फैजाबाद। अवध विश्वविद्यालय ने एक जून को आयोजित होने वाली पीएचडी संयुक्त पात्रता परीक्षा के आयोजन की तैयारी तेज कर दी है। फार्मों की जांच के दौरान एक ऐसे आवेदक का फार्म सामने आया, जिसने हस्ताक्षर की जगह अंगूठा लगाकर फार्म विश्व विद्यालय को प्रेषित किया है। अब विश्वविद्यालय प्रशासन इस अभ्यर्थी के फार्म पर हस्ताक्षर कराने के लिए उससे संपर्क साधने में जुटा है। ऐसे 40 आवेदन फार्म प्राप्त हुए जिनमें हस्ताक्षर तक नहीं थे। विवि प्रशासन पत्र भेजकर फार्मों में सुधार कराने का अभियान चला रहा है। सभी को पत्र भी भेज दिए गए है।
काबिलेगौर है कि अवध विश्वविद्यालय को पहली बार आयोजित होने वाली पीएचडी पात्रता परीक्षा की मेजबानी सौंपी गई। पहले यह परीक्षा 29 अप्रैल को प्रस्तावित थी, लेकिन संयुक्त बीएड प्रवेश परीक्षा के मद्देनजर इसकी तिथि परिवर्तित कर दी गई। अब पीएचडी की परीक्षा के आयोजन की तैयारी जोरों पर है। फार्म जांच के अंतर्गत एक ऐसा प्रकरण सामने आया, जिससे सभी हतप्रभ रह गए। एक आवेदनकर्ता जो कि परास्नातक की परीक्षा उत्तीर्ण करने के बाद शोध करना चाहता है। उसने परीक्षा में आवेदन किया और फार्म में हस्ताक्षर की जगह अंगूठा लगाया है। इसी के साथ तकरीबन 40 ऐसे आवेदन फार्म प्राप्त हुए जिन्होंने बगैर हस्ताक्षर के ही आवेदन फार्म भेज दिए। विवि प्रशासन ने सभी को पत्र लिखकर फार्म ठीक से भरने की प्रक्रिया पूरी करने के लिए कहा है। एक ओर फार्मों की जांच-पड़ताल तो दूसरी ओर प्रवेश पत्र बनाने की प्रक्रिया चल रही है। प्रवेश पत्र कंप्यूटराइज्ड छपेंगे। केंद्र निर्धारण की प्रक्रिया पूरी की जा रही है। परीक्षा प्रदेश के 11 विवि केंद्रों पर के निर्धारित परीक्षा केंद्रों पर 98 हजार अभ्यर्थी परीक्षा में शामिल होंगे
News : Amar Ujala (7.5.12)
1 june ko ssc aur med ka paper hai bhala 3 paper ek sath kaise koi de payega ?
ReplyDeleteFriends, kuchh overage hone wale mitro ko chhodkar sabhi overage ki kagar par khade tet holder aakhir LUCKNOW kyo nahi jaate hai.
ReplyDeleteBhaio ap sochie yadi is bharti ko radd karana sarkar k lie itana hi asan hai to abhi tak kia kyo nahi? Ak bat tay manie maukhik dhadhli se kuch nahi hota hai use sabit karana parata. Yadi vastav me bare paimane par dhadhali sabit hoti hai to bharti hi nahi tet hi radda ho jayega. Is pure prakriya me acadm valo k lie koi rahat ki sambhavana mai nahi dekhata hu.Sarkar ki samasya yah ki o tet ko radd karke uska bachav kar payegi ki nahi,hai.AGAR a sab itna hi asan hota to kab ho chuka hota .
ReplyDeleteBhaio ap sochie yadi is bharti ko radd karana sarkar k lie itana hi asan hai to abhi tak kia kyo nahi? Ak bat tay manie maukhik dhadhli se kuch nahi hota hai use sabit karana parata. Yadi vastav me bare paimane par dhadhali sabit hoti hai to bharti hi nahi tet hi radda ho jayega. Is pure prakriya me acadm valo k lie koi rahat ki sambhavana mai nahi dekhata hu.Sarkar ki samasya yah ki o tet ko radd karke uska bachav kar payegi ki nahi,hai.AGAR a sab itna hi asan hota to kab ho chuka hota .
ReplyDeleteMitro nyaypalika par apana visvas banaye rakhe. Hame bahut jaldi hai is lie lagata hai sabhi hamare dusman hai ,court me bahut sare caces hai thoda samay lagega ,hamara pakcha itana strong hai ki koi judge chah kar bhi hamare against nirnay nahi de payega.Mera gyan kahata hai ki yadi sarkar hathwadi ravaiya apnati hai to hamare case ka NIRNAY ANE WALE SAMAY ME NAJEER BANEGA.
ReplyDeletejune/july me nikay chunav so aachar sanhita
ReplyDeletesep/oct me naya bach so naya tet
nov/dec me tet result 2.70+1.5 laks tet
jan/feb me vigayapan
april 2013 me 62000 s.mitra
so bharti cancle
to ab tet/acd valo kya soch rahe ho neta to kisi ki ni sun rahe
socho karo ya maro
19 ko kis liye lko ja rahe ho 10 ko kya sona hai ye tet neta sale bik chuke hai sabko barbad kar denge
so javo ya 10 ko lko chalo aur job lo bas 100 log hi ansan karo jadhe ki jaurat ni hai
aur tet/acd ni bharti gradu+bed pe ho
utho ye hamari naukari hai
hello muskan g aajkal hamare leader kya khichdi paka rahe hai kuch pata nahi chal raha hai shyam dev mishra g bhi dikhai nahi de rahe hai mayank sahab bhi kahan gye kya ham tet pas karke apradhio ki line mai aa gye hai ki har koi ham logo se dur bhag rahe hai aur aap bhi maine mail bheja tha koi reply nahi aayi why jab koi kuch karna chahta hai to sab mil ke use thanda kar dete hai kyo mai ph kote ka hun mai sc mai complane dalna chahta hu lekin mujhe koi salah dene wala nahi hai plz help me any i am waiting
ReplyDeleteuptet@india.com
9452061561
Hum bhi yahi chahte hain ki Vidhan Sabha ke samne hum sab ko ab baith jana chahiye chupchap.aur jab tak bharti shuru hone ka sashnadesh na jari ho tab tak vahan se na koi uthe na kisi se milne jaye fir chahen sarkar lathi chalaye ya dande.chahe to jail me bhar de ya goli mar de.
ReplyDeletevaise bhi berojgari se zingee bhar marne se achcha hai ki sarkar ki goli se hi mar jayen.
kam se kam aage hamare pariwar doston aur wellwisher ko yeh samajh me to aayega ki voh vote kise de rahe hain.
Sarkar to ab hamare bhaiyon sahit hamari bhi jan lena chahti hai.
wah! re India
wah! re U.P
Akhilesh ji aap Yuwa ho apane yuwa bhaiyon ko kyon Tadpa rahe ho aap?
plz hamen hamara haq de do.
Gundo ki sarkar h bhai hum log kya kar sakte h. Logo ne bhate aur laptop k liye vote diya h aur sarkar usi me busy h. Afsos hota h ki up me rahte h
ReplyDelete