO TO JARUR POST KAREN......
DHANYAVAAD
KRIPYA DHYAN DEN-

(source- 18 november,2011 HINDUSTAN PAPER)
i've its cutting also
Hi TET Frndz !
ReplyDelete"EK BAR PHIR COURT NE BADLA PAALA"
****************************
TWO OPPOSITE DECISION EK SAATH------ SAB KUCHH ANISHCHIT----- SAB KUCHH DOUBTFUL*********
Ab aap dekhiye ke High Court ne ye kya kiya***
1- TET Anivaarya hoga (Dainik Jagaran Kanpur - Front Page)
2- B.T.C. kare ya Vishisht B.T.C. , Bina TET pass kare koi bhi teacher nahi ban sakta (Dainik Jagaran Kanpur - Front Page)
3- High Court ne TET par lagaayi Muhar (Dainik Jagaran Kanpur - Page No-11)
4-Sabh B.Ed. degree dharak 72825 post par aavedan kar sakte hain (Dainik Jagaran Kanpur - Page No-11)
5- Govmnt. 15 dino ke andar sabhi B.Ed. dhaarako se aavedan maange (Dainik Jagaran Kanpur - Page No-11)
6- Ye B.Ed. dhaarako ko PRIMARY TEACHER banne ka aakhri mauka (Dainik Jagaran Kanpur - Page No-11)
7- Naye B.Ed. dhaarak PRIMARY TEACHER nahi ban sakenge (Dainik Jagaran Kanpur - Page No-11)
TO AB SAB KUCHH ANISHCHIT----- SAB KUCHH DOUBTFUL..........AAGE AAGE DEKHIYE HOTA HAI KYA.......shad8762@gmail.com(FACEBOOK).......cntct- 9307476428