UPTET SARKARI NAUKRI News
प्रशिक्षु शिक्षक चयन 2011 के नियुक्ति पत्र के सम्बन्ध में आर्डर जारी -
UPTET MARKS GEN-105 & RESERVED CATEGORY - 97 KI CUT-OFF JITNE BHEE LOGO KEE COUNSELING HO CHUKEE HAI, UNHE JANUARY KE 1ST WEEK SE APPOINTMENT LETTER / NIYUKTI PATR MILNE CHALU HO JAYENGE.
NIYUKTI MILNE KE 7 DIN KE BHEETAR SCHOOL JOIN KARNA HOGAA
Read more: http://naukri-recruitment-result.blogspot.com
NAMASKAR !
ReplyDeleteALL TET BANDHU!
KYA FAYDA HUA HC KE ORDER KA IS TARAH TO BHARTI WAISE BHI HO HI RAHI THI KYA MATLAB HUA GEN 70 V RESRVD 60% KA RAHI BAT NYUKTI PATR KI TOH WO TO WAISE BHI SELECTED KO MILNE HI THE.
You're right brother I agree with you.
DeleteBut I am not agree. Kam se kam 50000 logo ko fayida hua hai.
DeleteReserved 65% v gen 70% 72825 to kabi ni aa skta ha ye sarkar ne HC ke order ko galat tarike se interprete kiya ha.
ReplyDeletecourt ke order se ye fayda hua ki government joining letter dene ko taiyyar to hui.
ReplyDeleteagr court ka order na aata to ye goverment abhi kai mahine tk joining letter ke bare me sochti bhi nahi.
जय टेट
ReplyDeleteजय हिन्द ।
Dev pramod jaise log pgla gye hai pdte hai nhi or bhir hr bat me inhe glti nazar aati hai apne aap ko judge smjne lgte hai..
ReplyDeleteAkhil pagla to tm gaye ho jo tumhe meri simple se bat smjh me ni aayi
Deletetumne jyada pada ha to batao bharti me kya naya hone wala ha?
U r right dev fayada sirf high merit walo ko huwa hai na ki lo merit walo ko high walo ko sirf apni niyukti ki padi hai enko low merit merit wale bhaiyo ke baare me b sochna chahiye . Ye sc ke aadesh ka paalan nahi ho raha hai . Sc ke anusaar gen 70% & reservd 65% tak sabhi ko niyukti pstra milna vhahiye tha . I pray to GOD ki sabhi tet2011 bhahiyo ko niyukti patra mile asli khushi tabhi milegi..........agar kisiko meri baat buri lagi ho to sorry.
DeleteI think uper se merit bana ke joining letter dena chahiye. Is chutiya sarkar ne counseling hi uljha rakhi hai or bhugatna hamko pad raha hai.
ReplyDeletePat ab 2017 me yeh chutiya sarkar natije bhugatne ko taiyar rahe.
B.Ed ki tarah counseling karwani chahiye thi toh sab imandari se hota...
Jai hind jai tet jai ambedkr..
ReplyDeleteDeep madhav bhugtna islye aapko pd rha hai kyoki pdna likna hai nhi tmhe judge bnke gltiya nikalne lgte hai tm log to hlwa smjte ho hr chz ko..
ReplyDeleteAkhil tum khud nonsense ho ya paise de ke paas huye lagte ho. Or bata du mujhe tumse certificate lene ki jarurat nahi hai.
DeleteOr rahi bat meri main jitna roj kamata hu utna tum mahine kharch bhi nahi karte hoge. Or TET merit bana ke joining dene me tumhe meri baat se dikkat kya hai. Ho sakta hai tumne khud padhai kari nahi hai or TET me bottom line no laye ho tabhi pagla rahe ho.
Agli bar mayabati sarkar..jai ambedkr..
ReplyDeleteNasib se zyada yaha kisi KO nahi milta , jiske nasib me jo hota h usko whi milta h kisi aur ka isme koi dosh nhi , agar aaplogo k nasib me ye job likhi hogi to zarur milegi, koi nahi chin skega aapka nasib. I have 104 n m in gen cat so its my bad luck ki 1 marks se hum reh gye isme kisi aur ki koi galti nahi .jis tarah abi is akhilesh n iski govt ka nasib achha chal rha h to poora fayeda utha rhe h aur humlog ko rula rhi h ye chor corrupted govt but 2017 k bad inka nasib footne wala h tab ye dar dar bhatkenge aur humsab hansenge inpe . Jo jaisa krta h usko waisa hi fal milta to iske bure karmo ka bhi fal isko milega 2 saal bad . babool ka ped Jo boya h inhone to inko kaante hi milenge fool to ab poori zindagi nhi Milne wale. Frnds don't worry humlog k bhi achhe din aayenge just keep patience.
ReplyDeleteKyu dare zindagi main ki kya hoga, Harpal ye kyu soche k bas bura he hoga,
ReplyDeleteBadhte rahe apne manzil ki ore,
kuch na mila to kya kum se kum tazurba to hoga....!
Bilkul sahi kaha prerna Ji.. Or thanks for these inspiring lines.. Kbhi to number aayega hi.. Hm to sirf kosish kr saktey h..
ReplyDeleteUr most welcome Monika ji. Yes good days will come in our lives also. Waqt kabhi ek sa nahi rhta isliye use waqt khte hain , aaj bura hai to kal achha bhi hoga , all we have to do is to keep trying n hv patience. Achhe din bhi aayenge .:-)
ReplyDeleteBilkul sahi kaha aapney...
ReplyDeleteEk din mera bhi naam hoga duniya me...
Hr baar m hi haaru ye jaruri to nahi...
jinke 105 marks se upar hai lekin counseling nahi hui umka kya hoga
ReplyDeleteparminder ji unko abhi wait karna hai.
ReplyDeletejo aapke bhagya mai hai, vo bhaag kar apke paas aayega. joo aapke bhagya mai nahi hai, vo aakar bhi bhag jaayega...
ReplyDeleteRight piyush ji jaise Mera hi example le lijiye 3rd counseling me 3 dist se Nam aaya but hum kushinagar gye aur waha kaha gaya ki seat hi nhi h scert ne wrong information nikali h aur meri counseling nhi huyi . mtlb mere bhagya me ye tha hi nahi isliye aakar bhi bhag gaya :-) ise hi khte h L U C K(luck).
Deletejinke 105 se upar hai but counslng nhi hui unki waiting list banegi aur kisi selected candidate ki join na karne par 105 walo ko age ke according chance milega
ReplyDeleteYaha jo bhi jankar log hai wo zara ye btaye ki jinki counselling ho chuki h tet ki marksheet bhi origional hai magar unke pas 2 state ka domicile hai aur wo joining le lete hai to unka kya hoga???
ReplyDelete2 state ke domicile rakhna illegal hai .enko kaise roka jaega??meri jankari me kuchh logo ne aisa kiya hai
ReplyDeleteJrt walo ko bhi ab kya supreme court jana pdega tab denge appointment letter bekar mein sabne itna tim kharab kiya dharna dekr lathi khakr
ReplyDeleteHme smjh nhi aata jo bhi samvida type recruitment hoti h wo to phatak se ho jati h but permanent mein hi itna jham kyo just bcz salary jada deni pdegi are kaun se inke ghar se ja rhe h paise sabka bhala ho brdast nhi kr skti ye gov
ReplyDeletePrerna g
ReplyDeleteaap pareshaan na ho.abhi bhi apka bhagya bura nahiu hai
aap 4th counslng me eleigble hongi.waise aap 3rd counsling me bhi baki dono distct me se kisi me bhi jaa sakti thi.aur vo bhi 3rd counsling ke last day tak.
Us din to dusri jagah jana posbl nhi tha kyuki rat ho jati phuchte phuchte aur Hume ye bat pata nhi thi piyush ji ki last day tk dusri jagah counseling krwa skte the.
Deleteshubhangi ji
ReplyDeletekisne kaha ki do state ka domcl rakhna illegal hi. u dont worry.
After adhar completing 2 state idomicile prblm will be solbed
ReplyDeleteJb judge ne 70/65 ka option diya to WO ye kyu bhul gae ki es 72825 me sc/St/pH/sm ka bhi pariwar h WO kya dhul fakega aur naukri ke lalchi jhat se han kar baithe yahi tet pariwar h.
ReplyDeletePramod ji sayad aap hi bhut hosiyar h...thanks
ReplyDeleteJis tarah se is bharti ke pura hone me teen saal se jyada kya samay lag chuka hai phir bhi logo ko shashnedesh jaari hone ke baad bhi logo ke Mann me sanshay bana hua hai. Kyoki sarkar par se bharosa uth chuka hai.Jobhi kadam sarkar utha rahi hai WO s.c.ke darr se. Dosto riktiyon ki kami nahi hai .keval sarkar niyati air neeti theek rakhe
ReplyDeleteMaine kaushambi main third counselling karaye the fem gen sci 113 marks hain kya mera selection ho jayega plz tell me
ReplyDeleteneelam ji kaushambi me aapki seat confrm hai.u don worry.
ReplyDeletemain prerna ji kumar verma ki bato se sahmat hu,
ReplyDeleteBareilly 3rd counselling female obc science ki list ka kisi ko pata hai please reply tet no - 110 name rajni dob 01610-1988
ReplyDelete